Aao ek kaam kare
(Ay mere desh-e ke logo meri awaaz suno. Meri awaaz-e me maktal ka ye aghaaz suno) x2 (Kya khabar tum na raho) x2 Kya khabar ham na rahe
(Ao ek kaam kare, karbala aam kare) x2
(Ao ek kaam kare, karbala aam kare) x2
(Ao ek kaam kare, karbala aam kare) x2
(Ao ek kaam kare, karbala aam kare) x2
(Ao ek kaam kare, karbala aam kare) x2
(Ao ek kaam kare, karbala aam kare) x2
(Ao ek kaam kare, karbala aam kare) x2
(Ao ek kaam kare, karbala aam kare) x2
(Ao ek kaam kare, karbala aam kare) x2
- Jis tarha saniye zehra ne ise aam kiya. Ik-e zanjir-e ki jankar ne wo kaam kiya. Jis tarha se shohada ne safar-e sham kiya. Yani nezo se bulandor bhi islam kiya. Ham isi darse qayadat ki ada aam kare. (Kya khabar tum na raho) x2 Kya khabar ham na rahe
- Ye jo majlis he madawa hay har ek gham ke liye. Ek sawghat he ye bidaye purnam ke liye. Soze dil chahiya tezib muharram ke liye. Koyi tafreeq-e nahi halkae matam ke liye. Rone walo ke liye farsh-e aza aam kare (Kya khabar tum na raho) x2 Kya khabar ham na rahe
- Ao dekho ke ye khayma ye alam kiska hai. Khoon se naam ye sehra pe rakam kiska ka hai. Ab bhi tarik se aghe ye kadam kiska hai. Sari duniya ko batade ke ye gham kiska hai. Sari duniya ke liye gham ki fiza aam kare (Kya khabar tum na raho) x2 Kya khabar ham na rahe
- Tum bhi sine me ye gham leke chalo ham bhi chale. Tum bhi inkar-e sitam leke chalo ham bhi chale. Tum bhi hak ka ye hasham leke chalo ham bhi chale. Tum bhi ghazi ka alam leke chalo ham bhi chale. Har zamane ke liye zikre wafaa aam kare. (Kya khabar tum na raho) x2 Kya khabar ham na rahe
- Aisa ay jaaz to tarik-e ne dekha na suna. Jo diya noor ke hato shabe ashur buja. Sab shahido ke dilo me wo diya jake jala. Aj bhi roshni deta hai wohi ek diya. Har andhere me wohi ek diya aam kare. (Kya khabar tum na raho) x2 Kya khabar ham na rahe
- Bad shabbir ke apne bhi he aghyaar bhi hai. Khandane bani hashim bhi hai ansar bhi hai. Hur bhi hai john bhi hai akbaro jarrar bhi hai. Jane dene ke liye subho se tayyar bhi hai. Aise maktal ki fizaa ko ba khuda aam kare. (Kya khabar tum na raho) x2 Kya khabar ham na rahe
- Kafela rehgaya ik dashte bala me pyasa. Jinki miras thi kausar unhe pani na mila. Ye sabile unhe pyaso se wafaa he ba khuda. Koi pyaasa na rahe thi sakina ki dua. Har zamin par ye sakina ki dua aam kare. (Kya khabar tum na raho) x2 Kya khabar ham na rahe
- Rehnumaa katle huwa katle kayadat na hui. Ik imam or bara khatm-e imamat na hui. Jisme rondhe gaye pamal shariat na hui. Chadare chin gayi batil ki hukumat na hui. Ye muhammad ke garane ki wafaa aam kare. (Kya khabar tum na raho) x2 Kya khabar ham na rahe
- Mere mawla mere aka ye tera gham na ruke. Kitne tufaan bhi hilalaaye magar ham na ruke. Ay azadar ye majlis ye muharram na ruke. Wakt-e kitna hi badal jaye ye matam na ruke. Ye shahido ka he matam ba khuda aam kare. (Kya khabar tum na raho) x2 Kya khabar ham na rahe
(Ao ek kaam kare, karbala aam kare) x2
Jaise pinjre me ho panchi
Sabr kaise ho rehano sarwar, hum to aaye he khud shaam ho kar, aaj bhi shaam dhalti he jab bhi, ek sadaa kaat thi he kaleja, aawo baba jaan.
