Aa alamdar
(Aa Alamdar haye alamdar) x3
- Karte the roro ke ya hazrat bayan torgayi meri kamar bhayijan
- Roti he khayme me sakina waha sote he abbas zamin par yahaa
- Aare lash uthayenga kon. Shehre jawaan margaya. Aare kabre banayanga kon. Shehre jawan margaya. Aare humko sambhalenga kon. Shehre jawan margaya. Toro na gurbat me meri aas utho. Utho husain aaye ha abbas utho. Rota he mazlum basat yas utho. Utho basab gar me chalo bhayijaan.
- Aare kon khabare le meri. Shehre jawan margaya. Haye meri bekasi. Shehre jawan margaya. Chalti he dil par churi. Shehre jawan margaya. Kya huwa sakkaye sakina ko aa. Kisne kiya mere bhara gar tabaa. Kya huwi abbas biradar ki chaah. Ab gayi wo pyaar ki baate kaha.
- Aare margaya akbar pisar. Shehre jawan margaya. Thaam lo meri kamar. Shehre jawan margaya. Aare lut gaya bakas ka gar. Shehre jawan margaya. Kuwate bazu mera kya hogaya. Zinate pehlu mera kya hogaya. Aashik dil yu mera kya hogaya. Kya huwa afsos mera ab Qadradan
- Aare jhume khayme me wa. Shehre jawan margaya. Karti he zainab fugaa. Shehre jawan margaya. Aare kise karu me bayan. Shehre jawan margaya. Hath se khoya dile gamkhwar ko. Paawu kaha apne alamdar ko. Geri huwi khanjar-e khu khar ko. Jalad gale parho mere ab rawaa.
- Aare ab koi chara nahi. Shehre jawan margaya. Aare zist gawara nahi. Shehre jawan margaya. Aare koi hamara nahi. Shehre jawan margaya. Maa hai bani hasheme wala nahi. Usme mere mehru ka ujala nahi. Haaye mere chahane wala nahi. Nazro me tarikh ha sara jahan.
- Aare lash uthayenga kon. Shehre jawaan margaya. Aare kabre banayanga kon. Shehre jawan margaya. Aare humko sambhalenga kon. Shehre jawan margaya. Toro na gurbat me meri aas ko. Utho husain aaye ha abbas utho. Rota he mazlum basat yas utho. Utho basat gar me chalo bhayijaan.
- Aare ankho ka tara mera. Shehre jawan margaya. Aare chand ka tukra mera. Shehre jawan margaya. Are gar ka ujala mera. Ruhe ali jaan-e nabi alvida. Ashiko shaidai akhi alvida. Laasha-e abbase ali alvida. Aate ha ab ham bhi chalo bhayijaan.
- Karta roro ke ya hazrat bayan tor gaye meri kamar bhayijaan
- Roti hai khayme me sakina waha sote ho abbas zamin par yaha
(Aa Alamdar haye alamdar) x3
Aao alam ke saye me
Ye teri dunya, ye dunya dari.
Insaniyat-e ha, be chene sari
Anjane khadshi, ye be karari
Sub kuch hai phir bhi, sabse be zari
Lakin ye mano, koi khuda hai, uska wasila, kuch kehraha hai.
