Hussain Hussain…
Arbaeen Arbaeen Arbaeen Ul Hussain
Labbaika Yabna Zahra Labbaika Ya Hussain
Arbaeen Arbaeen Arbaeen Ul Hussain
Hum Jis Se Zinda Hain Woh Azadari Hai
Yeh Azadari To Ek Zimmedari Hai
Aur Jo Zawwaron Ki Yeh Khidmat Gaari Hai
Mehdi Ky Lashkar Ki Yeh Bhi Tayyari Hai
Chahay Yeh Ghar Jalay Chahay Yeh Sar Katay
Roky Ruky Ga Na Yeh Qafila
Arbaeen Arbaeen Arbaeen Ul Hussain
Labbaika Yabna Zahra Labbaika Ya Hussain
Hussain Hussain
Yaumoka yamullah, yaumo ashoora
La yaumun la yaumun Ya Aba Abdillah
Hussain...
Ahadum minna ya Hussain qasamandi yaumuddin
No'tiddam al hazir indaka fil arbaeen
Antal baladul ameen antal hablul mateen
Anta daleelun ala seratullah
Hussain Hussain
When You Were Killed Hussain
Angels Complained In Pain
Will His Blood Stain In Vain
To Them Allah Explain
Justice Will Be Imposed
Unjust Will Be Exposed
And Mehdi Will Be Disclosed To Maintain Justice
Arbaeen Arbaeen Arbaeen Ul Hussain
Arbaeen Arbaeen Arbaeen Ul Hussain
Labbaika Yabna Zahra Labbaika Ya Hussain
Yeh Sooye Karbala Paidal Jo Chalna Hai
Sajjad O Zainab Ki Ghurbat Ka Pursa Hai
Manzar Yeh Baatil Ki Neenden Udata Hai
Labbaika Ya Hussain Ka Har Soo Nara Hai
Ya Taziyat Hussain Teri Nusrat Hussain
Hai Yeh Payam E Aza O Wila
Arbaeen Arbaeen Arbaeen Ul Hussain
Labbaika Yabna Zahra Labbaika Ya Hussain
Haye haye shaam - 2
Babe di nabuwat layi jiwe darbaar gayi zahra
Haa inj piyo di wilayat layi, dhiyaan wich shaam bazaarne gaiyya
Dhiyaan, Haider diya dhiyaan, Haider diya dhiyaan - 2
shabir sadavan layi, Sajjad bachavan layi
darabara chey gaiyyan
Dhiyaan, Haider diya dhiyaan, Haider diya dhiyaan - 2
Abid no ae fikraa san na waal nazar aavan
zainab no ae socha san edhi saawaa na muk jaawan
bazarede modate Sajjad de zainab ne band rakhiya ne ankhiyaan
Dhiyaan, Haider diya dhiyaan, Haider diya dhiyaan - 2
chayii raakh jo jhulay di besheer di amdi ne
hathaan te laeena ne barsaye bade korray
maa zakhmi te hondi rai Asghar di nishani layi band rakhiyaan ne muthiyaan
Dhiyaan, Haider diya dhiyaan, Haider diya dhiyaan - 2
Haye akbar - 3
ae vayn si lailah da mehmal ton kive utri
ae sochia nai Akbar galian choo kive guzri
mein shaam day safraa vich naizay te tere sir nu bas vekhdi raiyyan
Dhiyaan, Haider diya dhiyaan, Haider diya dhiyaan - 2
har amdi di hasrat ae jadon laal jawaa huvay
sang odeya phuppiyan day maa lave onu sehrey
