Aa mere pyaare husain
(Aa mere pyasse husain) x3
(Aa mere pyaare husain) x2
(Aa mere pyaare husain) x2
(Aa mere pyaare husain) x2
(Aa mere pyaare husain) x2
(Aa mere pyaare husain) x2
(Aa mere pyaare husain) x2
- Aa meri god ke pale, mere husain aa. Mere garib aa zara, maa ke karib aa. Sinaa phigar he tera, mujko he ye pataa. Dashte-e balaa me fatema, zehra ki thi sadaa.
- Kisne mere jigar pe, ye khanjar chalaa diya. Kisne mere husain-e ko, pani nahi diya. Khud chal ke kyu na agaya, darya ko kya huwa. Ek bar maa pukar ke, godi me let jaa.
- Sehroz ki ye pyaas ye, jalti huwi zamin. Chehra lahu lahu tera, donim he jabin. Mazloom mere lal ke, jeisa koi nahi. Tiro se mere lal ka, sina bhara huwa.
- Pehle to babajan ko, royi me zar-e zar. Royi ali ko kabr pe, dil ho gaya figaar. Ik lal tha hasan mera, uski hu sogwar. Ab tere gham me kabr me, rehne nahi diya.
- Ataa hai yaad mujko, madine me apna gar. Chakki ma pisti thi, magar tum pe thi nazar. Tum ko sulaya karti thi, raato ko jaag kar. Ab me jagaane ayi hu, ay lal jaag jaa.
- Ik bar maa pukar le, bilkul usi tarah. Jule me julte huwe, kehte the jis tarha. Wo bachpane tera muje, bhulenga kis tarha. Mere bahgair chain se, ik pal nahi raha.
- Ma hu muje bataa, tera sine pe kya huwa. Kyu he kamar juki huwi, chehra lahu bhara. Abbas he kaha, ali akbar kaha gaya. Ha thak gayaa he aa meri, godi me lal aa.
(Aa mere pyaare husain) x2
Acha kiya baba
Chahat ka meri kaisa. Ye mujko silaa diya. Acha kiya baba jo mujko bhula diya. Baba.
(Acha kiya baba) x2 Jo mujko bhula diya (Acha kiya baba) x2

- Zinda raho hazaro baras shad ma raho. Baba zamin pe ban ke sada asman raho. Quran tum pe saya Kare tum jaha raho (Parti hu har namaaz-e me) x2 Baba yahi dua. Baba.
- Baba tumhare hijir me khushiyo se dur hu. Lakin tumhare raah me thakti zaroor hu. Bimar naatwa hu ghamo se me chur hu (Ab ke to din bhi eid ka) x2 Rokar guzar gaya. Baba.
- Rato ko jaag jaag ke karti hu ye dua. Kumbe ko raas aye mere dashte karbala. Darya ke pas khayma ho shah ka lagaa huwa (Garmi ke din he ama) x2 Jo sar par rahe rida. Baba.
- Asgher ko bhej do ali akbar ko bhej do. Kuch roz ko sahi meri madar ko bhej do. Koi nahi to bas meri khwahar ko bhej do (Hoto pe ab to sughra) x2 Ka dam he ruka huwa. Baba.
- Karta he kon yun bhi marizo se itna pyaar. Me gulkhizaan rasidaan hu tum ho meri bahar. Wesay bhi ab nasib me mere he intizar (Bujta huwa charag hu) x2 Apne mazar ka. Baba.
- Ha ye kalak he ama ne mujko kiya na yaad. Akber to lene ayenge kitna the ehtemad. Allah ab to puri karenge meri murad (Ayenga jab madine me) x2 Karbal ka kafela. Baba.
- Lagta he meri kabr pe awonge aai pidar. Wo bhi agar pohonch gayi takdir se khabar. Talkin par na pawongi bazu ko tham kar (Tanhaiya uthayengi) x2 Tabut bhi mera. Baba.
(Acha kiya baba) x2 Jo mujko bhula diya (Acha kiya baba) x2
Al Quran
Aa oozoo billahi minash shaytanir rajim. (Bismillah hir-rahman nir rahim) x2 Inna nahno nazzal na zikra wa inna lahu la hafizun
(Quran-e wo kitab he, jo dars-e inkalaab-e he. Ha mari darsagah, he sidha raasta karbala, karbala) x2 Quran-e wo kitaab-e he
(Quran-e wo kitab he, jo dars-e inkalaab-e he. Ha mari darsagah, he sidha raasta karbala, karbala) x2 Quran-e wo kitaab-e he
(Quran-e wo kitab he, jo dars-e inkalaab-e he. Ha mari darsaga, he sidha raasta karbala, karbala) x2 Quran-e wo kitaab-e he

