Wednesday, 19 February 2025

Shadman Raza (2011)

  • Abbass ko hathon ka sahara koy dede

 

  • Amma ki wassiyat

Zeinab outho x2

Shabbir barho x2

 

Zeinab outho Bhay ke gale ko bossa lo Amma ki wassiyat pouri ho

Shabbir barho Tum tchuno behen ke baazu ko Amma ki wassiyat pouri ho

Zeinab outho Bhay ke gale ko bossa lo Amma ki wassiyat pouri ho

 

Zeinab rakhna ye dhyan zara Shabbir na tanha reh jaae

Batchho ko fida tum kardena bhay pe mussibat jab aae

Ab Zeinab tum bhi saath tchalo Amma ki wassiyat pouri ho

Zeinab outho Bhay ke gale ko bossa lo Amma ki wassiyat pouri ho

 

Main din ko batchaoon ga Zeinab har dukh main outhaoonga Zeinab

Garden ko kathaoonga lekin garden na joukaoonga Zeina

Nana se wada poura ho Amma ki wassiyat pouri ho

Shabbir barho Tum tchuno behen ke baazu ko Amma ki wassiyat pouri ho

 

Sanduq me rakha tha maine lee aao who kurta meri behen

Jab laash ko meri loute to reh jaae badan par ek kafan

Poshak pourani le aao Amma ki wassiyat pouri ho

Zeinab outho Bhay ke gale ko bossa lo Amma ki wassiyat pouri ho

 

Gardan tchin jaae toq se jab Abid ke zakhmon ko dhona

Oummat ka parda rakhne me tchhin jaae rida to mat rona

Tum to Tathir ki wariss ho Amma ki wassiyat pouri ho

Shabbir barho Tum tchuno behen ke baazu ko Amma ki wassiyat pouri ho

 

Bhay hai tarapta maqtal me khaime se nikal kar ponhtso ab

Shabbir ke bessar laashe ko haathon pe outhalo ai Zeinab

Maajaae ko ab qurbaan karo Amma ki wassiyat pouri ho

Zeinab outho Bhay ke gale ko bossa lo Amma ki wassiyat pouri ho

 

Shabbir ka maqsad leke tchalo haq baat karo darbaaron me

Majliss ho bapa zindano me ho farshe azaa bazaaron me

Tum Karbobala ka zikr karo Amma ki wassiyat pouri ho

Shabbir barho Tum tchuno behen ke baazu ko Amma ki wassiyat pouri ho

 

Jaate namaaz ko Sheh lab tishna hai aur tan zakhmi

Kehte qamar Maula inn se reh jaae Namaze Shab na kabhi

Bhay ko shabon me yaad rakho Amma ki wassiyat pouri ho

Zeinab outho Bhay ke gale ko bossa lo Amma ki wassiyat pouri ho

  • Beta muaf Karna


Ya Aqa Adrikni.. 
Lekin Shahzade Qassim ka sin itna kam tha ke geer te waqt apne awaz di ke amma mein geera
Yeh awaz sun kar Aqa Hussein ghore ko beer lagate hue tabana maqtal ki taraf rawana hue..
tau fauje ada me phar phar match gayi.. idhar ke ghore udhar aur udhar ke ghore idhar ho gaye aur Qassim Hassan ka laal ghoron ke tapon me aakar tukre tukre ho gaya..

Beta muaf karna mujhe der ho gayi x3

 

Noore nazar Hassan ke mere para e jigar

Beta muaf karna mujhe der ho

 

phele huwe zamin pe hain tukre kahan kahan

sine pe tere ghonron ki taankon ke hain nishan

tagdar matchi to ghore idhar se huwe oudhar

Beta muaf karna mujhe der ho

 

