Monday, 17 February 2025

Irfan Haider (2002)

Aa Mere Asghar

(Aa mere Asghar) x6

Jula julawu lori sunawu (aa mere asghar)x3

    1. (Teri judai maar gayi hai maa ki umide tute gayi hai)x2

maaki umide tut gayi hai

tujko jo pawu dil se lagawu

aa mere asghar

    1. (Kaise sahu ye zakhme judayi teer se tune pyaas bujayi)x2

teer se tune pyaas bujayi

ashk pilawu pyaas bujawu

aa mere asghar

    1. (Milbhi gaya agar pani meri jaan kaise piyengi Bali Sakina)x2

kaise piyengi Bali Sakina

pani jo pawu tujko pilawu

aa mere asghar

    1. (Tuhi bata ay mere gule tar dhund kaha ye madare muztar)x2

dhund kaha ye madare muztar

maidan me awu darya pe jawu

aa mere asghar

    1. (Koi kushi ab raas nahi hai lakhte jigar jo paas nahi hai)x2

lakhte jigar jo paas nahi hai

paas bulawu neer bahawu

aa mere asghar

    1. (Saye me kaise jayengi madar teri lahad hai dhup me Asghar)x2

teri lahad hai dhup me Asghar

saye me jawu mai marna jawu

aa mere asghar

  1. (Koi kushi ka din bhi na aya laal mere tu khun me nahaya) x2

laal mere tu khun me nahaya

khaima sajawu mannat barawu

aa mere asghar

Awo akber awo

(Awo akber awo, mere akber awo) x2

  1. Madar ke gale lagjawo

    (Awo akber awo, mere akber awo) x2

  2. Ay laal zaraa ankhe kholo (maa tumse fida kuch to bolo) x2

    Yu maa ko nahi tarpawo

    (Awo akber awo, mere akber awo) x2

  3. Socha tha dulhan mai lawoongi (poshak nayi banwawoongi) x2

    Aajawo sehra bandhawo

    (Awo akber awo, mere akber awo) x2

  4. Arman me pura karna saki (tum jee na sake mai marna saki) x2

    Is dil ki duwa layjawo

    (Awo akber awo, mere akber awo) x2

  5. Sughra ne likha khat me rokar (kya bhool gaye wadaa akber) x2

    Sughra ka wadaa nibhawo

    (Awo akber awo, mere akber awo) x2

  6. Maa banke tuje paalaa jisne (wo laash teri kayse dekhe) x2

    Zainab ko nahi tarpawo

    (Awo akber awo, mere akber awo) x2

  7. Dil mera huwa pamaal suno (kuch apni maa ka haal suno) x2

    Kuch apna haal sunawo

    (Awo akber awo, mere akber awo) x2

  8. Kehti hai sakina roro kar (kyu ruth gaye bhaya akber) x2

    Na aur use rulwawo

    (Awo akber awo, mere akber awo) x2

  9. Bete jo jawaan hojate hai (maa baap ke gham mit jaate hai) x2

    O mere dard bataawo

    (Awo akber awo, mere akber awo) x2

  10. Madar ke gale lagjawo

(Awo akber awo, mere akber awo) x2

Ay karbala

Ay Karbala x3

En Nara O Shevan En Girya O Zaari Dar Khaima-e-Shabbir Bapa Shaud

(Ai Karbala Karbala Ai Karbala) x2

Koi be makhna aur chadar (koi be hosh zamee par) x2

Shud zainab-e girya ba haal-e-pareshaa as dast-e-sitamgar be rida shaud

(Ai Karbala Karbala Ai Karbala) x2

Har taraf aik hai manzar (kahi matam kahi noha) x2
As aatishe shoza aznaar-e-Farawa paamaal-e-sitam aale aba shaud