par farwa ne na jane kinj gathrhi chay banya ne sehrey deyan ladiyan
Dhiyaan, Haider diya dhiyaan, Haider diya dhiyaan - 2
haaye aakhe ruqqia ro ke aulaad karaan sadqy
Main zalima nu Abid maran nah dendi korray
haye ummul baneen di dhi, inj ho gayi ae qaidi, paiyya bawache rasiyaan
Dhiyaan, Haider diya dhiyaan, Haider diya dhiyaan - 2
Shaam haye haye shaam
Dardi si jaddon bibi zalim day tamache ton - 2
o maar da si jaake masooma di phuppiyaan nu
Phuppiyaan nu bachawan layi, rukhsara te rakhiyaan nai masooma ne talyaan
Dhiyaan, Haider diya dhiyaan, Haider diya dhiyaan - 2
tatheer day wede to kadi baar nah jo gaiyyan
o shaam day vich akbar paiyaan sundiya san jhidkaa
babey di wilayat layi har zulm nu seh gaiyyan Nazaan deyan palyaan
Dhiyaan, Haider diya dhiyaan, Haider diya dhiyaan - 2
------------------------------------------------------------
دھیاں ØÛŒØ¯Ø±Ø‘ دیاں دھیاں
شبیرؑ سڈاون لئی، سجادؑ بچاون لئی
درباراں چے گئیاں
عابدؑ نو اے Ùکراں سن نا وال نظر آون
زینب نو اے سوچاں سن ایدھی سانواں نا مک جاون
بازاراں تے مڑاتےسجادؑ نے زینب نےبند رکھیاں نے اکھیاں
چائی راکھ جو جھولے دی بے شبیرؑ دی امڑی نے
ÛØªÚ¾Ø§Úº تے لعیناں Ù†Û’ برسائے بڑے Ú©ÙˆÚ‘Û’
ماں زخمی تے Ûوندی رئی اصغرؑ دی نشانی لئی بند رکھیاں Ù†Û’ مٹھیاں
اے وین سی Ù„ÛŒÙ„ÛØ‘ دا Ù…Ûمل توں کیویں اتری
اے سوچیا نئی اکبرؑ گلیاں چوں کیویں گزری
میں شام دے Ø³ÙØ±Ø§Úº ÙˆÚ† نیزے تے ترے سر نوں بس ویکھدی رئیاں
ÛØ± امڑی دی ØØ³Ø±Øª اے جدوں لال جواں Ûووے
سنگ اودھیاں بھیناں دے ماں لاوے اونوں Ø³ÛØ±Û’
پر ÙØ±ÙˆØ§Û Ù†Û’ نا جانے کنج Ú¯Ù¹Ú¾Ú‘ÛŒ Ú† بنیاں Ù†Û’ Ø³ÛØ±Û’ دیاں لڑیاں
Ø¢Ú©Ú¾Û’ Ø±Ù‚ÛŒÛØ‘ رو Ú©Û’ اولاد کراں صدقے
ظالم شمر نوں عابدؑ مارن Ù†Û Ø¯ÛŒÙ†Ø¯ÛŒ Ú©ÙˆÚ‘Û’
ام البنینؑ دی دھی انج ÛÙˆ گئی اے قیدی پئیاں بانواں Ú† رسیاں
ڈردی سی جدوں بی بی ظالم دے تماچے توں
او مارداسی جاکے Ù…Ø¹ØµÙˆÙ…Û Ø¯ÛŒ پھپھیاں نوں
پھپیاں نو بچاون لئی رخساراں تے رکھیاں نئی Ù…Ø¹ØµÙˆÙ…Û Ù†Û’ تلیاں
تطÛیر دے ویڑھے توںکدی بار Ù†Û Ø¬Ùˆ گئیاں
او شام دے وچ اکبرؔ پئیاں سندیاں سن جھڑکاں
بابے دی ولائیت لئی ÛØ± ظلم نوں سÛÛ Ú¯Ø¦ÛŒØ§Úº نازاں دیاں پلیاں
Sayyeda, Tahera, Haay Maa Zahra
Hasan Hussain Ki Zakhmi Ghareeb Maa Zahra.
Tamachay Khati Hai Beton Ke Darmiyaan Zahra.
Kamar Ke Sath Shikasta Hoye Hain Bazu Bhi. - 2
Tumhari Tooti Nahi Sirf Pasliyaan Zahra.
Jo Sans Leti Hai Pehlu Mein Dard Bharta Hai. - 2
Keh Ab Tu Le Bhi Nahi Sakti Hichkiyaan Zahra.
Tamacha Mara Hai Zalim Ne Iss Tarha Tum Ko. - 2
Zameen Pe Toot Ke Bikhari Hain Baliyaan Zahra.
Haaye sayyeda...