Toum samne ho aur tumhari talaash hai

kaise outhaoun tumko main toukro me laash hai

jaise huwa tha toukre mere bhay ka jigar

Beta muaf karna mujhe der ho

 

gaihna gaya hai khak par Farva ka mah ka 

gulshan me hai Batul ke bikhra huwa gulab

bhay ki yaad ati hai hun dekhta jigar

Beta muaf karna mujhe der ho

 

maine bohot soulaya hai agosh me tujhe

laashe ko leke jaounga kathri me bandh ke

ma mar na jae laash ke tukron ko dekh kar

Beta muaf karna mujhe der ho

 

kehti hai ye ourousse ajal tumko kya huwa

sar par tere hai tere zakhm ka sehra saja huwa

kutchla huwa badan hai jabin hai lahu me tar

Beta muaf karna mujhe der ho

 

girte huwe kissine ne pukara jo dur se

ponhtsa hun har makam pe raftare nur se

ye gham ki inteha thi ke ataa na tha nazar

Beta muaf karna mujhe der ho

 

halat tumhari dekh ke sina huwa hai shaq

ta hashr hoga ab dile Shabiir ko kalaq

afsos ye rahe ga na ponhtsa main waqt par

Beta muaf karna mujhe der ho

So gayi Zindaan me
godiyon me sonewali
So gayi zindaan me... 2

Bole Abid kya batau
dard ke tufaan me...
godiyon me sonwali...

1. Kis kadar armaan tha
hokar riha jaungi ghar
kis kadar khush hogi sugra
mujhko zinda dekh kar
kya khabar thi jaengi ghar... x2
Baaliyaan saamaan me...

godiyon me sone wali..

2. Baap ka sar tab mila
jab tan se kuch rishta na tha
god me sar leke boli
haaye baba main fida
kaese rakhu sar tumhare... x2
is jale daamaan me...

godiyon me sonewali...

3. Qarbala se badh ke baba
zulme kaede shaam hai
Raat din mujhe rulana
zalimon ka kaam hai
kab ta'aluq tut jaye... x2
Jism me aur jaan me

godiyo me sonewali...

4. Qaed tanhayi hai baba
roke kunbaan sath hai
main jahan qaedi hun baba
Din chadhe bhi raat hai
Reh rahi hu baade ammu... x2
waadiye sumsaan me

godiyo me sone wali...

5. Channd lamhon ki hun mehmaan
sath lena mujhe
phir na jane apko
kis waqt kab fursat mile
Dard hai baba kayi din... x2
se hamare taang me

godiyo me sonewali...

6. Ek bhai sath hai
woh bhi bada majbur hai
Neend jaese dur mijhse
woh bhhi mujse dur hai
Ab watan jana nahi... x2
shayad mere imqaam me...

godiyo me sone wali...

7. Kis kaleje se padhu noha bhala main shadwaa'n
aa gayi hai ek ek
Misre pe meri lab pe jaan
soz kisne bhar diya hai... x2
khaamae rehan me...

godiyon me sonewali...

  • Godiyon me sone wali

 

 

 

  • Man maata

Rahé hussaini par jo insaan chalta nahin, zinda reh kare phir woh insaan zinda nahin

Hubbé aalé Mohammad mein jo mar jaaé (x2)

Donon mar bhi jaaé agar to marta nahin

 

 

Man mata ala hubbe aalé mohammad, mata shahida (x3)

 

 

Aalé nabi ki ulfat mein logo, jo margaya woh marta nahin hai

Ay haqq ka wada, aur sachha wada, usko khuda khud rakhta hai zinda

 

 

Man mata ala hubbe aalé mohammad, mata shahida (x2)

 

 

Matam to hoga matam to hoga, har simt hoga har ghar mein hoga

Rozé azal sé, rozé abad tak, zehra sé hai yeh khaaliq ka wada

 

 

Man mata ala hubbe aalé mohammad, mata shahida (x2)

 

 

Hay karbala ki aawaaz payhum, apna hai rehbar ghazi ka parcham

Har maatmi ka, jazba to dekho, ghazi ka parcham girné na dégua

 

 

Man mata ala hubbe aalé mohammad, mata shahida (x2)

 

 

Muslim Habib-o-John aur Haabiss, Shabbir ké sab bé mislé naasir

Jab larté larté, maidan mein girté, sab ké labon par tha ék naara

 

 

Man mata ala hubbe aalé mohammad, mata shahida (x2)

 

 

Hayé woh Qassim hayé woh Asghar, Abbasé ghazi hayé woh Akbar

Ro ro ké dum par, hum jaan dengué, pura karengué hum apna wada

 

 

Man mata ala hubbe aalé mohammad, mata shahida (x2)