(Ai Karbala Karbala Ai Karbala) x2

Khoon barsati hai aankhe (khoon me duba hai parcham) x2

Aamacho Muharram girya khona aalam khoona ba fisha chashme aza shaud

(Ai Karbala Karbala Ai Karbala) x2

Zakhm kis derja lage hai (haye Bano ke jigar par) x2

ham shakley Payambar lakhte dil-e-Sarwar asteero sina asr-e-kaza shaud

(Ai Karbala Karbala Ai Karbala) x2

De gaya daag-e-judaee (haay Abbas sa bhai) x2

Be taab se gham khwaa shut sani-e-Zahra Abbas labe nehr fiza shaud

(Ai Karbala Karbala Ai Karbala) x2

Khaak par bethi hai Farwa (aur karti hai ye noha) x2

Lakhte dil-e-Farwa gum gashtare sehra paamaal-e-sitam noha laka shuad

(Ai Karbala Karbala Ai Karbala) x2

  1. Jar janib hai sitamgar (be khata aal-e-Payambar) x2
  2. Jal uthao aag se sehra (kahi khaima kahi jhoola) x2
  3. Aya yeh kaisa Muharram (bibiya roti hai paigham) x2
  4. Hai kahi laasha-e-Akbar (to kahi turbat-e-Asghar) x2
  5. Binte Zahra ki dukhaee (saat roti hai khudaee) x2
  6. Aise bikra koi lasha (jaise bikra hua sehra) x2
  7. Ik taraf pyaaso ka girya (ik taraf rota hai darya) x2

Marsiya parti hai Fiza (aur kehti hai ye Zehra) x2

Gham tashna labara darya-e-rawara intash nalabe kehro bara shaud

(Ai Karbala Karbala Ai Karbala) x2

Mere gharib hussain

(As salaamun alayk ya gharib hussaina) x2

(Ya gharib hussaina) x5

(Mere gharib hussain ya hussain ya hussain. Mere shahid hussain ya hussain ya hussain. Mere gharib hussain ya hussain ya hussain) x2

    1. Godi ke Pale mare ghaye sab. Tu hai akayla koi nahi ab. Bayn ye zehra ne kiye dashte bala me

Mere gharib hussain ya hussain ya hussain. Mere shahid hussain ya hussain ya hussain. Mere gharib hussain ya hussain ya hussain

    1. Awno muhammad qasimo asghar. Darde judayi degaye akbar. Khune hai abbas ka zainab ki ridaa me

Mere gharib hussain ya hussain ya hussain. Mere shahid hussain ya hussain ya hussain. Mere gharib hussain ya hussain ya hussain

    1. Lasho pe lashe tune uthaye. Girte badan pe zakhme bhi khaye. Khak hai balo me lahu teri abaa me

Mere gharib hussain ya hussain ya hussain. Mere shahid hussain ya hussain ya hussain. Mere gharib hussain ya hussain ya hussain

    1. Chor gaye sab god ke pale. Ho gaye rukhsat gar ke ujale. Koi nahi laal tera dashte bala me

Mere gharib hussain ya hussain ya hussain. Mere shahid hussain ya hussain ya hussain. Mere gharib hussain ya hussain ya hussain

    1. Fakhr se uncha sar huwa mera. Kon hai sani dahar mai tera. Sabr mai ishaar mai juraat pe wafa mai.

Mere gharib hussain ya hussain ya hussain. Mere shahid hussain ya hussain ya hussain. Mere gharib hussain ya hussain ya hussain

    1. Bit rahi hai tujpe Kayamat. Dekh rahi hu me teri gurbat. Pyaasa raha gar bhi luta dashte bala me

Mere gharib hussain ya hussain ya hussain. Mere shahid hussain ya hussain ya hussain. Mere gharib hussain ya hussain ya hussain

    1. Jitne bhi laashe be goro kafan the. Sab ko urhadi khakh Hawa na. Khakh to ab hashr talab hongi hawa mai.

Mere gharib hussain ya hussain ya hussain. Mere shahid hussain ya hussain ya hussain. Mere gharib hussain ya hussain ya hussain

