Abad huwi karbobala, ujda madina. Barbad huwi mai..(2)
Zainab ko narasaya muharram ka mahina
Abad huwi karbobala, ujda madina. Barbad huwi mai..(2)
1. Ek din tha, ke is-e shehr-e ki karti thi me shahi (Or aaj tabahi) x2
Be ghusl-e pada mohr-e nabuwat-e ka nagina. Barbad huwi mai
Abad huwi karbobala, ujda madina. Barbad huwi mai..(2)
2. Kis laash pe rouu kis chhodu me baraadar (Lash-e he bahattar) x2
Had ye he ke rone ki ijazat-e bhi mili na.Barbad huwi mai
Abad huwi karbobala, ujda madina. Barbad huwi mai..(2)
3. Asghar ka gala bhayi ka sar, sinaye akbar (Sab goharo chadar) x2
Is dasht me luta gaya zainab ka khazina. Barbad huwi mai
Abad huwi karbobala, ujda madina. Barbad huwi mai..(2)
4. Maye binaa pehchan saki, bacho ke chehre (Bikhre huwe sehre) x2
Hai khun ke darya me gharibo ka safina. Barbad huwi mai
Abad huwi karbobala, ujda madina. Barbad huwi mai..(2)
5. Ek aag hai, khaymo me kayamat ka samaa hai (Ghazi tu kaha hai) x2
Dekho to ridaa cheen liya, shimr kamina. Barbad huwi mai
Abad huwi karbobala, ujda madina. Barbad huwi mai..(2)
6. Chadar chini, dur lay liye ab zulmana dhaao (Baba se milaao) x2
Neze ke tale baith ke roti hai sakina.Barbad huwi mai
Abad huwi karbobala, ujda madina. Barbad huwi mai..(2)
7. Paband-e rasan bibiya bazar khule sar (Har mod pe pathar) x2
Masum yatimo ka baha surkh pasina. Barbad huwi mai
Abad huwi karbobala, ujda madina. Barbad huwi mai..(2)
Asgar ka janaza Asgar ka janaza
Ay momino jab khoon me duba huwa aaya
Asgar ka janaza Asgar ka janaza x2
Shabbir ne ek maa se use kaise chupaaya
Asgar ka janaza Asgar ka janaza x2
Hatho pe janaza Ali Asgar ko uthakar
Rukh suwe falak karke sada det the sarwar
Allah yehi hadya e aakhir hai hamara
Chehre pe mere khoon hai mere guncha dahan ka
Murjaya hai ye ful Muhammad ka chamanka x2
Ay nana tere din pe karta hu mai sadka
Sangdil tha layin bache pe kuch rahm na khaaya
Pani ke talab kame pe khoon uska bahaya x2
Islam ko ab hashr talak kar gaya zinda
Jab rat ko maa apne tasawur ko jagati
Awaz use jule ki nauha ye sunati x2
Kya bhul gaye hatho pe sarwar ke jo dekha
Maa kehti thi ay god ke paale Ali Asgar
Thi aarzu dekhugi me sehra tere sarpar x2
Kyu waqt ne muz kokh jali ko hai dikhaya
Yad aagaya zinda me jo bhayya ka humakna
Sajjad se tab kehne lagi bali Sakin x2
Kya khake taras dhup se logo ne uthaya
(Ayi ya sham-e ka nana, tunji pyari Zainab) x3
Me haa, le likha kya, us validaa, jad husain madinay aa
Kitna ve ayay nana de raza te, khun wale batool le dijay
Marveer-e kaya me jigar palde, sadi chees-e bachi na khayi.
Jad-o shaam ghariba aaiyi nana, meko kal la karde bhaaiy
(Ayi ya sham-e ka nana, tunji pyari Zainab) x2
(Ayi ya sham-e ka nana, tunji pyari Zainab) x2 dadi majboor-e huwi dar deji mari Zainab.