- Bismi rabbi jaha bismillah. Subhanallah ye quran allah allah. Ummul kitaab-e he ye mashallah, ik ik surah he universalloh.
- Quran ki god ka ek ek surah. Wo ma-aaeda hu ki yasin wa taha. Sura-e maryam wa rehman wa shora. Parte hi rehtehe rab ka kasida.
- Quran ki he shaan he shaane muhammed. Quran he mizan-e muhammed. Farma ne rab farma ne muhammed. Nukta-e baa quran-e muhammed.
- Kaise quran he hum tak aaya. Kisne sikhaaya he kisne parhaaya. He kis gara ne ka ye sarmaya. Jan deke isko he kisne bachaaya.
- Din bhi bacha quran bhi dekho. Baki raha imaan bhi maano. Kiya gaya kiska ye bhi to socho. Gar to luta sayada ka hai logo
- Wo karbala wo nabi ka gar aana. Quran idhar to udhar he zamaana. Ik ik par-e ka maqtal jaana. Khun me nahaa ke ye sab ko bataa na
- Ye karbala ye he shaam-e ghariba. Wo jalte khayme wo aayate Quran Khaymo me bali sakina pareshan. Zainab pukari ye barsare mayda
(Quran-e wo kitab he, jo dars-e inkalaab-e he. Ha mari darsaga, he sidha raasta karbala, karbala) x2 Quran-e wo kitaab-e he
Arey o shaam walo
Sakina, ki sadaa hai. Arey o, shaam walo. Arey o, kufe walo.
Arey o, shaam walo. Sakina, ki sadaa hai.
(Arey o, shaam walo. Kafan, baba ko day do) x3 Arey o, shaam walo.
Arey o, shaam walo. Kafan, baba ko day do. Arey o, shaam walo.

- Arey o, shaam walo. Arey o, kufe walo. Mere pyaare jo amu aj hote. Kabhi naa is kadar majbur hote. Gada-i karke late. Magar tumse na kehte.
- Arey o, shaam walo. Kafan, baba ko day do. Arey o, shaam walo.
- Arey o, shaam walo. Arey o, kufe walo. Chacha ka sar ye neze, se hatado. Sarey shabbir parda urado. Ye gham, Kitna baraa hai. Meri maa be ridaa hai.
- Arey o, shaam walo. Arey o, kufe walo. Me khatoon-e Jinaa ka aayina Hu. Rasan basta asiro, be ridaa hu. Meri, janib na dekho. Mera, kurta phataa hai.
- Arey o, shaam walo. Arey o, kufe walo. Wo sina mere baba ka kaha hai, Suna hai bar sare dega tapa ha, Nahi haye wo sine. Kaha, soye sakina.
- Arey o, shaam walo. Arey o, kufe walo. Mere gar ke kaniz-e, ba ridaa hai. Kayamat, hogayi hum be ridaa hai. Sitam, kitna bara hai. Phuphi Ka sar khula hai.
- Arey o, shaam walo. Arey o, kufe walo. Yatimo ko sataa na, kab rawaa hai. Dukhe dil, ko dukhana, kab rawaa hai. Sitam, jo chahe karlo. Magar ik kam-e kar do
- Arey o, shaam walo. Arey o, kufe walo. Rihayi ki tamanna, mar chuki hai. Ye zindaa meri manzil, akhri hai. Magar, baba se kehna. Aba Ana shaam aana.
Arey o, shaam-e walo. Kafan, baba ko day do. Arey o, shaam-e walo.
Chaliye madina
(Chaliye madina, chaliye madina) x2 Chaliye madina ay phupi chaliye madina.
(Chaliye madina, chaliye madina. Chaliye madina ay phupi chaliye madina) x2