Hasan Hi Jane Keh Masjid Se Ghar Tak Aate Hoye. - 2
Tamachay Kha Ke Giri Hai Kahan Kahan Zahra.
Chupaye Kaisay Ali Ki Nigah Se Fizza. - 2
Tere Lahu Se Bhira Hai Tera Makaan Zahra.
Kuch Our Hai Dushwari Sans Lainay Mein. - 2
Kahin Jo Sunti Hai Bachoon Ki Siskiyaan Zahra.
Ali Se Poch Rahe Hain Hussain Rotay Hoye. - 2
Kya Taziyane Ke Qabil Hai Meri Maa Zahra.
Koi Salam Ka Deta Nahi Jawab Ossay. - 2
Hai Tanha Fatah-e-Khaybar Ki Qadar Daan Zahra.
Bacha Ke Layi Hai Khanjar Talay Se Apna Imam. - 2
Bari Ameer Thi Zainab Tumhari Maa Zahra.
Hussain tadpe takallum Na Kyun Tah-e-Khanjar. - 2
Tumhare Hath Pe Durron Ke They Nishaan Zahra.
Zuljanah aye zuljanah - 3
Mere baba ke zuljanah - 6
kehti thi yeh sakeena, zakhmi kyun hai tu itna
maqtal mein kya huwa bata, zuljanah
itna bata day kyun ghabraya hai tu
kyun mere baba ko chhod aaya hai tu
tairay qadmon ki jab aawaz aayi
mein yeh samjhi baba ko laya hai tu
na ghazi hai na bhaiya, haaye baba ka lasha
maqtal se kaun laaye ga
tairay qadmon mein yeh gir kar kaha tha
na le ja baba ko mere na le ja
tanha baba ko jo jane diya tha
teri wafa pay tha mujhko bharosa
tujh ko ghazi ki qasam, rakh le wafa ka bharam
tanha kyun lauta hai bata
rukhsat baba ki na bhooli sakeena
aakhri baar jo soi sakeena
aaker yeh khwab mein dadi pukaari
bhejo Hussain ko bali sakeena
tab se bichri hon dekho, jane na deti unn ko
gar mujh se kehti na Zahra
gham kitne tootay ghareeb al watan par
naizay chalay hain kya unn ke badan par
sir to utha teri aankhon mein daikhoon
kya kya sitam hue shahe Zaman par
aansoon rawan hain tairay baba kahan hain mere
kyun hai khamosh yeh bata
yeh Zahra jane ya Allah jane
mere baba thay jane kab se pyase
ankhen tumhari mujh se keh rahi hain
maqtal se tum bhi ho pyase hi lautay
mujh ko yaqee hain mere baba ne tum se pehlay
pani kahan piya hoga
mujh ko taapon ki jo aati hai sada
wehshat se phat'ta hai kaleja mera
charon taraf hai zaalimon ka pahra
tanha hain run mein mere pyase baba
Lasha pamaal na ho, jaake bachalay unn ko
Mai bhi marjaungi warna
lootay nah khaimon ko aa kar sitamgar
haaye chhin jaye nah phuppiyon ki chadar
kis ko pukarungi itna bata day
zalim jab khechega kano ne se gohar
kon hai ab hamara koi nahi sahara
lut jaye ga mera kunba
kehti hai karbala darwaysho zeeshan
rota raha sir jukaye zuljanah
kaisay sakeena ke baba ko laaye
