Sunday, 16 February 2025

Nadeem Sarwar (2018)

Abbas...
Baawafaa Ya Abbas....
Abbas, abbas, abbas, abbas..(2)

Mehfooz qaafela Hai Abbas Jo zindaa Hai
Abhi door karbala Hai..(3), Abbas Jo zindaa Hai

1) Is noori ka arwaa mey noori amaariyaa hai
Noori amaariyo mey (noori sawaariyaa Hai)..(2)
Sarr par Alam khulaa Hai, Abbas Jo zindaa Hai

2) Naa mehramo ka majmaa hat-hat key Hai guzarta
Pehrey mey baawafaa ke (Taiy horaha Hai rastaa)..(2)
Kya shaan o dabdabaa Hai, Abbas Jo zindaa Hai

3) Abbas jaisa Bhai saalaar kaarwaa Hai
Boley Husain mujhko (phir koi ghum kahaa Hai)..(2)
Har ghum ki ye dawaa Hai, Abbas Jo zindaa Hai

4) Zainab hayaa ki malka kulsoom aur ruqayya
Laila, rabaab, farwaa, (kubraa, Sakina, fizza)..(2)
Har Bibi baaridaa Hai, Abbas Jo zindaa Hai

5) Asgar se khelti Hai khush Hai bohat sakina
Jab chaahti Hai Sona (Hai baba jaa ka seena)..(2)
Ghum se na aashna Hai, Abbas Jo zindaa hai

Haider maula.. haider maula..(4)
haidariyam qalandaram mastam
banda e murtaza Ali hastam
pesh waye tamaam rindaanam
ke sage --2
kue shere yazdanam

maste wilaye haidaram dum hamadam ya ali--2
tu jehaze dilbaram ---2
dumhamadam ya Ali
haider haider ya maula--2

jab haq se karoge pyaar to kehna padta hai----2
dil ishq mein ho sarshar to kehna padta hai

haider haider ya maula ----2
jab haq se karoge pyaar to kehna padta hai----2

noorullah
waliullah
asadullah
aynullah
aayatullahil uzma jaanam

haider haider ya maula---3
haider maula---4

1. Dooba jo ali ke jalwo'n mein ek ajab nazaara dekha hai
hubdaar ali ke baithe hain har lab pe ali ka naara hai
miqdad, abuzar jhoomte hain salman qaside padhta hai
sab jaam ali ke peete hain aur saqiye kausar maula hai
ho aisa sakhi darbaar to kehna padta hai...
dil ishq mein ho sarshar to kehna padta hai

haider haider ya maula---2
jab haq se karoge pyaar to kehna padta hai
dil ishq mein ho sarshar to kehna padta hai

noorullah
waliullah
asadullah
aynullah
aayatullahil uzma jaanam

haider haider ya maula---3
haider maula---2

2. Yeh sare nazare ishq ke hain majlis matam sab ishqe ali
yeh nauhakhwan yeh shaal e azaa hatho'n mein alam sab ishq e ali
zawwaar yeh shah e karbobala yeh jaho hasham sab ishqe ali
hamrah namaaz k farsh e Azaa mazloom ka gham sab ishqe ali
ho lashkre gham tayyar to kehna padta hai
dil ishq mein ho sarshar to kehna padta hai

haider haider ya maula --2

jab haq se karoge pyaar to kehna padta hai
dil ishq mein ho sarshar to kehna padta hai

noorullah
waliullah
asadullah
aynullah
aayatullahil uzma jaanam

haider haider ya maula---2
haider maula---4

maste wilaye haidaram dum hamadam ya Ali--2
tu jahaze dilbaram ---2 damhamadam ya Ali
haider haider ya maula ---2
haider maula----4

3. Na chhed malangan e haider inhen inke haal pe rehne de
inhe dar pe Ali ke jeene de inhe maula maula karne de
inhe maula maula karne de.....
har su hain maula jalwagar inka deedar to karne de
mahol hai saara noorani is noor ko aur nikharne de
jab aisi ho sarkar to kehna padta hai
dil ishq mein ho sarshar to kehna padta hai
haider haider ya maula----2

noorullah
waliullah
asadullah
aynullah
aayatullahil uzma jaanam

haider haider ya maula---2
haider maula---2

maste wilaye haidaram dum hamadam ya Ali--2
tu jahaze dilbaram ---2
dum hamadam ya Ali

haider haider ya maula ---2
haider maula----2

4. Mera tan man dhan mera zauqe sukhan meri jaan jawani ya haider
mere dil mein sadaa jagmag jagmag mere rab ki nishani ya haider
meri rab ki nishani ya haider ---
mere dum mein hai dum ... dum goonj rahi awaaz e qurani ya haider
haan mere badan mein bol rahi mere khoon ki rawaani ya haider
mere khoon ki rawaani ya haider ....
ho itna haseen kirdar to kehna padta hai

dil ishq mein ho sarshar to kehna padta hai
haider haider ya maula ---2

jab aisi ho sarkar to kehna padta hain
dil ishq mein ho sarshar to kehna padta hai

ali maula ali ya...