 

 

Jab bhi shahadat paata hai koyi, Shabbir usko aaté hein lé né

Ansoo baha kare, khud shaahé din ko, déta hai pursa karbobala ka

 

 

Man mata ala hubbe aalé mohammad, mata shahida (x2)

 

 

Hum ro né walé karbobala ké, karté nahin hai jaur-o-sitam sé

Gardane katraayi, baazu katraaé, lékin na chora gham karbala ka

 

 

Man mata ala hubbe aalé mohammad, mata shahida (x2)

 

 

Ay méri maaon ay méri behnon, gar na nahin tum daur-e-sitam sé

Sughra ké gham sé, Layla ké gham sé, par kare nahin koyi gham humara

 

 

Man mata ala hubbe aalé mohammad, mata shahida (x2)

 

 

Maajid yé likh kare sab ko bata do, ay Shadman tum sab ko sunaa do

Hum maatmi hai, shahé huda ké, mar kare bhi gham to rehté hai zinda

 

 

Man mata ala hubbe aalé mohammad, mata shahida (x2)

Haye Akbar A.s, Haye Haye Akbar A.s
Mar gaya tu jo meri jaan Akbar A.s
Maa tujhe payegi kahan Akbar A.s

kya isi din ke vaste Beta
tujhko 18 saal pala tha
yun na le mera imtehaan Akbar A.s
Maa tujhe payegi kahan Akbar A.s

Mar gaya tu jo meri jaan Akbar A.s
Maa tujhe payegi kahan Akbar A.s

tu na hoga to kon bolega
mere hathon ko kon kholega
jab satayengi rassiyan Akbar A.s
Maa tujhe payegi kahan Akbar A.s

Mar gaya tu jo meri jaan Akbar A.s
Maa tujhe payegi kahan Akbar A.s

14 vi shab ke maahtab ki maut
haye ye alame shabab ki maut
tujhko royega ek jahan Akbar A.s
Maa tujhe payegi kahan Akbar A.s

Mar gaya tu jo meri jaan Akbar A.s
Maa tujhe payegi kahan Akbar A.s

yun na bichde kisi ka laal jawan
ye jo awaz aa rahi hai yahan
hai teri maa ki siskiyan Akbar A.s
Maa tujhe payegi kahan Akbar A.s
Mar gaya tu jo meri jaan Akbar A.s
Maa tujhe payegi kahan Akbar A.s

aao zindaan hai bahut suna
waqt hai ye namaz ka beta
Qaid khane men do Azan Akbar A.s
Maa tujhe payegi kahan Akbar A.s

Mar gaya tu jo meri jaan Akbar A.s
Maa tujhe payegi kahan Akbar A.s

Tere Seene se khinch chuka neza
aake Mehndi A.s mera nikalega
Mere dil men hai jo sina Akbar A.s
Maa tujhe payegi kahan Akbar A.s

Mar gaya tu jo meri jaan Akbar A.s
Maa tujhe payegi kahan Akbar A.s

Maa ne hashim bahut kiya israr
mat bichad jane Syed-e-Abrar
kya rahega mera yahan Akbar A.s
Maa tujhe payegi kahan Akbar A.s

Mar gaya tu jo meri jaan Akbar A.s
Maa tujhe payegi kahan Akbar A.s

  • Mere maula aane wale hain

 

Agar Houssein ké maksad sé hai vafadari

To phir Imam ki nousrate hein yé Azadari

Imame asre ko ghar mé agar boulana hein

Bass itna karna hein, farché aza bitsana hein

 

mere mola.............

Ghar ghar me bichha do farché aza x2

Mawla ko dena hai poursa

Ké bass maula, ané valé hein

Han meré mawla ané valé hein x2

 

Sadiyan gouzri ahai phiir bhy safar

Vo karbobala ka djari hein

Yé rassmé azadari hai kya

Yé nousrate ki tayari hai x2

Nassir hongué sab ehlé aza x2

 

mere mola.............

 

Djari hai azadari Sheh ki

Bachhe hai lahou mé aaj bhi tar

Ay maaon shahidon ki maaon

kourbane kiyé hain tumne pissar  x2

Maula khud dengue iska sila x2

 

mere mola..................