chaane lagi hai ab shame gharibaan
rakh ke qadmon mein sir ko, girgya khaak par woh
sun kar sakeena ka nauha
------------------------------------------------
میرے بابا Ú©Û’ ذوالجناØ
Ú©ÛØªÛŒ تھی ÛŒÛ Ø³Ú©ÛŒÙ†Û ØŒ زخمی کیوں Ûےتو اتنا
مقتل میں کیا Ûوا بتا ØŒ ذوالجناØ
اتنا بتا دے کیوں گھبرایا ÛÛ’ تو
کیوں میرے بابا Ú©Ùˆ چھوذ آیا ÛÛ’ تو
تیرے قدموں کی جب آواز آئی
میں ÛŒÛ Ø³Ù…Ø¬Ú¾ÛŒ بابا Ú©Ùˆ لایا ÛÛ’ تو
نا غازی ÛÛ’ نا بھیا، ÛØ§Ø¦Û’ باباکالاشÛ
مقتل سے کون لائے گا
تیرے قدموں میں ÛŒÛ Ú¯Ø± کر Ú©ÛØ§ تھا
نا لے جا بابا کو تو نا لے جا
ØªÙ†ÛØ§ بابا Ú©Ùˆ جو جانے دیا تھا
تیری ÙˆÙØ§ Ù¾Û ØªÚ¾Ø§ مجھکو بھروسÛ
تجھ Ú©Ùˆ غازی Ú©ÛŒ قسم ØŒ رکھ Ù„Û’ ÙˆÙØ§ کا برÛÙ…
ØªÙ†ÛØ§ کیوں لوٹا ÛÛ’ بتا
زخصت بابا Ú©ÛŒ نا بھولی سکینÛ
آخری بار جو سوئی سکینÛ
آکے ÛŒÛ Ø®ÙˆØ§Ø¨ میں دادی پکاری
بھیجو ØØ³ÛŒÙ†Ø‘ Ú©Ùˆ بالی سکینÛ
تب سے بچھڑی ÛÙˆÚº دیکھو، جانے نا دیتی اÙÙ† Ú©Ùˆ
گر مجھ سے Ú©ÛØªÛŒ نا Ø²ÛØ±Ø§
غمرکتنے ٹوٹے غریب الوطن پر
نیزے Ú†Ù„Û’ Ûیں کیا اÙÙ† Ú©Û’ بدن پر
سر تو اٹھا تیری آنکھو ں میں دیکھوں
کیا کیا ستم Ûوئے شاÛ٠زمن پر
آنسوں رواں Ûیں تیرے بابا Ú©ÛØ§Úº Ûیں میرے
کیوں ÛÛ’ خاموش ÛŒÛ Ø¨ØªØ§
ÛŒÛ Ø²ÛØ±Ø§ جانے یا Ø§Ù„Ù„Û Ø¬Ø§Ù†Û’
میرے بابا تھے جانے کب سے پیاسے
آنکھیں تمھاری مجھ سے Ú©ÛÛ Ø±ÛÛŒ Ûیں
مقتل سے تم بھی ÛÙˆ پیاسے ÛÛŒ لوٹے
مجھ Ú©Ùˆ یقیں Ûیں میرے بابا Ù†Û’ تم سے Ù¾ÛÙ„Û’
پانی Ú©ÛØ§Úº پیا Ûوگا
مجھ Ú©Ùˆ ٹاپوں Ú©ÛŒ جو آتی ÛÛ’ صدا
ÙˆØØ´Øª سے پھٹتا ÛÛ’ Ú©Ù„ÛŒØ¬Û Ù…ÛŒØ±Ø§
چاروں طر٠ÛÛ’ ظالموں کا Ù¾ÛØ±Ø§
ØªÙ†ÛØ§ Ûیں رن میں میرے پیاسے بابا
Ù„Ø§Ø´Û Ù¾Ø§Ù…Ø§Ù„ نا Ûو، جاکے بچالے اÙÙ† Ú©Ùˆ
میں بھی مرجاوں Ú¯ÛŒ ورنÛ
لوٹے Ù†Û Ø®ÛŒÙ…ÙˆÚº Ú©Ùˆ Ø¢ کر ستمگر
ÛØ§Û’Ú†Ú¾Ù† جائے Ù†Û Ù¾Ú¾Ù¾ÛŒÙˆÚº Ú©ÛŒ چادر
کس کو پکارونگی اتنا بتا دے
ظالم جب کھینچیگا کانو نےسے Ú¯ÙˆÛØ±
کون ÛÛ’ اب Ûمارا کوئی Ù†Ûیں Ø³ÛØ§Ø±Ø§
لٹ جاےگا میرا کنبÛ
Ú©ÛØªÛŒ ÛÛ’ کربلا درویشؔ Ùˆ ذیشانؔ
روتا Ø±ÛØ§ سر جھکائے ذوالجناØ
کیسے Ø³Ú©ÛŒÙ†Û Ú©Û’ بابا Ú©Ùˆ لائے
چھانے Ù„Ú¯ÛŒ ÛÛ’ اب شام٠غریباں رکھ Ú©Û Ù‚Ø¯Ù…ÙˆÚº میں سر Ú©Ùˆ
گرگیا خاک پر ÙˆÛ Ø³ÙÙ† کر Ø³Ú©ÛŒÙ†Û Ú©Ø§ نوØÛ
Wa ghurbata, wa musibata - 2
Sheh Ko Yun Abbas Ka Bikhra Hua Lasha Mila
Do Burida Bazoun Kay, Sath Mashkiza Mila
Sheh Ko Yun Abbas Ka Bikhra Hua Lasha Mila
Bibiyun May Waa Hijaba Ka Ajab Kohram Tha
Raastay May Bawafa Ka, Jab Kata Shana Mila
Hath Malty Rah Gaye Shabbir Aur Zainab Dasht May
Aik Ghatri May Simmat Kar, Maa Ko Jab Dolha Mila
Jis Ka Jee Chaha Sakina Ko Tamachay Marta
Yunh Musalmano Sy Us Ko, Baap Ka Pursa Mila