(Jab bhi koi gham ka, ahsas pawo) x2
(Aao alam ke, saye me aawo) x3
(Aao alam ke, saye me aawo) x3
(Aao alam ke, saye me aawo) x3
(Aao alam ke, saye me aawo) x3
(Aao alam ke, saye me aawo) x3
(Aao alam ke, saye me aawo) x3
(Aao alam ke, saye me aawo) x3
guzaro) x2 (Jawo jahan bhi, majlis karao) x2
(Aao alam ke, saye me aawo) x3
(Sab na sataya, tum na sata wo) x2
(Aao alam ke, saye me aawo) x3
(Aao alam ke, saye me aawo) x3
- (Jab bhi koi gham ka, ahsas pawo) x2
- (Dunya ye teri, kya tujko dengi, kisko diya hai, jo tujko dengi) x2 (Apni murade, gazi pe pawo) x2
- (Tere sahare tuta gaye kya, apne paraye ruth gaye kya) x2 (Ruthe huwo ko, apne manawo) x2
- (Jab gham rulaye, jab dil ho bojhal, teri wafaa ka, ne dekho ek pal) x2 (Kya gham he gham ko, ab bhul jawo) x2
- (Saye me mera, abhi he rehti, meri sakina, pyari bhatiji) x2 Jab awo bacho, ko sath lawu
- (Kush hogi tumse, meri Sakina, Gharmi ka jab bhi, aye mahina) x2 (Pani parindo, ko bhi pilawo) x2
- (Ai mere aka, ye pursadaaro, aai nawhakhano, matam
- (Mere alam par, bibiyo ana, sar ko khudara, apna Chupana) x2
- (Aath Muharaam, parcham saja kar, bacho ko apne, sakka bana kar) x2 (Nam e- Sakina pani pilawo) x2
- (Beta hu mai bhi, mushkil khusha ka, Pyara hun mai bhi, hajat rawa ka) x2 (Thokar lage jab, jab chot khawo) x2
(Aao alam ke, saye me aawo) x3
Hogayi rihaayi, lo kafela chalaa,
Sar jab har ek shahid ka, sajaad ko mila
Tab marqade Sakina (x2) pe Sajaad ne kahaa
Jaag Sakina jaag baba ka sar aaya (x3)
Baba tumhara aya (x2) gaya waqt neend ka
Jaag Sakina jaag baba ka sar aaya (x2)
1) Seenay pe sone wali, matti pe so gaye (x2)
Baba ko rote rote, jo khamosh ho gaye (x2)
Roro ke maan kabre (x2) Sakina pe ye kaha
Jaag Sakina jaag baba ka sar aaya (x2)
2) Bibi karo salaam, adab ka makaam hay (x2)
Bibi tere Sarhanay, shahe tishna kaam hay (x2)
Ay jaan jaldi badlo (x2) Ye kurta phata huwa
Jaag Sakina jaag baba ka sar aaya (x2)
3) Baba ko dhundti thi, Sakina utho utho (x2)
Raatoon ko jaagti thi, Sakina utho utho (x2)
Lo aa gaye hain baba (x2) Aey jaan jag ja
Jaag Sakina jaag baba ka sar aaya (x2)
4) Baba ke paas sona, na sona zamin par (x2)
Rakho labo ko lab par, Jabeen ko jabeen par (x2)
aada ki ghurkiyo ka (x2) Zamaana guzar gaya
Jaag Sakina jaag baba ka sar aaya (x2)
5) Payghaam roz deti, the amu ke naam tum (x2)
Roti thi yaad kar ke, unhe subh shaam tum (x2)
Jaago ke jaa rahay hay (x2) Jahaan sote hain chacha
Jaag Sakina jaag baba ka sar aaya (x2)
6) Kis tarha soyi baali, Sakina na puchiye (x2)
Ranjo alam se phat-ta, hay sina na puchiye (x2)
jaagi na phir kabhi woh (x2) Bohot maa ne di sadaa
Jaag Sakina jaag baba ka sar aaya (x2)
Jab Mawla Ayenge
(Al ajaal labayk-e mawla) x3
(Sari dunya me ujalaa, noor ka hojayenge) x3 Khanaaye kaaba ki chath par ek alam lehrayenga
(Jab mawla ayenge) x4
- Dekhene ek roz-e manzar istarha ka aayenga. Manzaro par ek manzar mustakil hojayenga (Ha yahi manzar qayamat, ki khabar banjayenga) x2 (Sari dunya me ujalaa, noor-e ka hojayenga) x3 Khanaaye kaaba ki chath par ek alam lehrayenga
- Ay azadaro sunonge jald-e mawla ki sadaa. Qayaame ale-muhammad askari ka mai laqa (Aaraha he aaraha he marhaba sad-e marhaba) x2 (Majlis-e Shabbir me ab shorkhiaah dekhena) x3 Pursadaro farshe gham par apne mawla dekhna
- Surkh andhiyaa uthengi phir samaj me aayenga. Jiski dunya muntazir thi phir wo manzaar aayenga (Mosame insaaf laykar mera mawla aayenga) x2 (Kufra hujro me chupenga darbadar ho jayengaa) x3 Mukhtasir lashkar imaam-e asr-e ka cha jayenga
- Aayenga jab haideri talwar ka wo virsidaa. Dekhna Chalti he kaise dekh shere kirdigaar (Phir zamino aasmaa tak ek hi hongi pukaar) x2 (Shahe marda sher-e yazdaa kuwate parwardigaar) x3 La fataa ilaa Ali lah saif-e illah zulfiqar
