Abbas chale aao, abbas chale aao..(4)
suno saqqa e haram, tumhe baccho ki qasam
toot jaye na bharam, aao lehrake alam
Abbas chale aao, abbas chale aao..(2)
1. Tum se to sakina ko badi aas hai ghaazi..(2)
tum aao to manzoor hame pyaas hai ghaazi..(2)
tum to dil e shabbir ka ehsaas hai ghaazi
zara sunlo ye sada, aake tum behre khuda
mera dum ghutne laga, ab to ghar laut ke aa
Abbas chale aao, abbas chale aao..(2)
2. Tum baazu e shabbir ho lashkar ke alamdar..(2)
tum saniye haider ho dil e jafar e tayyar..(2)
tum sote ho haibat me pada aabid e beemar
aag khaimo me lagi, sar se chadar bhi chini
hai bohot tashna labi, ae jari ibn e jari
Abbas chale aao, abbas chale aao..(2)
3. Lo shimr ne maara wo sakina ko tamacha..(2)
kano se lahu behta hai jalne laga kurta..(2)
masuma ko deta nahi koi bhi dilasa
kya gawara hai tumhe, ae alamdar e wafa
haath zainab ke bandhe, aur sakina ka gala
Abbas chale aao, abbas chale aao..(2)
4. Pardes me ujde na koi aise gharana..(2)
jis tarha se ujda mera ghar ae mere bhayya..(2)
roti hui marqad se chali aai hai zehra
labe darya pe sada, ashk aankho se rawa
dilse uth ta hai dhua, dhundhe hum tum ko kaha
Abbas chale aao, abbas chale aao..(2)
5. Parcham jo tera khu me bhara aaya hai bhayya..(2)
kisne ye mere dil pe sitam dhaya hai bhayya..(2)
pardes me taqdeer ne rulwaya hai bhayya
kabse majboor hu mai, neher se door hu mai
izn milta jo mujhe, lene khud aati tumhe
Abbas chale aao, abbas chale aao..(2)
6. Lo shimr ne maara wo sakina ko tamacha..(2)
kaano se lahu behta hai jalne laga kurta..(2)
masooma ko deta nahi koi bhi dilasa
kya gawara hai tumhe, ae alamdare wafa
haath zainab ke bandhe, aur sakina ka gala
Abbas chale aao, abbas chale aao..(2)
7. Meesum sare majlis ye teri girya o zaari..(2)
rehaan ke lafzo pe bhi rik'at hui taari..(2)
dete hai dua ehle aza maa ko tumhari
banke ek ajre karam, tumpe ghaazi ka alam
har ghadi saya kare, dil yahi kehta rahe
Abbas chale aao, abbas chale aao..(2)
suno saqqa e haram, tumhe baccho ki qasam
toot jaye na bharam, aao lehrake alam
Abbas chale aao, abbas chale aao..(2)
Wawaila
Wawaila, ya fatematuz zahra, ya fatematuz zahra
(Binte rasool bibi batool) x4
(Deti thi sada zahra aa dekh zara baba) x2
Teri beti ke laashe pe roti hai qazaa baba

(Ummat ne sataaya hai, darwaaza giraaya hai) x2 Naa haath kafan mei bhi,
pehloo se utha baba

(Kardaali sanad tukre, jutlaae gawaa mere) x2 tere baad musalmaan ko, aayi
na hayaa baba

(Haae chain na aayega, turbat mei rulaaega) x2 tere baad jo zahra ka, kya
haal huwa baba

(Ummat ne sitam dhaaya teri beti ka haq paaya) x2 barbaad se hai khaali,
lotaaya gaya baba

(Taazim ko jis dar pe khud aap bhi rukte the) x2 haathon se laaino ke who
dar bhi jala baba

(Tere baad teri beti maatam ko tarasti thi) x2 ummat ne tere gham mei rone
na diya baba

(Chora hai hame maadar haae kiske sahaare par) x2 kulsom ki zainab ki aati
hai sada baba

(Mesum jawaad zahra roro ke ye kehti thi) x2 ye ajre risalat hai ummat ne
diya baba

No comments:
Post a Comment