Gut kasim narayo aay, Ali Asghar narayo. Aai afsos-e tha adsha, tha jo dilbar na rayo. Dadi majboor-e huwi dar deji mari Zainab
(Ayi ya sham-e ka nana, tunji pyari Zainab) x2
Beri Islam-e ji tufan, tha bachaayi Shabbir. Jan-e kurban-e kayi din-e ta Asghar, be shir. Dadi majboor-e huwi dar deji mari Zainab
(Ayi ya sham-e ka nana, tunji pyari Zainab) x2
Rayo armaan-e kafan sab, thajiya haa nana. Munji takdir-e me ho shaam-e jo zindaan nana. Dadi majboor-e huwi dar deji mari Zainab
(Ayi ya sham-e ka nana, tunji pyari Zainab) x2
Kali chadar na mili sham-e kha kufaa tayi. Rakhte rowand rayo munjo muhari sayi. Dadi majboor-e huwi dar deji mari Zainab
(Ayi ya sham-e ka nana, tunji pyari Zainab) x2
Bibi anband-e kayo shaam-e je bazar ran me. Zainab khutbo teno aa shaam-e je bazar ran me. Dadi majboor-e huwi dar deji mari Zainab
(Ayi ya sham-e ka nana, tunji pyari Zainab) x2
Matam-e shaa hayi badat, ha hamesha randho. Je taro ro kawo matam, ke wadan do randho. Dadi majboor-e huwi dar deji mari Zainab
(Ayi ya sham-e ka nana, tunji pyari Zainab) x2
Lashe akbar tha ajab ware kiya ehle haram. Shaha ke maa ra beyo ak-baro asgar jo gham. Dadi majboor-e huwi dar deji mari Zainab
(Ayi ya sham-e ka nana, tunji pyari Zainab) x2
Satke Shabbir je matam, thi ya razmi gar gar. Shahe jo no ho pare shaam, ha jo nokar sarwar. Dadi majboor-e huwi dar deji mari Zainab
(Ayi ya sham-e ka nana, tunji pyari Zainab) x2
(Ayi ya sham-e ka nana, tunji pyari Zainab) x2 dadi majboor-e huwi dar deji mari Zainab.
Hai Zainab Hai Zainab
(Itni gharib hogaye gham yu lipat gaye)x2
(Zainab ke aik libaas mai do sal kat gaye)x2
(Itni gharib hogaye gham yu lipat gaye)x2
(Kya Kya ghuzar gaye he muharam ke chaand mai)x2
(Saydaniyo ke waqt achanak ulat gaye)x2
(Itni gharib hogaye gham yu lipat gaye)x2
(Zainab ka dil bhi kya tha ghamo ki kitab thi)x2
(Aik dil mai us gharib ke so gham simat gaye)x2
(Itni gharib hogaye gham yu lipat gaye)x2
(Hatho se maa ke khayme ka parda ulat gaya)x2
(Hatho pe shah ke jis gari Asghar ulat gaye)x2
(Itni gharib hogaye gham yu lipat gaye)x2
(Bole Hussain beti se pani na mangana)x2
(Jin bazuo pe mashk thi wo bazu katgaye)x2
(Itni gharib hogaye gham yu lipat gaye)x2
(Marne chale Hussain to rehwar ruk gaya)x2
(Do nanne nanne hath sumo se lipat gaye)x2
(Itni gharib hogaye gham yu lipat gaye)x2
(Kaise utha sakege bhala laash ko Hussain)x2
(Aaza Hassan ke laal ke tukro me bat gaye)x2
(Itni gharib hogaye gham yu lipat gaye)x2
(Sakina Sakina) x2
(Sakina Shaam Mein Mar Kar Yehi Samja Geyi Logo) x2
(Judaye Baap Kay Seene Ki) x2 Muj Ko Kha Geyi Logo
(Khafas Ghurbat, Udasi Shimr Ka Dar Pyaas Ki Shiddat) x2
Sitam Itne Huwe Masoom Ku Maut Aa Geyi Loogo
(Sakina Shaam Mein Mar Kar Yehi Samja Geyi Logo) x2
(Judaye Baap Kay Seene Ki) x2 Muj Ko Kha Geyi Logo
(Wo Ma Jo Dhoop Mein Akhsar Ali Asghar Ko Roti Thi) x2
Sakina Ki Khaza Us Par Kayamat Dhaa Geyi Logo
(Sakina Shaam Mein Mar Kar Yehi Samja Geyi Logo) x2
(Judaye Baap Kay Seene Ki) x2 Muj Ko Kha Geyi Logo
(Bandhe Haatho Pe Aik Meemar Laya Behan Ki Mayyit) x2
Ye Aulad E Nabi Par Kaise Ghurbat Chaa Geyi Logo
(Sakina Shaam Mein Mar Kar Yehi Samja Geyi Logo) x2
(Judaye Baap Kay Seene Ki) x2 Muj Ko Kha Geyi Logo
(Behan Ki Laash Hatho Pe Liye Sajjad Kehte Thay) x2
Gulistan E Imamat Ki Kali Murjha Geyi Logo
(Padar Ki Khoo Bhari Gardan Pe Bacchi Ne Jo Lab Rakhay) x2
Yeh Manzar Deekh Kar Khud Khaza Ghabra Geyi Logo
Chacha Baba Baradar Sab Ke Sab Tou Karbala Sooye
Sakina Ko Na Jaane Shaam Kaise Dhaa Geyi Logo