- (Hogaya chehlum, kar chuki matam. Zindagi bhar hai, ab to muharram) x2 Are taaba qayaamat, ab hai tarap ne. Chaliye phupi amaa watan chaliye madina.
- (Ban gayi kabre, nazre dilaadi. Ashko ki chadar, sab ko urhaa di) x2 Gar chalo ab to, ji khol ke rona. Chaliye phupi amaa watan chaliye madina.
- (ay phupi amaa, hogi qayaamat. Puch-e jo baba, ham se barikkat) x2 Are kyu nahi ayi bali sakina. Chaliye phupi amaa watan chaliye madina.
- (Are kabre nabi par, pehle chalenge. Girya ya karenge, nawha parenge) x2 Are guzri jo ham par, nana se kehna. Chaliye phupi amaa watan chaliye madina.
- (Are sughra ka shikwa, chal ke mitaa do. Gash me he sughra, usko jagaa do) x2 Are mar gaye akbar, ye na bataa na. Chaliye phupi amaa watan chaliye madina.
- (Soyenge kab tak, nehre kinaare. Ab naa milenge, amu hamare) x2 Are ham ko alam hai, unka uthaana. Chaliye phupi amaa watan chaliye madina.
- (Kayd me guzra, saraa muharram. Majliso matam, kar na sake ham) x2 Gar me azaa ka, farsh bichaana. Chaliye phupi amaa watan chaliye madina.
(Chaliye madina, chaliye madina. Chaliye madina ay phupi chaliye madina) x2
Ghazi alam tere uncha rahenga
(Yabne zehra, ya abbas) x2 (Ya abbas) x5
(Ghazi alam tera uncha rahenga) x2
(Ghazi alam tera uncha rahenga) x2
(Ghazi alam tera uncha rahenga) x2
(Ghazi alam tera uncha rahenga) x2
(Ghazi alam tera uncha rahenga) x2
(Ghazi alam tera uncha rahenga) x2
(Ghazi alam tera uncha rahenga) x2
(Ghazi alam tera uncha rahenga) x2
- (Kal bhi alam tere uncha rahe he) x3 Aj bhi hai or kal bhi rahenga
- (Tere alam ke saye me duniya, apni murade mang rahi he) x2 (Tere alam ke saye me aakar) x2 Jo nahi manga wo bhi milanga.
- (Isko abu talib ne banaya, mere nabi ne isko sajaya) x2 (Binte asad ne sehra charhaya) x2 Zehra ke bacho pe saye kareynga.
- (Ha ye alam hamza ka alam hai, ha ye alam jafar ka alam hai) x2 (Ha ye ghadeer-e qum ke bharam hai) x2 sab parchomo ka ye mawla rahenga.
- (Chadare zehra iska pharera, patka bhi hai zainab ke dua ka) x2 (Aise bandhe he mashk-e sakina) x2 Rishta alam se iska rahenga.
- (Bhula nahi sakta ye zamana, pani pe parcham ka lehrana) x2 (Hat katana mashk-e bachana) x2 Banke wafaa tu zinda rahenga.
- (Yuto bohot zainab pe sitam tha, lakin wo gham jo kohe alam thaa) x2 (Wo tera gham tha, wo tera gham tha) x2 Dil tere gham me rota rahenga.
- (Kal bhi alam tere uncha rahe he) x3 Aj bhi or kal bhi rahenga
(Ghazi alam tera uncha rahenga) x2
Ya ali maula, haider maula
(Ya ali maula, haider maula) x5
Dil me sajaa ke rakha hai
(Ya ali maula, haider maula) x2
Dil me sajaa ke rakha hai
(Ya ali maula, haider maula) x2 Har maula-e kehta hai (Ya ali maula, haider maula) x2
(Ya ali maula, haider maula) x2 Har maula ye kehta hai (Ya ali maula, haider maula) x2

- (Bigri banaa de aye sawali, koyi na jaaye khali) x2 Aaje gadiri jaame pilaa de (Ay waliyo ke wali) x2 Teri ankhe mere mawla (Subko dekhne wali) x2 Chashme karam ne teri mawla, gamse bachaa ke rakha hai
- (Nagri, nagri, tere mawali, tere kalandar mawla) x2 Dharti dharti tere gadagar (Fakhra tawangar mawla) x2 Be dar tere dar pe akar (Hogaye buzar mawla) x2 Apna wazifa nade ali ko, subne banaa ke rakha hai
- (Pir fakir malang mawali, aur kalander saai) x2 Kambar mesum buzar salman (Malik-e ashtar aae) x2 Karte rahe hai karte rahe hai (Haider, haider saae) x2 Aaj bhi sindne mawla kadam ko, sar pe utha ke rakha hai
- (Tera nara sunke mushkil, mushkil me parja ye) x2 Dushman-e imaan dekh kar tujko (Dharti me gar jaye) x2 Lakho ke lashkar se mawla (Tanha tu larjaye) x2 Tere khuda ne tujko apni teg bana ke rakha hai
- (Tera ghar noorani mawla, ghar he tera noorani) x2 Tere ghar me jo surat he (Surat he qurani) x2 Tu kule imaane mawla (Zikr-e tere imaani) x2 Rabne tere nam se apna naam-e mila ke rakha hai
- (Tere sakhi darbar he mawla, sari duniya jaane) x2 Koi khuda kehta hai koi (Saki ye kausar mane) x2 Koi nahi pehchana tujko (Sirf nabi pehchane) x2 Shehr ilm ne tujko apna, darjo banaa ke rakha hai
Yeh chand-e tare
(Ya hussain) x4
(Yeh chand tare, yeh phool kaliya) x2 Husain ka gham mana rahe hai
(Yeh chand tare, yeh phool kaliya) x2 (Husain ka gham mana rahe hai) x2