Muthiyan Kholi Gayi Bano Ki Jab Marne Kay Baad
Raakh Jholey Ki Mili Aur, Khoon Bhara Kurta Mila
Boli Zainab Qaid Khane Ki Ghutan Apni Jaga
Shukr Hay Syedaniyun Ko, Kam Say Kam Parda Mila
Bebasi Sy Gir Gaye Shabbir Jalti Rait Pr
Lasha E Akber Per Jis Dam, Qasid E Sughra Mila
Uth Gaye Tazeem May Ummul Baneen Kay Laal Ki
Naam Lay Ker Koi Abid, Say Ju Ghazi Ka Mila
Hum Nay Bas Darvaish Mangi Marzi E Mola E Hussain As
Warna Dar Say Bawafa Kay, Jis Nay Ju Manga Mila
Saiyyada - 2
Abad wallah ya zahra ma ninsa hussaina - 2
Matami mujko banaya Apne mazloom ka
Shukriya Ya Fatima(a.s)
Meri Matti Main Bhi Rakh di (2)
Apny Khaak-e-shifa, Shukria Ya Fatima(a.s)
Matami muj ko banaya Apny mazloom ka
Shukriya Ya Fatima(a.s)
Matami mujko banaya apne mazloom ka
Shukriya Ya Fatima(a.s)
Jab Bichaya Farsh-e-matam hazrate shabbir(a.s) ka
Pursa lene Qabr say aayi mery ghar Fatima(a.s)
Yeh mera kaccha makan bhi rashqe jannat ho gaya
Shukriya Ya Fatima(a.s)
Matami mujko banaya apne mazloom ka
Shukriya Ya Fatima(a.s)
Dil Bhatakta tha mera duniya ke gham main darbadar
Aap ne kar ke meri kotahiyo ko darguzar
bakshvane ke liye Karbobala bulwa leya
Shukriya Ya Fatima(a.s)
Matami mujko banaya apne mazloom ka
Shukriya Ya Fatima(a.s)
Zulm ka ayvaan khutbo se giraya apny
haq miley ya na miley sir na jukaya apny
nusrate mazloom ka humko dekhaya raasta
Shukriya Ya Fatima(a.s)
Matami mujko banaya Apny mazloom ka
Shukriya Ya Fatima(a.s)
Haye ali mola ali haye ali mola ali
Jab bandi gardan main rasi shahe khabargir ke - 2
Apne waali ko bachaya zalimo se apne
Hashr tak haider ke lab per hai tabhi ye marsiya
Shukriya Ya Fatima(a.s)
Matami mujko banaya Apne mazloom ka
Shukriya Ya Fatima(a.s)
Ehterame Fatima (a.s) ka ya mila usko sila
Uska qad bhi Anbiya sy ek lamhay main badha
Rukh baqaiya ki taraf karke ye di hur ne sada
Shukriya Ya Fatima(a.s)
Matami mujko banaya Apne mazloom ka
Shukriya Ya Fatima(a.s)
Jaake balwe me bachaya ismate shabbir ko
Tarbiyat yu aapne di zainabe dilgeer ko
Meri behno ko bhi parde ka saliqa aa gaya
Shukriya Ya Fatima(a.s)
Matami mujko banaya Apne mazloom ka
Shukriya Ya Fatima(a.s)
Jab suni maa ne madine me ye zainab se khabar
Hogaye shabbir pe qurbaan uske sab pisar
Kehke ye ummul baneen ne shukr ka sajda kiya
Shukriya Ya Fatima(a.s)
Matami mujko banaya Apne mazloom ka
Shukriya Ya Fatima(a.s)
Haayee...