(Sakina Shaam Mein Mar Kar Yehi Samja Geyi Logo) x2
(Judaye Baap Kay Seene Ki) x2 Muj Ko Kha Geyi Logo
Aoozu billahe minash shaitanir rajim
Bismillah hir rahmanir rahiym
Ar-rahman allamal quran khalaqal insana allamahul bayan
Ya Rahman ya Rahim…..x3
Ya hayyo ya Qayyum, ya Razzak ya Azim
Al Nooro Al Mohanniyo Azizo ya Karim,
Gaffar tu sattar tu jabbar ya Hakim Quddoos ya Shakur ya Gafooro ya Rahim
Maula tu bara Rehman ……..x3
Tu hai bara Rehman maula tu bara Rehman …x2
Ehsan hampe hai tera ay rabbe zuljalal
Ummatne uski paida kiya jo hai be misal
Dukhtar Batul jiski Hassan or Hussain lal
Lehmo ka lehmi jiska Ali jaisa ba kamal
Qurano Ahlebait ko tune kiya yakjan
Adam se taubeme diya aakhir teri etaat
Tere karam ke bar tale sare Ambiya
Musa ke haq me nil me rastaa banadiya
Masloob hoke Essa ke labpar thi ye sada
Har dilme tu makin hai kehneko laamakan
Meraj par gaye jo Rasule falak janab
Maabudo abd me na raha jab koi hijab
Allah ne Nabise kiya us gari khitab
Darkar kya hai tumko mujhe chahiye jawab
Bole Rasul bakhshde ummat ko de amaan
Rabne kaha Adaa karo haqqe payambari
Jis waqt aaye rahme manzil gadirki
Taqmile din kama hai us waqt ay Nabi
Maidane qum me is tarah maula huwe Ali
Akmalto lakum din ka ho jayenga saman
Zehra ka ghar sitara jo utra to ye khula
Mehboob panjetan ko bahot rakhta hai khuda
Maktab Hasan Hussain ka ye ghar bana raha
Masnad Nabiki isme musalla Ali ka tha
Chaukhatpe jiski rehta hai jibrail se darban
Is gharka fard fard kuda se tha hamkalam
Sajdeme sar Hussainka labpar khuda ka naam
Khanjar tale khuda se ye kehte rahe Imam
Sar teri nazr kartahu ghar de chuka tamam
Aata hu teri simt mai deta huwa azaan
Akbar nisar kar diya Asghar bhi ro chuka
Abbas or Kasimo Hur ko bhi ro chuka
Zainab ke dono bachoko sehra me kho chuka
Ab daste zulm chadare Zainab ka kya gaya
Le dekhle Hussain ke chehre ka imtihan
Khaimo se aag aag se uthta huwa dhuwa
Nanna sa ek jula hai sholo ke darmiyan
Daman jala Sakina ka kaise bujaye maa
Bandhi gayi hai hato me Zainab ke reshma
Ujra huwa hai kafela Sajjad Saarva
Aayi sada Hussain ki ay kadiro kadir
Beti Ali ki meri bahan ho gayi asir
Be dast mera bhai hai tu sabka dastagir
Kufeki shahzadiya kaisi huyi fakir
Fir bhi mai nouke naiza pe deta hu ye bayan
(Mera bimar imam)x2
(Waqt sajaad ne kaise wo guzaara hoga) x4
(Wakt Sajjad ne kaise wo guzaara honga) x2
Naam Zainab ka jo gairo ne pukaarahoga
(Waqt sajaad ne kaise wo guzaara hoga)
Ya Rab koi mil jaye na pehchaannewala
(Bazaar ne Sajjad dua mang raha hai)x2
Lo Hussain Ibne Ali pyaase zibha hone lage x2
Kitna sharminda who darya ka kanara hoga
(Waqt sajaad ne kaise wo guzaara hoga)
Wo gira zinse zainab ki rida ka zamin x2
Kon ab Fatema jayi ka sahara hoga
(Waqt sajaad ne kaise wo guzaara hoga)
Sare maidan to jane to laga hai Asgar x2
Kis tarah tere bina maa ka guzaara hoga
(Waqt sajaad ne kaise wo guzaara hoga)
Nauke neza pe bahane lage ansoo maula x2
Fir Sakina ko kisi shaks ne mara hoga
(Waqt sajaad ne kaise wo guzaara hoga)
Roze Mehshar ka hame dar nahi koi Shaukat x2
Hath Shabbir ke kadmo pe hamara hoga
(Waqt sajaad ne kaise wo guzaara hoga)
Zuljanah akbal minal maydan, khali wawayla haye wa hussaina Ay wa gharib. Haye wa hussaina. Ay wa shaheed. Haye wa hussaina. Ay wa mazloom. Haye wa hussaina. Zuljanah akbal
minal maydan khali wawayla haye wa hussaina.
(Shor-e huwa lo, khali aya) x2 Chor-e ke zainab-e ka ma jaya. Bage kati hai khun me nahaya. Zainab-e ne dukhra ye sunaya.