    1. Laash jawan ki tune uthayi. Turbat te Asger tune banayi. So ta hai masoom tera deshte Kaza Mai.

Mere gharib hussain ya hussain ya hussain. Mere shahid hussain ya hussain ya hussain. Mere gharib hussain ya hussain ya hussain

  1. Charo taraf hai bas yahi nawha Haye Husaina Haye Husaina Shor Hai Faryad Hai Khaymo me faza me.

Mere gharib hussain ya hussain ya hussain. Mere shahid hussain ya hussain ya hussain. Mere gharib hussain ya hussain ya hussain

Naiza Sawar baba

Ek bachi phool si jis ka sakina naam tha, ro rahi thi shaam ki rahon mein wokarke buka Karte the tum kitna pyar baba.

Ay mere naiza sawar baba x3

    1. Chal nahi sakti sakina raaste dushwar hai. Ablen hein pawon mai or ab lo mai khar hai. Ankh hai nam dil figaar baba.

Ay mere naiza sawar baba x3

    1. Nile hein rukhsar mere aur gale mai hai rasan khushnagi ba warsi lachari ki or be watan Ek hai dil gham hazar baba.

Ay mere naiza sawar baba x3

    1. Aap ke sine pe baba chein se soti thi mai aap tarapte jo kisi bat pe roti thi mai roti hu zaro katar baba.

Ay mere naiza sawar baba x3

    1. Be rida sab bibi ya hai Shaam ka bazar hai zabt gayara nahi hai Sabr bhi dushwar hai. Sabr ke parwardigar baba.

Ay mere naiza sawar baba x3

    1. Milna sakungi kabhi mai aap se ay baba jaan aap ka roza banenga Karbala ke darmiyan. Shaam me mera mazar baba.

Ay mere naiza sawar baba x3

    1. Yaad isi baat pe ata hai ghar aksar muje. Aaj kanizi mai bula ta hai sitamgar muje. Koi nahi gham guzar baba.

Ay mere naiza sawar baba x3

    1. Khatithi jab bhi tamache shimre sitamgar se Aap ke chehre ke samt ba kasi aur yaad se. Dekhti thi bar bar baba.

Ay mere naiza sawar baba x3

    1. Kon hai pursa ne haal pyas buja yenga kon baliya meri sitamgaro se dilayenga kon So gaye sab jaanisar baba

Ay mere naiza sawar baba x3

    1. Aap ke sina pe baba chain se soti thi mai aap tarapte jo kisi bat pe roti thi mai roti hu zaro katar baba.

Ay mere naiza sawar baba x3

    1. Be rida sab bibi ya hai Shaam ka bazar hai zabt gayara nahi hai Sabr bhi dushwar hai. Sabr ke parwardigar baba.

Ay mere naiza sawar baba x3

  1. Mil na sakungi kabhi mai aap se ay baba jaan aap ka roza banenga Karbala ke darmiyan. Shaam me mera mazar baba

Ay mere naiza sawar baba x3

Reh gayi Ali ki beti gham utha ne ke liye

Zainab tanha hai X4

Reh Gayi Ali ki beti gham utha ne keliya X 2

    1. Hussain bhi chalegaye hai sar kata ne keliye X 2

Reh Gayi Ali ki beti gham utha ne keliya X 2

    1. Hussain ki nighah bawafa ko dhund ne lagi X2

Kabra che mahi ne wali ki bana ne ke liye

Reh Gayi Ali ki beti gham utha ne keliya X 2