- (Yeh chand tare, yeh phool kaliye) x2 (Hussain ka gham manaa rahe hai) x2 (Jaha mai sare hussain wale) x3 (Hussain ka gham manaa rahe hai) x2
- (Khalil-e kaaba kaha ho awo) x2 (Khalil-e karbobala ko dekho) x2 (Hussain-e jalti huwi zami se) x3 (Pisar ki mayyat utha rahe hai) x2
- (Hussain ke ye jigar ke takat) x2 (Hai jis se ayub ko bhi hairat) x2 (Gale pe khanjar rawaa he lakin) x3 (Hussain kalma suna rahe hai) x2
- (Kahi pe akbar sa gulbadan hai) x2 (Kahi pe qasim ghule hassan hai) x2 (Jigar ke tukra se shah-e wala) x3 (Zamin-e maktal sajaa rahe hai) x2
- (Na jane zainab ne kaise dekha) x2 (Ajib-e manzar wo karbala ka) x2 (Hussain-e gir gir ke uth rahe hai) x3 (Tarap ke akbar bula rahe hai) x2
- (Charage khayma bujaa ke sarwar) x2 (Banaa gaye hai ek aisa lashkar) x2 (Unhi charaago ki roshni se) x3 (Charag-e sabjag maga rahe hai) x2
- (Ye urte badal ye behte darya) x2 (Suno zaraa kya bataa rahe hai) x2 (Jahaa khudaa hai waha hussaini) x3 (Hussain ka gham mana rahe hai) x2
- (Pidar ke sine pe sone wali) x2 (Sumo se rehwar se hai lipti) x2 (Sakina shayad samaj gayi hai) x3 (Ke baba marne ko jaa rahe hai) x2
(Yeh chand tare, yeh phool kaliya) x2 (Husain ka gham mana rahe hai) x2
Zuljanah
Zuljanah. Ay zuljanah. Zuljanah. Ay zuljanah.
(Zuljanah, zuljanah, bigo kujo baba husaina) x2
Gumshuda baba kuja. Zuljana bigoh. Ah cha shud baba raa. Zuljanah bigoh. jood bigo majarah. Zuljanah bigoh.
(Zuljanah, zuljanah, bigo kujaan baba husaina) x2
Zuljanah, zuljanah, bigo kujaan baba husaina
Gumshuda baba kujaa......
Zuljanah, zuljanah, bigo kujan baba husaina
Gumshuda baba kujaa......
Zuljanah, zuljanah, bigo kujan baba husaina
Gumshuda baba kujaa.........
Zuljanah, zuljanah, bigo kujan baba husaina
Gumshuda baba kujaa.............
- (Zuljanah tera, haye ye rona) x2 Karta he mushkil ab mera jina. (Puch rahi hai, tujse sakina) x2 Bol kaha he mera baba.
- (chor ke tanha, aya jo tu he) x2 Math-e pe tere, kiska lahu hai. (Isme to mere baba ki bu hai) x2. Bol kaha hai mera baba.
- (aath pahar se, pyasa tha baba) x2 Lasho pe lashe, laya tha baba (Zakhmi badan tha, zakhmi kaleja) x2 Bol kaha he mera baba.
- (Pehle hi tujse, mene kaha tha) x2 Baba ko mere, run me na layja (Haye na mana, tu mera kehna) x2 Bol kaha he mera baba
- (Zuljanah lay chal, baba jaha he) x2 Itna bataa de, soye kaha he (Tujko pataa he, wo meri jaan hai) x2 bol kaha he mara baba
Zuljanah, zuljanah, bigo kujan baba husaina
Gumshuda baba kujaa.............
- (Jab tu chalaa tha, baba ko lay kar) x2 Yaad to hoga, tujko wo manzar (Tere sumon se, lipti thi rokar) x2 Bol kaha he mera baba
Zuljanah, zuljanah, bigo kujan baba husaina
Gumshuda baba kujaa.......
Zuljanah, zuljanah, bigo kujo baba husaina

No comments:
Post a Comment