(Jaise pinjre me ho koi panchi, aise zindaan-e me hai sakina) x2

- Kabhi amaa ke pehlu me rona, kabhi bhaiya se apne lipat na. Kabhi takrana diwaro darse kabhi zindaa ke darpe ye kehna. Aawo baba jaan.
- Aise takra ti phir ti thi bachi (Jese pinjre me zakhmi ho panchi) x2 kaise tare kafus tor dale, ho rihaai ka koi kareena. Aawo baba jaan.
- Mot-e se pehle ajaawo baba (Ye sakina pe ehsaan hoga) x2 baad mere na baba ye kehna mene tumko pukaara nahi tha. Aawo baba jaan.
- Ae phuphi ab mera dil he kehta (Mujko miljayenga mera baba) x2 Dadi zehra ki mano kahaani, milgaya tha suna ran ka beta. Aawo baba jaan.
- Hogayi khair-e aayaa na Asghar (Wo to marjataa zindaa me gutkar) x2 Kaise sota andhere me bhaiya, qaid-e hojataa zindaa me jule. Aawo baba jaan.
- Haye khun me bhara sar jo ayaa (baap ke sarse beti ne pucha) x2 Mu pe mu rakh ke sona sakungi, he kaha mere baba ke sina. Aawo baba jaan.
(Jaise pinjre me ho koi panchi, aise zindaan-e me hai sakina) x2
Karbela na bhulenge
(Bhul jayenge har gham) x2
Gham tera na bhulenge
(Karbela na bhulenge) x2
(Karbela na bhulenge) x2
1. (Bhul jayenge har gham) x3
Gham tera na bhulenge
(Karbela na bhulenge) x4
2. Kaise bhul jaye maktale hussain ko,
(kaise bhul jaye fatema ke bain ko) x2
(Ba khuda na bhulenge) x3
Gham tera na bhulenge
(Karbela na bhulenge) x4
3. Wo sitam wo zulm wo jaffa ke silsilay,
(Al kama ke samene khayam jal gaye) x2
(Nainawa na bhulenge) x3
Gham tera na bhulenge
(Karbela na bhulenge) x4
4. Jis jaga hussain ka jawaa huwa shahid,
(Jis jaga huwa tha ek be zubaan shahid) x2
(Wo jaga na bhulenge) x3
Gham tera na bhulenge
(Karbela na bhulenge) x4
5. Wo lahu bhara alam wo mashk khun bhari,
(Intizar aab me sakina margayi) x2
(Majera na bhulenge) x3
Gham tera na bhulenge
(Karbela na bhulenge) x4
6. Khun rowe jiske gham me umre bhar imam,
(laygayi thi lut ke rida jo foje shaam) x2
(Wo ridaa na bhulenge) x3
Gham tera na bhulenge
(Karbela na bhulenge) x4
7. As salaam karbela ke khak as salaam,
(As salaam dafn jisme paak as salaam) x2
(ye sadaa na bhulenge) x3
Gham tera na bhulenge
(Karbela na bhulenge) x4
Kulsum ne mehmil ke jo parde ko uthaya
(Yasrab nazar aaya) x4
Kulsum ne mehmil ke jo parde ko uthaya
(Yasrab nazar aaya) x2
Kulsum ne mehmil ke jo parde ko uthaya
(Yasrab nazar aaya) x2
(Apna tha watan aur) x3
paraya nazar aaya
Kulsum ne mehmil ke jo parde ko uthaya
Apna tha watan aur
paraya nazar aaya
(Yasrab nazar aaya) x2
1. mun dhamp ke rone lagi ahmed ki nawaasi,
viraan taro baam the allah ki udasi,
(ujra bani hashim ka) x3
Mehella nazar aaya
Kulsum ne mehmil ke jo parde ko uthaya
Apna tha watan aur
paraya nazar aaya
(Yasrab nazar aaya) x2
2. Wo galiya jaha awno muhammad kabhi khele,
Abdulla wahaa phirte the khamosh akele,
(har simt me bacho ka) x3
sarapa nazar aaya
Kulsum ne mehmil ke jo parde ko uthaya
Apna tha watan aur
paraya nazar aaya
(Yasrab nazar aaya) x2
3. Sugra ne khabar payi ke lawt aaye musafir,