- Dekhena istarh mawla majlis-e karwayenge. Majliso me karbala wale bulaye jayenge (Naraye haydar lagenga panjatan jub ayaange) x2 (Dekhene un majliso me har shahidaa ajayenga) x3 phir to wo mataam karenge asmaan hiljayenga
- Chand narjis ka falaak se jab zamin par aayenga. Aayenge saare farishte awliya or ambhiya (Abe kawsar ki sabile ki lagengi jabaja) x2 (Unke aate hi sitaraa khud zamin par aayenge) x3 Dekhena shehr-e khamosha me diye jaljayenge
- Akbaro abbas kasim ke liye girya quna. Royange matam karenge jub imam-e insaja (Fatema zehra ki aayegi ye awaaz-e fugaa) x2 (Ay gharibo be watan ay karbala wale hussain) x3 tera nana kar rahahe teri mazloomi pe bain
(Jab mawla ayenge) x4
Je karta he mera mawla
Ye virsa marte, Marte bhi, ye virsa marte, marte bhi, hum naslo ko dejayenge
(Majlis matam karwayenge) x2 Je karta hai mere mawla, sab karbobala ko jayenge (Majlis matam karwayenge)
Ham khun ali akber ki kasam nauha sugra ka sunayenge
- (Gazi ka alam utayange) x2 Dunya se kafle ayenge
- Jab Subh ho hogi, karbal me, (ham khake shifaa ko chumange) x3 Din rat waha sab ehle azaa, Mawla ka sog manayenge
- Jab dekhe chand muharram ka, (Sab jaye khayame hussaini par) x3 Abbas ke khayme par rukh kar gab izne ziyaraat payenge
- Jab ponchenge use manzil par (Asgher ke lagaa tha tir jahaa) x3 Bulwayenge nane bacho ko subeko pani pilwayenge
- Matam na rukenga ehle aza (akber ka jaha neza tha laga) x3
- Darya ke kanara beth ke ham (royenge wo manzar soch ke ham) x3 Jab khun me bhara aya tha alam ye soch ke ashk bahayenge
- Jab aath muharram ayenge (bacho ko banayenge sakaa) x3 us roz sajaa kar mashk o - alam sharbat pe nazar dilwayenge
- Jab shaam-e ghariba ayaangi (kya kya na hama rulwayengi) x3 Ek jalte huwe jula ki shabi yaad ayi to marjayengi
- Jis tila se Zainab ne kabhi (kat te huwa dekha bhayyi ka sar) x3 yaad ayenga roze ashura sine se gham phat jayenge
- Ashur ka din jab hogaya (Mawla se kahenge roro kar) x3 Daman me chupalijiye mawla ham lot ke gar na jayenge
(Majlis matam karwayenge) x2 Je karta hai mere mawla, sub karbobala ko jayenge (Majlis matam karwayenge)
Maa me naize pe hu
Neze se asghar ko nazar ayi jo madar. Dekha khula sar hai pareshan he muztar. Rone lage kehne lage tab ali asghar. (Maa muje apna sine se lagaale. Maa muje apni godi me chupale) x2
(Maa me naize pe hu) x2 Maa muje apni sine se lagaale. Maa muje apni godi me chupale (Maa me naize pe hu) x2
- Amaa bohat din huwe jule me na soya. Maa teri izat ki kasam phir bhi na roya. Ab tuje dekha to mere lab huwa goya. Aaj bandhe hatho ko jula sa banaa le. Sine se lagaale. Maa me naize pe hu.
- Jism kahaa sar he kahaa haye mukaddar. Amaa badan rehgaya karbal ki zamin par. Amaa tere sath chalaa aye mera sar. Karta tuje kaise laaino ke hawale. Sine se lagaale. Maa me naize pe hu
- Garm hawaa garm zamin jalta huwa tir. Amaa zara socho mera kad se baraa tir. Kaise kahoo halk pe jis wakht lagaa tir. Hogaye bahosh muje dekhne wale. Sine se lagaa le. Maa me naize pe hu
- Kabse sakina ne nahi mujko kiya pyaar. Karbobala kufa kaha sham ka bazaar. Darti Hai kya khun se bhare dekhke ruksar. Neze ke nazdik zara usko bulale. Sine se lagaale. Maa me naize pe hu.
- Duph me tune na kabhi gar se nikaala. Amaa bare pyaar se tune muje palaa. Aaj nahi koi muje dekhane wala. Tuhi muje dhoop se shiddat se bachaale. Sine se lagaa le. Maa me naize pe hu.
- Dekh tera Lakhte jigar yun to he asger. Neza sawaari he Akabar ke baraa bar. Noke sina par he sitaara sa mera ghar. Meri shujaat pe gale mujko lagaale. Sine se lagaale. Maa me naize pe hu.