    1. Jala diye sabhi chirag dasht me hussain ne X2

Ek beta rehgaya hai shaam jane ke liya

Reh Gayi Ali ki beti gham utha ne keliya X 2

    1. Kassim-e- Hazin ki laash tukre tukre hogayi X2

Har taraf se dasht-e- karbela saja ne ke liye

Reh Gayi Ali ki beti gham utha ne keliya X 2

    1. Lagayenge wo aaj aag khaymaye hussain me X2

Aaye the jo fatema ka gar jalaane ke liye

Reh Gayi Ali ki beti gham utha ne keliya X 2

    1. Ek beti jo hussain rota chor aye hai X2

Ek beti saath laye kayd khane ke liye

Reh Gayi Ali ki beti gham utha ne keliya X 2

    1. Sakina keh rahi thi baba kayd me bhi ayiye X2

Apne sine par sakina ko sula ne ke liye

Reh Gayi Ali ki beti gham utha ne keliya X 2

    1. Urhawo khak ay hawaw boli zainabe hazee X2

Bekafan husaain ko kafan urhane ke liye

Reh Gayi Ali ki beti gham utha ne keliya X 2

    1. Butool zadiyo ke sar se chadare bhi chinli X2

itne sare zulm aur is gharaane ke liye

Reh Gayi Ali ki beti gham utha ne keliya X 2

    1. Jala diye sabhi chirag dasht me hussain ne X2

Ek beta rehgaya hai shaam jane ke liya

Reh Gayi Ali ki beti gham utha ne keliya X 2

  1. Wafaa ka taaj unke waaste rakhaa he khuld me X2

Haath jo katayenge alam uthane ke liye

Reh Gayi Ali ki beti gham utha ne keliya X 2

Ya zehra

(Fetema zehra) x2

(ya zehra) x4

1. (Ay meri bibi) x2

tere dar pe istighasa he, tera mamnoon meri shehzadi ye jaha sara hai

(ya zehra) x4

2. tu hame hifz or amaan dede, apni chadar ke saiban dede,

teri kudrat me kya nahi bibi, tu jise chahe do jahaan dede

(ya zehra) x4

3. (ay meri bibi) x2

aansu-o mein duwa mangi hai, teri tasbee hi parke dil ne tuje pukaara hai

(ya zehra) x4

4. tera darbaar wo sakhi dar hai, har farishta jahaan gadaagar hai,

tere makrooz asmaan waale tera makrooz har sikandar hai

(ya zehra) x4

5. (ay meri bibi) x2

tu sakhi hai tere bache bhi, ek raahi nahi gawaahi me jag ye saara hai

(ya zehra) x4

6. farshe majlis pe aur musalle par, har jawaa keh raha hai roro kar,

ham rahe na rahe magar bibi, ta qayamat rahe game sarwar

(ya zehra) x4

7. (ay meri bibi) x2

tere bacho ka gham manaa te hai, apni awlaad se kahi barke gham ye pyara hai

(ya zehra) x4

8. karz makrooz ka adaa karde, mufliso ka naseeb wa karde,

jinki godi bhari nahi bibi unko awlaad tu ataa karde

(ya zehra) x4

9. (ay meri bibi) x2

bas tuhi muraad deti hai, teri chawkhat dare ilahi ka isti araa hai

(ya zehra) x4

10. farz momin se gham juda karde, bas ghame karbela ataa karde,

be khataa kayd me hai jo momin, mojize se unhe rihaa karde

(ya zehra) x4

11. (ay meri bibi) x2

gham koyi hussainiyo ko na de, jo hussaini hai tere baba ko jaan se pyaara hai

(ya zehra) x4