Dekhte hai ek hasrat se teri tuti lahad -2
Aur bhala darwaish kya hogi kareemi ki sanad
Tune har ek matami ka dil baqaiyya kar diya
Shukriya Ya Fatima(a.s)
Matami mujko banaya Apne mazloom ka
Shukriya Ya Fatima(a.s)
Saiyyada - 2
Abad wallah ya zahra ma ninsa hussaina - 2
Matami mujko banaya Apne mazloom ka
Shukriya Ya Fatima(a.s)
Meri Matti Main Bhi Rakh di (2)
Apny Khaak-e-shifa, Shukria Ya Fatima(a.s)
Matami muj ko banaya Apny mazloom ka
Shukriya Ya Fatima(a.s)
Matami mujko banaya apne mazloom ka
Shukriya Ya Fatima(a.s)
Jab Bichaya Farsh-e-matam hazrate shabbir(a.s) ka
Pursa lene Qabr say aayi mery ghar Fatima(a.s)
Yeh mera kaccha makan bhi rashqe jannat ho gaya
Shukriya Ya Fatima(a.s)
Matami mujko banaya apne mazloom ka
Shukriya Ya Fatima(a.s)
Dil Bhatakta tha mera duniya ke gham main darbadar
Aap ne kar ke meri kotahiyo ko darguzar
bakshvane ke liye Karbobala bulwa leya
Shukriya Ya Fatima(a.s)
Matami mujko banaya apne mazloom ka
Shukriya Ya Fatima(a.s)
Zulm ka ayvaan khutbo se giraya apny
haq miley ya na miley sir na jukaya apny
nusrate mazloom ka humko dekhaya raasta
Shukriya Ya Fatima(a.s)
Matami mujko banaya Apny mazloom ka
Shukriya Ya Fatima(a.s)
Haye ali mola ali haye ali mola ali
Jab bandi gardan main rasi shahe khabargir ke - 2
Apne waali ko bachaya zalimo se apne
Hashr tak haider ke lab per hai tabhi ye marsiya
Shukriya Ya Fatima(a.s)
Matami mujko banaya Apne mazloom ka
Shukriya Ya Fatima(a.s)
Ehterame Fatima (a.s) ka ya mila usko sila
Uska qad bhi Anbiya sy ek lamhay main badha
Rukh baqaiya ki taraf karke ye di hur ne sada
Shukriya Ya Fatima(a.s)
Matami mujko banaya Apne mazloom ka
Shukriya Ya Fatima(a.s)
Jaake balwe me bachaya ismate shabbir ko
Tarbiyat yu aapne di zainabe dilgeer ko
Meri behno ko bhi parde ka saliqa aa gaya
Shukriya Ya Fatima(a.s)
Matami mujko banaya Apne mazloom ka
Shukriya Ya Fatima(a.s)
Jab suni maa ne madine me ye zainab se khabar
Hogaye shabbir pe qurbaan uske sab pisar
Kehke ye ummul baneen ne shukr ka sajda kiya
Shukriya Ya Fatima(a.s)
Matami mujko banaya Apne mazloom ka
Shukriya Ya Fatima(a.s)
Haayee...
Dekhte hai ek hasrat se teri tuti lahad -2
Aur bhala darwaish kya hogi kareemi ki sanad
Tune har ek matami ka dil baqaiyya kar diya
Shukriya Ya Fatima(a.s)
Matami mujko banaya Apne mazloom ka
Shukriya Ya Fatima(a.s)
No comments:
Post a Comment