Khush hogayi roze pe nabi ke koyi hazir
(Kya socha tha sugra ne) x3
use kya nazar aaya
Kulsum ne mehmil ke jo parde ko uthaya
Apna tha watan aur
paraya nazar aaya
(Yasrab nazar aaya) x2
4. ujri huwi har maang ti har god thi khali,
asger ka shalo ka tha sakina ki thi baali,
(abbas ka parcham bhi) x3
akela nazar aaya
Kulsum ne mehmil ke jo parde ko uthaya
Apna tha watan aur
paraya nazar aaya
(Yasrab nazar aaya) x2
5. Jis waqt ruki nana ke roze pe amaari,
Na khese giri khak pe wo dard ki maari,
(rota huwa nana ka) x3
jo chehra nazar aaya
Kulsum ne mehmil ke jo parde ko uthaya
Apna tha watan aur
paraya nazar aaya
(Yasrab nazar aaya) x2
6. sugra ne kaha amaa se kyu god hai khali,
kis aaha bhari banu ne kuch moo se na boli,
(rone lagi jalta huwa) x3
jula nazar aaya
Kulsum ne mehmil ke jo parde ko uthaya
Apna tha watan aur
paraya nazar aaya
(Yasrab nazar aaya) x2
7. Bin bhayi ke dakhil huwi jo apne hi gar me,
Gash aagaya takat na rahi kalbo jigar mein,
(be goro kafan bhayi ka) x3
laasha nazar aaya
Kulsum ne mehmil ke jo parde ko uthaya
Apna tha watan aur
paraya nazar aaya
(Yasrab nazar aaya) x2
8. ujre me nazar aaye nahi qasimo akber,
kehne lagi mein chor gayi thi ye bhara gar,
(har kabr ke mahol mein) x3
dhalta nazar aaya
Kulsum ne mehmil ke jo parde ko uthaya
Apna tha watan aur
paraya nazar aaya
(Yasrab nazar aaya) x2
9. Bistar to waha awno muhammad ke saje the,
Aur taak mein asgher ke khilone bhi rakhe the,
(lekin na koyi khelne) x3
waala nazar aaya
Kulsum ne mehmil ke jo parde ko uthaya
Apna tha watan aur
paraya nazar aaya
(Yasrab nazar aaya) x2
Ya zehra
Ya fatema zehra (Ya zehra) x8 Ma dardo jahan fatema jan dil bado basti (Muhibaan du hasti) x2
Ma dardo jahan fatema jan dil bado basti. Muhibaan do hasti.
Muhibaan do hasti.

- (Ay umme abhi haa) x2 (Ay umme faki haa) x2 Ay umme abhi habajaza bager ye dasti (Muhibaan do hasti) x2
- Ummide shifa azze tu ay fatema zehra. Khatune jina warise tathir sarafaa. Ashrafe nisaa akse nabi abde hudayda. Mizane wafaa ruhe dua fatema zehra. Ya fatema zehra, ya fatema zehra
- Uftaade dare khaana tora pehlu shakista. Ummat ne tera hak na diya fatema zehra. Mohsin ki shahadat ka sabab ban gayi duniya. Virsa hai tera ashke azaa fatema zehra. Ya fatema zehra, ya fatema zehra
- Ay ashke fisha bada nabi binte payambar. Tha sog me baba ke azaa khana tera ghar. Rote the tere sath ali sawaro shabbar. Ay khasta jigar mehre bukaa fatema zehra. Ya fatema zehra, ya fatema zehra
- Dar karbobala tishna labi tere pisar ki. Ta raj huwi kistarha zehra tere gar ki. Begoro kafan lash rahi noore nazar ki. Alam ba khuda sog me tha fatema zehra. Ya fatema zehra, ya fatema zehra
- Bacho pe tere foje sitamgar ki alghar. Zanjir bakaf toke gara abide bimar. Darbare alam kayde sitam dukhtare ghamkwar. Ada ke sitam kunba tera fatema zehra. Ya fatema zehra, ya fatema zehra
Ma dardo jahan fatema jan dil bado basti. Muhibaan do hasti.