12. un shaheedo ka ye mukadar hai, sayibaan inka teri chadar hai,

unke sino pe ay meri bibi daaghe maatam nishaane haider hai

(ya zehra) x4

13. (ay meri bibi) x2

khuld me shaheed jab jaye, teri awaaz aaye aane do ye hamaara hai

(ya zehra) x4

14. majlise gham me ashk barsaane, aasake ya nahi khuda jaane,

kya bharosa hamaari saanso ka, ab kahaa ham kahaa azaa khaane

(ya zehra) x4

15. (ay meri bibi) x2

ashke gham teri amaanat hai, teri awlaad ke hi gham ne hame sawaara hai

(ya zehra) x4

16. tujko ummat ne yu sataaya hai, marghe mohsin pe bhi rulaaya hai,

tujko baba ke baad ummat ne, haaye darbaar me bulaaya hai

(ya zehra) x4

17. (ay meri bibi) x2

kitne sadme utha hai tune, ji te ji tujko meri shehzadi gham ne maara hai

(ya zehra) x4

18. (ay meri bibi) x2

tere darpe sar jukaa te hai, har hussaini ka tere tukro pe hi guzaara hai

Warke matam sha (Fatema zehra) x2 Aalame walaa (Fatema zehra) x2 Mere man maula (Fatema zehra) x2 Sarware zehra (Fatema zehra) x2 Aaha wawayla

Yaa Zehra Yaa Zehra

1.ai meri bibi x 2
Tere dar pe istegasa hai
Tera mamnoon meri shehzadi ye jaha saara hai

2.tu hame hifz aur ama dede
Apni chadar ka saebaan dede
Teri qudrat me kya nahi bibi
Tu jise chahe do jaha dede.

3.ai meri bibi
Ansuo me dua mangi hai
Teri tasbeeh hee padh k dilne tujhe pukara hai

4.tera darbar wo sakhi dar hai
Har farishta jaha gadagar hai
Tere makrooz aasmawale
Tera makrooz har sikandr hai

5.ai meri bibi
Ashq e gum teri amanat hai
Teri aulad k hee gam ne hame sawara hai

6.majlis e gum me ashq barsane
Aa sake yaa nahi khuda jaane
Kya bharosa humari sanso ka
Kal kaha hum kaha aza khaane

7.tujhko ummat ne yoo sataya hai
Marge mohsin pee bhi rulaya hai
Tujhko baba k baad ummat ne
Haaye darbar me bulaya hai

8.ai meri bibi
Itne sadme uthaye hai tune
Jeete ji tujko meri shehzadi gumne mara hai

9.Farshe majlis pe aur musalle pr
Har jawan keh raha hai ro-ro kar
Hum rahe na rahe magar bibi
Ta Qayamat rahe gam-e-sarwar

10.ai meri bibi
Bas tu hee muraad deti hai
Teri chaukhat dar e Elahi ka istehara hai

11.tere bachcho se jisko pyar nahi
Wo tere gum ka talabgaar nahi
Khel samjhe na wo tere gum ko
Ye ibadat hai karobaar nahi

12.karbala me teri shabi bankar
Apne baba ki zindagi bankar
Tera bachpan hai sakina bibi
Aur jawani hai Zainab e muztar

13.waqt e Akhir hai bas mera bibi
Anginat hai mere guna bibi
Wasta tujhko tere bachcho ka
Bakshwana mere gunaah bibi.

14.Hai yahi mazhar abedi ki dua
Tere bachcho ka gum rahe zinda
Saath irfan k rahe jari
Tere sadqe me karwane aza.ID...

Ye kafela layja

Ale nabi ka kafela, jab shaam ko chala.

Kehne lagi hussain se.

Hamshir alvidaa.

