Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam
Shama E Bazm E Hidayat Pe Lakhon Salam
Wo Madina Jahan Adal Qaim Hua
Mustafa Ki Riyasat Pe Lakhon Salam
Zul-Asheera May Jhuk Kar Yeh Boley Nabi
Aey Chacha Teri Hebat Pe Lakhon Salam
Jis Kay Tukro'n Pe Islam Palta Raha
Us Khadija Ki Dulat Pe Lakhon Salam
Jis Ki Had Say Tulu E Imamat Hui
Ikhtetaam E Nabuwat Pe Lakhon Salam
Kar Kay Faqay Farishto'n May Baanti Ghizaa
Panjetan Ki Sakhawat Pe Lakhon Salam
Baad Mere Yateemo Ka Rakhna Khayal
Murtaza Ki Wasiyat Pe Lakhon Salam
Tujh Ko Rab Kay Muhammad Ney Madar Kaha
Fatima Teri Ismat Pe Lakhon Salam
Aik Piyase Ney Nok E Sina Per Ju Ki
Aesi Zinda Tilawat Pe Lakhon Salam
Lay Kay Qabzay May Dariya Tu Piyasa Raha
Aey Sakhi Teri Gherat Pe Lakhon Salam
Ju Daleel E Wujood E Khuda Ban Gayi
Maula Mehdi Ki Ghaibat Pe Lakhon Salam
Jaisi Salman O Fizza Ney Darvaish Ki
Ishq Ki Us Riyazat Pe Lakhon Salam
Mola Hoo..!
Kehnda Hay Shahbaz Qalander
Hay Ali Da Pahla Number
Az Azal Taa Rooz E Mahsahr
Bas Ali Hay Dil Day Ander,
Molaa
Her Soo Hay Teri Khushboo
Mola Hoo
Apne Ishq Chay Karde Menu Inj Fana Saeenya
Main Na Honwa To Howay Yaa Teri Perchaiyan,
Molaa
Karde Duniya Too Anjaan
Mola Hoo
Teri Chukhat Kay Darban Salman O Abuzar Hain
Aur Gali Kay Sag Dekhun To Lal Qalander Hain,
Molaa
Darzi Hay Tera Rizwan
Mola Hoo
Baghaan walay hoo,
Naam Jhapo Maula Naam
Rozey Haj Namaza To Wi Nahi Mukna Rolaa
Mola Jay Na Tenu Manney Her Banda Mola,
Mola
To Hay Amla Di Meezan
Mola Hoo
To Innaam Hay Naimat E Uzma Teri Wilayat Hay
Dil May Tera Piyar Ho To Har Saans Ibadat Hay,
Mola
To Hi Malango Ki Hay Jaan
Mola Hoo
Baghaan walay hoo,
Naam Jhapo Maula Naam
Kerdy Is Qabal Ho Paon Tere Samne Paish
Duniya Say Begana Karde Krdey Mujhe Darvaish,
Mola
Kardey Mohsin Pey Ahsaan
Jee Mola
Na Momin Wich Masita
Na Main Paka Wich Paleeta
Na Main Wich Kufr Diya Reeta
Na Main Moosa Na Firoon
Bhullehaa
Bhulleha Kee Jana Main Kon
Way Bhulleha Asaa Marna Naa Hi
Gor Peya Koi Aur - 2
Molaa hoo...
Mola Hoo..!
Kehnda Hay Shahbaz Qalander
Hay Ali Da Pahla Number
Az Azal Taa Rooz E Mahsahr
Bas Ali Hay Dil Day Ander,
Molaa
Her Soo Hay Teri Khushboo
Mola Hoo
Apne Ishq Chay Karde Menu Inj Fana Saeenya
Main Na Honwa To Howay Yaa Teri Perchaiyan,
Molaa
Karde Duniya Too Anjaan
Mola Hoo
Teri Chukhat Kay Darban Salman O Abuzar Hain
Aur Gali Kay Sag Dekhun To Lal Qalander Hain,
Molaa
Darzi Hay Tera Rizwan
Mola Hoo
Baghaan walay hoo,
Naam Jhapo Maula Naam
Rozey Haj Namaza To Wi Nahi Mukna Rolaa
Mola Jay Na Tenu Manney Her Banda Mola,
Mola
To Hay Amla Di Meezan
Mola Hoo
To Innaam Hay Naimat E Uzma Teri Wilayat Hay
Dil May Tera Piyar Ho To Har Saans Ibadat Hay,
Mola
To Hi Malango Ki Hay Jaan
Mola Hoo
Baghaan walay hoo,
Naam Jhapo Maula Naam
Kerdy Is Qabal Ho Paon Tere Samne Paish
Duniya Say Begana Karde Krdey Mujhe Darvaish,
Mola
Kardey Mohsin Pey Ahsaan
Jee Mola
Na Momin Wich Masita
Na Main Paka Wich Paleeta
Na Main Wich Kufr Diya Reeta
Na Main Moosa Na Firoon
Bhullehaa
Bhulleha Kee Jana Main Kon
Way Bhulleha Asaa Marna Naa Hi
Gor Peya Koi Aur - 2
Molaa hoo...
No comments:
Post a Comment