- Baba ka sar bhayi ka sar noke sina par. Aap ke sarpe nahi ama koi chadar. Kaise me bardash karu ama ye manzar. Jalti huwi khak se moo apna chupale. Sine se lagaale. Maa me naize pe hu.
(Maa me naize pe hu) x2 Maa muje apni sine se lagaale. Maa muje apni godi me chupale (Maa me naize pe hu) x2
farshe matam ke siwa dhoondne jaana nahi acha
aap achay hai chacha……
Chala mai waada nibhane salam maa ke mazaar
salam nana ke roze salam maa ke mazaar
1. Mai tera deen bachaunga aye mere nana
Mai apna khoon bahaunga aye mere nana
hussain jata hai marne salam maa ke mazaar
2. Meri shareek e safar ban ke saath chal amma
safar pe jaata hu kapde mere badal amma
libas e khuld saja de, badan pe phir ek baar
3. Dua karo koi sar be rida na ho amma
namaz e shauq e shahadat qaza na ho amma
na aaye mere chaman pe, sitam ki gard o ghubar
4. Diye jalane ko nana tumari roze par
zaroor aayegi sughra har ek sham o sahar
khuda kare rahe roshan, sada tumhara mazaar
5. Tumhare jaisa hai nana ye mera laal akbar
dua karo na lage isko aasma'n ki nazar
lute na door watan se, hamare dil ka qaraar
6. Tamam phool se bache hai, aur garm hawa
hamare khoon ki pyaasi hai fauj e zulm o jafa
safar mein koi shajar bhi, nahi hai saaya daa'n
7. Ha ek phool to aisa hai jo khila bhi nahi
na paaye paani to kar sakta wo gila bhi nahi
wo jis ke dahan se aati, hai dudh ki mehkaa'n
8. Meri sakina kaha aur rasan ke band kaha'n
zameen e garm pe chalna use pasand kaha'n
qadam wo phool se nazuk, wo raaste purkhaa'n
Ya wajiha indallah
Aaoozoo billahi minash shaitanir rajim. Bismillahir rahmanir rahim. Allahuma ini asaluka wa atawajja hu ilayka. Binabiyi ka nabiyir rahma. Muhammadin salalahu alayhi wa ali. Ya abal kasim. Ya rasulullah. Ya imamar rahma. Ya sayyidi na wa mawla na. Inna tawaj jahna wastash fahna watawasal na bika ilallah. Wa kaddam na ka bayna yaday hajaa ti na.
(Ya wajiha indallah, ishfalana indallah) x2

- (Bare ilah ha banke sawali tere huzur) x2 Daman me apne laye hai be inti ha khusur. Lakin hamare sino pe matam ka dekh noor. Apne nabi ke sadke me bakshenga tu zurur
- Mawla ali ka rab be jahaa tujko wasta. Ya rab baraye fatema siddika tahera. Be ilm-e or-e rizt-e ka sagar bharaa huwa. Tute na nemato ka mere ghar ke silsilaa
- Malik tuje imam-e hasan ka he wasta. Jiske lahu se karbobala ki hai ibtidaa. Ha us imam-e aman ka sadke kibriya. Is mulk me ho amane ka parcham khula huwa.
- Ab wasta hussain alaihis salaam ka. Parwar digar sabr shahe tish na kam ka. Jiske labo pe vird tha tere hi nam ka. Khanjar tale jo kari tha tere kalam ka
- Ya rab tu meri hasti ko aisa sawar de. Tu apni rehmato se mera ghar nikhaar de. Sajad ka tu sadkaye parwar digar de. Bimar ko shifaa de mukammal karar de
- Malik imam-e baqar or jafar ka wasta. Majlis me mai hussain ki karta hu ye dua. Dono ka wasta tuje deta hu ay khuda. Makrooz-e jo hai ghaib se kar unka karz ada.
- Ya rab baraye musa-e kazim ali raza. Mashhad me aur najaf me jo hai kibla-e dua. Tu inke wasta se wo aulad kar ata. Maa bap jis se shad ho jinki jo ye sadaa
- Ya rab baraye mawla naqi taqwa-e taqi. Be jas baye jihad-e bashar shaan-e askari. Mehdi ka bhi zahur dikha de isi sadi. Teri huzur meri dua he ye akhri
(Ya wajiha indallah, ishfalana indallah) x2
Ya wasiyal hassan. Wal khalafal hujjah. Ya sayyidi na wa mawla na. Inna tawaj jah na watawassal na bika ilallah. Wa kad dam naka bayna yaday hajaati na.

No comments:
Post a Comment