(Khun-e me tar rahewaar-e ko dekha) x2 Roi tarap-e kar bali sakina. Boli kaha hai mera baba. Chin-e liya kyu mera sahara.

(Me tere sadke, me tere wari) x2 Tu mere baba ki hai sawari. Tere badan se khun-e hai jari. Zakhm-e lage hai jism-e pe tari.

(Baat-e na mani, tu ne meri) x2 Roi bohat-e kadmo se lipti. Boli kaha hai mera baba. Chin-e liya kyu mera sahara.

(Chor-e diya kyu, ran me akayla) x2 Chur-e ghamo se tha mera baba. Jisne uthaya lash-e pe lasha. Tanha kyu maktal se ayaa.

(Zainab-e ke lab-e, par ye fugaa thi) x2 She na sakungi sheh ki judaayi. Tune kyu gardan ne jukayi. Reh gaya kyu maktal me bhayi.

(Banu pukari, phenk-e ke chadar) x2 Lut gayi me barbad-e huwa gar. Ran se na aye sibt-e payambar. Chalte hai mere kalb-e pe khanjar.

(Katl-e huwa shabbir-e jo ran me) x2 Gunji sadaa rehan-e jo ban me. Aag-e lagi zehra ke chaman me. Ponchio khabar sughra ko watan me.

No comments:
Post a Comment