Muhibaan do hasti.
(Ya zehra) x8
Ghar se Jane lage shabbir to sughra ne kaha
Le chalo mujhko bhi beemar tumhe degi dua
Ho jaana khafa raah mein gar royegi sughra
Yaha neend kab aati hai, jo waah soyengi sughra
Baba.. Baba..
Tanhayi saza hai mujhe, aisi na sazaa do
Mai.. yeh nahi kehti ke, amaari mein bitha do
Mai.. yeh nahi kehti ke, amaari mein bitha do..(2)
Baba.. Baba..
Baba mujhe fizza ki sawari mein bitha do
Mai.. yeh nahi kehti ke, amaari mein bitha do
1. Sab bethe sawari mein, mai pedal hi chalungi
Waada hai kisi ko koi, takleef na dungi
Baba.. Baba..
Ammaa se me hargiz na kahungi ke dawaa do
Mai.. yeh nahi kehti ke, amaari mein bitha do
2. Palko se mai saaya ali asghar ke karungi
Ammaa ki sawari se, bahot dur rahungi
Baba.. Baba..
Haa kehke meri zeest ke kuch roz badhado
Mai.. yeh nahi kehti ke, amaari mein bitha do
3. Mai paani pilaungi, sawaari ko tumhari
Behlaungi raste mein, sakina ko tumhari
Baba.. Baba..
Jo kaam kanizo ke hai, sab mujhko bataa do
Mai.. yeh nahi kehti ke, amaari mein bitha do
4. Sab nazre churaate hai, koi dam nahi bharta
Sach hai koi murde se, mohabbat nahi karta
Baba.. Baba..
Taukeer meri ye hai, to marne ki dua do
Mai.. yeh nahi kehti ke, amaari mein bitha do
5. Kya guzregi jab gharse, chale jayenge akbar
Kaise mujhe har baat me yaad ayenge akbar
Baba.. Baba..
Kab ayenge lene mujhe, bhayya ye bataa do.
Mai.. yeh nahi kehti ke, amaari mein bitha do
6.Haa apni mohabbat ka mai, izhaar to karlu
Thehro ali asghar ko, zaraa pyaare to karlu
Baba.. Baba..
Naaqe se jhalak nanhe musafir ki dikhado.
Baba.. Baba..
Baba mujhe fizza ki sawari me bitha do
Mai.. yeh nahi kehti ke, amaari mein bitha do
Raj matam kar
Ye shame ghariba hai. Bin chadar zainab roti hai, khaymo ka salayaa karti hai. Dekha ke sawaar ke ata hai. Samji koi lutne ataa hai. Zainab ki awaaz ayi. Ke rukje sawaar tu, dukhe dil pe karta hai war kyu. Wo aane wala ye bol utha pehchane me baba hu tera. Pehchane ke, pehchane ke baba ko zainab gayi bibiyo ki janib zainab. Are meda baba aya hai bibiyo, koyi chadar sirpe dalne (Koi chadar sirpe dalne) x3 Me baba ali aaha zainab. Me baba ali aaha zainab. Meri sine lag gabra nai.
(Ha raj matam kar gabra nay) x4
(Ha raj matam kar gabra nay) x3
(Ha raj matam kar gabra nay) x3
(Ha raj matam kar gabra nay) x3
(Ha raj matam kar gabra nay) x3
(Ha raj matam kar gabra nay) x3
- Me baba ali aaha zainab. Kar matam kar gabra nay.
- (Meri zainab meri jaan hai tu, mere kunbe ka arman bhi tu) x2 Mere kunbe ka arman hai tu (Yu gut gut ke na ro zainab) x2 Kar matam kar gabra nay.
- (Tu sabir sayyide zadi hai. Konayn ki tu shehzadi hai) x2 Konayn ki tu shehzadi hai (Tu tarsi lagti hai matam ki) x2 Kar matam kar gabra nay.
- (Ye karbal desh paraaya hai. Be gour tera maa jaaya hai) x2 Be gour tera maa jaaya hai (Ye shame ghariba hai zainab) x2 Kar matam kar gabra nay.