Ane lagi ik lashaye be sar se ye sadaa

(Ye kafela layja zainab, kafela layja) x2

(Maine basayi karbala) x3

Tu shaam ko basaa

(Ye kafela layja zainab, kafela layja) x2

1. Kuch gham na kar jo raah me sehne hai sakhtiya

Sajaad mera kafele ka honga sarwan

(neze pe tere saath hi) x3

jayenga sar mera

(Ye kafela layja zainab, kafela layja) x2

2. Shiri ka ghar bhi raah me aayenga ay bahan

Tujko agar pehchan na paye wo purmehen

(kehna ke pura hogaya) x3

waada ye gham zadaa

(Ye kafela layja zainab, kafela layja) x2

3. Ay zainab teri raah me ayenga ek makaam

Hatim bulaayenga wahaa le le ke sabkaa naam

(karna wahaa bhi sabr tu) x3

karna na bad duwaa

(Ye kafela layja zainab, kafela layja) x2

4. Aysi bhi manzil raah me ayengi nawha ghar

Uthegi teri simt jo na paak har nazar

(quraan sunayenga wahi) x3

neze pe sar mera

(Ye kafela layja zainab, kafela layja) x2

5. ek aysi basti ayengi kuch pehle shaam se

takseem hongi chaadare rahib ki naam se

(phir chinlenge chaadare) x3

aakar wo ashkiya

(Ye kafela layja zainab, kafela layja) x2

6. Ay behna tera raah me hoga ye haal bhi

Bache judaa hojayenge jismo se khaal bhi

(har ghaam tere haal pe) x3

rowengi sayidaa

(Ye kafela layja zainab, kafela layja) x2

7. Ja zainab ja abaad kar zindaane shaam ko

Zainab sulaadena wahi us tishna kaam ko

(jiske gohar bhi chingaye) x3

Daman bhi hai jalaa

(Ye kafela layja zainab, kafela layja) x2

8. Shahzadi meri shaam se aye jo karbala

Kartithi apne bhayi ki markad pe ye buka

(zindaan basaa ke aagayi) x3

tumne jo ye kahaa

(Ye kafela layja zainab, kafela layja) x2

Ay Zuljana Ay Zuljana

Rahawari ke sumo se lipat kar. Karti thi bain Bali Sakina.

(Ay Zuljana Ay Zuljana)x2

Ran me na baba ko lay ke jaa

  • Kya tuje maloom nahi dasht hai kaisa jo bhi gaya hai wo palat kar nahi aya

Ab man le kehna baba kona layja

Kehti hai Sakina

(Ay Zuljana Ay Zuljana)x2

  • Meine watan tashna dahan or ye mazalim aise bure wakt me tujpe he ye lazim

Ab man le kehna baba kona layja

Kehti hai Sakina

(Ay Zuljana Ay Zuljana)x2

  • Ek kadam tune barhaya jo yahan se bali sakina bhi guzar jayengi jaa se Ab man le kehna baba kona layja

Kehti hai Sakina

(Ay Zuljana Ay Zuljana)x2

  • Dekh tere peiro se lipti hai sakina Dur agar mujse huwe shah e madina

Ab man le kehna baba kona layja

Kehti hai Sakina

(Ay Zuljana Ay Zuljana)x2

  • Kitne naye zakhm muje denge sitamgaar baap ka saya jo utha aspe wafa dar

Ab man le kehna baba kona layja Kehti hai Sakina

(Ay Zuljana Ay Zuljana)x2

  • Dekh zara koyi mere paas nahi hai tujko yatimi ka bhi ehsas nahi hai.

Ab man le kehna baba kona layja

Kehti hai Sakina

(Ay Zuljana Ay Zuljana)x2

  • Muj se bichar jayenga jab baap ka sina Khakh pe soyengi bhala kaise sakina

Ab man le kehna baba kona layja

Kehti hai Sakina

(Ay Zuljana Ay Zuljana)x2

  • Darde judayi bhi sahan tashna labi bhi mai tera ehsan na bhoolungi khabhi bhi

Ab man le kehna baba kona layja

Kehti hai Sakina

(Ay Zuljana Ay Zuljana)x2

  • Mai mera tan tashna dahan aur ye mazalim. Aise bure wakht me tujpe hai ye lazim

Ab man le kehna baba kona layja

Kehti hai Sakina

(Ay Zuljana Ay Zuljana)x2

  • Ek kadam tune barhaya jo yahan se bali sakina bhi guzar jayengi jaa se

Ab man le kehna baba kona layja

Kehti hai Sakina

(Ay Zuljana Ay Zuljanah) x2

No comments:

Post a Comment