 

Zehra ka Pisar ab aega

Azad karae ga Qaba

Aéga variss e karbobala

Badla who lega baqayyé ka  x2

Hoga tamire harek roza x2

 

mere mola........

 

Ai maa o behno Sharm o haya

Aur izzat ka bhi dhyan rahe

Zehra ki mehnat ka ho khayal

Aur Zainab ka bhi maan rahe

Rakhna hai tumhe kayam parda

 

mere mola.......

 

Zehra ke pissar ke khatir ab ghar kaise sajaya hai tumne

Mahol ho Maula ke kabil

Khud unko bulaya hai tumne x2

Dar khol ke betho taqwe ka

 

mere mola............

 

Qassim ke tukron ka badla

Har sham ke pathar ka badla

Zehra ki mussibat ka badla

Zeinab ki tchadar ka badla x2

Jaao ge kahan tum Ehle Jafa x2

 

mere mola.........

 

Bin hath ghire jab ghore se

Kaisi ye mussibat thi haaye

Ghazi ki ek hi khahish hai

Maula ki zyarat ho jaae x2

Ai maut de mohlat mujh ko zara x2

 

mere mola.......

 

Maula sab se pehle lengue

Mohsin ki shahadat ka badla

Batchi ke tamachon ka badla

Sajjad ki zehmat ka badla x2

Ya Sarallah ka hai naara

mere mola...........

Haye gareebi zahra ki... x2
Sayyeda ki maut pe Mushkil kusha rone lage... x4

Sayyeda ki... x2
Zaenab o kulsum shahe qarbala rone lage
Sayyeda ki... x2

1. Maatame khatoone jannat haib ka apnakar
Shabbar o Shabbir baethe ro rahe hai khaak par
Dekh kar yeh haal shahe Ambiya rone lage..

Sayyeda ki... x2
Zaenab o kulsum shahe qarbala rone lage
Sayyeda ki... x2

2. Shaahzadi ja rahin sabko rota chhodkar
Zaenab o kulsum ko
ghar me akela chhodkar
yeh qayamat dekh kar
ahle aza rone lage..

Sayyeda ki... x2
Zaenab o kulsum shahe qarbala rone lage
Sayyeda ki... x2

3. Laashe madar ke sirhane roke zaenab ne kaha
Sadma e furkat
hume dekar hui amma juda
sab na aaye sunke Zaenab ki buka rone lage

Sayyeda ki... x2
Zaenab o kulsum shahe qarbala rone lage
Sayyeda ki... x2

4. Hat gaya ranjo alam se shere dawar ka jigar
Jab padi Maula Ali ki Zarbe pehlu par nazar
Dekh kar zulm o sitam ki imtehaan rone lage...

Sayyeda ki... x2
Zaenab o kulsum shahe qarbala rone lage
Sayyeda ki... x2

5. Zulme baade mard ye binte payambar par kiya
Khaas paegambar ke bibi ko na dafna ne diya
Us sitam par
warisaane sayyeda rone lage...

Sayyeda ki... x2
Zaenab o kulsum shahe qarbala rone lage
Sayyeda ki... x2

6. Khoon ankhon se bahaya
shahe khaebergir ne
chaak daaman par liye hai
Shabbar o shabbir ne
Maa ke gham me jaane mehboobe khuda rone lage...

Sayyeda ki... x2
Zaenab o kulsum shahe qarbala rone lage
Sayyeda ki... x2

7. Ae Ali bachchon ko meri
roz lana qabr par
Mujhse bachchon ko mere
Lakar milana qabr par
Sunke Zahra ka Sukhan Kutba kusha rone lage

Sayyeda ki... x2
Zaenab o kulsum shahe qarbala rone lage
Sayyeda ki... x2

8. Yaade Zahra me likha
noha jo ro ro kar rayat
Par hui ashke ghame Zahra se sab dar ki bayaat
Sunke ye noha
Malak aur ambiya rone lage...

Sayyeda ki... x2
Zaenab o kulsum shahe qarbala rone lage
Sayyeda ki... x2

Haaye gareebi zahra ki... x2
Zahra ki... Zahra ki.

  • Nok e neza pe bhay mera

  • Nok e neza pe bhay mera

No comments:

Post a Comment