- (Aathaara Baradar Wali Tu, Aaik Chadar Ki Hai Sawali Tu) x2 Aaik Chadar Ki Hai Sawali Tu (Kya Haal Hua Tera Zainab) x2 Kar matam kar gabra nay.
- (Akbar Ki Maut Ne Maar Diya, Seena Hai Tera Zakhmo Se Bhara) x2 Seena Hai Tera Zakhmo Se Bhara (Teri Chadar Loot Gayee Karbal Mei) x2 Kar matam kar gabra nay.
(Ha raj matam kar gabra nay) x3
Shahzada Akbara
(Shahzada-e-Akbara) x4
Shazada Akbara laasha pase loona waktano bahaarde
(Shahzada-e-Akbara) x4
Shazada Akbara laasha pase loona waktano bahaarde
(Shahzada-e-Akbara) x2 Shazada Akbara laasha pase loona (waktano bahaarde) x2

- Khat liktee hai Sughra. Bhaiyya watan aaja waktano bahaarde
- (Khat liktee hoo ashko se bheega hai mera daman) x3 Aaja ke bahar aee sona hai mera aangan. Ai bhai khuda ra laasha pase loona waktano bahaarde
- (Phir goonje aza teree nana ke Madiney me) x3 Phir bharte khuda bhaiiya thandak mere seeney me. Poora karo waada laasha pase loona waktano bahaarde
- (Dekoo me tera sehra dulhan teree ghar aey) x3 Deedar tera bhaiiya pus neg me miljaye. Aanchal mera pela laasha pase loona waktano bahaarde
- (Beemar bahan rowe kya tum ko gawara hai) x3 Bhaiiya teree furkat ne bin maut se maraa hai. Kehtee hai yeh behnaa laasha pase loona waktano bahaarde
- (Gul khilne ki rut aee pardesi mere bhai) x3 Tum door watan se ho mehoo meree tanhaee. Tarpao na bhaiiya laasha pase loona waktano bahaarde
- Khat liktee hai Sughra. Bhaiyya watan aaja waktano bahaarde
(Shahzada-e-Akbara) x2 Shazada Akbara laasha pase loona (waktano bahaarde) x2
Utho hussain
Ye me hu me meri tanhayi. Ye tamashayi. Lo ayi gyaara muharram hai.
Kya khabar layi. Chali ye janibe zindan tumhari maa jayi.
Sawaar-e ham ne kiya tha tumhe mere bhayi.
1. (Ab awo ya mujhe kehdo na intizaare karo) x3
(Utho hussaine bahan ko zara sawaare karo) x2
2. Sawar hum ne kiya tha, tumhe dame rukhsat,
Lagaam thaam thi maine, bahaa late rikat,
kahaa gayi wo muhabat, kahaa gayi chahat,
(tamam apna mere sarpe, saaya baar karo) x2
(Utho hussaine bahan ko zara sawaare karo) x2
3. Watan se door hu kuch aur, door jaati hu,
Utho utho mere bhaya, tumhe jagaa ti hu,
Koyi bhi aata nahi mai, jise bulaa ti hu,
(Karaar jab mere mujko na, bekaraar karo) x2
(Utho hussaine bahan ko zara sawaare karo) x2
4. safar madine se kaisa tha, ye safar kya hai,
Na mehmile he na haudaj, na koi parda hai,
Ay sar mein khwab ye karbobala ka sehra hai,
(na jee sakungi tere baad, etebar karo) x2
(Utho hussaine bahan ko zara sawaare karo) x2
5. Dare furat pe ay sone, wali jaag zaraa,
Alam ke saye me rukhsat, bahan ko kar bhaya,
Suna hai sakht kathan hai, ye sham ka rasta,
(Sehen ye raasta abbas se, naamdaar karo) x2
(Utho hussaine bahan ko zara sawaare karo) x2
6. Mein awoongi mere bhaya, zuroor awoongi,
Kafan urhawungi markad, tera banawoongi,
Jahaa bhi jawoongi farshe, azaa bichaawoongi,
(mein kayd kaat ke lot awoo, intizar karo) x2

No comments:
Post a Comment