5.Sarkar mere, aaqa mere, aye hadi o rahbar ya maula
aye shamse wilayat, mehre wafa aye saqiye kausar ya maula
meri sajda jahar singhar yeh dil meri rooh ka zewar ya maula
meri rooh ka zewar ya maula-------------
meri deed nazaara noor e nazar.... manzar pase manzar ya maula
mera khwaabo khyalo wird wazeefa soch ka mehwar ya maula
hai wirde zabaa'n maula maula mere rooh ka langar ya maula
haider maula -----2

roohullah
iznullah
babullah
saifullah
baytullah
wajhullah
ahmed ka baradar ----haider maula
imran ka dilbar ----haider maula
zahra ka shauhar ----haider maula
Allah ka lashkar ----haider maula
kaabe ka naya darr ----haider maula
nabiyo ka yawar ----haider maula
maula e qambar ----haider maula
salman ka rehbar ----haider maula
aqa e abuzar ----haider maula
kahe tere sanagar ----haider maula
hum tere naukar ----haider maula
kahe saat samandar ----haider maula
kahe laal qalandar ----haider maula
dam mast qalandar ----haider maula

Koi Nahi Hussain  Ka

Hungaam-e-Asr Ka (Manzar Hai)..(2)
Na Ghazi Na Koi (Lashkar Hai)..(2)

Wa Ghurbataa (Ayi Wa Ghurbata)..(2)

(Koi Nahi Hussain  Ka Beganey Dais Main)..(2)
(Hal Min ki Hai Sada)..(2)x Koi Nahi Hussain  Ka
(Koi Nahi Hussain  Ka Beygane Dais Main)..(2)

Hai Asr Ka Samaa Rota Hai Aasmaan
Hai Aakhri Azaan Gham Sey Hai Neem Jaan
Hussain  Ya Hussain
Hussain  Badshah
Akela Reh Gaya
Wo Ghar Luta Chuka
Bacha Key Dee'n Tera
Khuda Ay Khuda Ay Khuda Ay Khuda
(Kunba Ujad Gaya)..(2) Beygane Dais Main
Koi Nahi Hussain  Ka Beygane Dais Main
(Halmin Ki Hai Sada)..(2) Koi Nahi Hussain  Ka
(Koi Nahi Hussain  Ka Beygane Dais Main)..(2)

Laashey Uthha Chuka Ghar Bhi Luta Chuka
Har Aik Laash Per Aansu Baha Chuka
Hussain  Ya Hussain
Hussain  Badshah
Akela Reh Gaya
Wo Ghar Luta Chuka
Bacha Key Dee'n Tera
Khuda Ay Khuda Ay Khuda Ay Khuda
(Rota Hai Zuljanah)..(2) Beygane Dais Main
Koi Nahi Hussain  Ka Beygane Dais Main
(Halmin Ki Hai Sada)..(2) Koi Nahi Hussain  Ka
(Koi Nahi Hussain  Ka Beygane Dais Main)..(2)

Laakho'n Main Ghir Gaya Mazloom-e-Karbala
Dey Kis Ko Ab Sada Ghazi To So Gaya
Hussain  Ya Hussain
Hussain  Badshah
Akela Reh Gaya
Wo Ghar Luta Chuka
Bacha Key Dee'n Tera
Khuda Ay Khuda Ay Khuda Ay Khuda
(Lashkar Bichhad Gaya)..(2) Beygane Dais Main
Koi Nahi Hussain  Ka Beygane Dais Main
(Halmin Ki Hai Sada)..(2) Koi Nahi Hussain  Ka
(Koi Nahi Hussain  Ka Beygane Dais Main)..(2)

Zainab Ki Thi Sada Aye Wa Musibataa
Nana Tera Hussain  Ghorey Se Gir Gaya
Hussain Ya Hussain
Hussain Badshah
Akela Reh Gaya
Wo Ghar Luta Chuka
Bacha Key Dee'n Tera
Khuda Ay Khuda Ay Khuda Ay Khuda
(Zainab Ki Thi Sada)..(2) Beygane Dais Main
Koi Nahi Hussain  Ka Beygane Dais Main
(Halmin Ki Hai Sada)..(2) Koi Nahi Hussain  Ka
Koi Nahi Hussain  Ka Beygane Dais Main

Wa Ghurbata (Ayi Wa Ghurbata)..3

Labbaik ya hussain..
Jiye shaah hussain, jiye shaah hussain..(2)
zinda jaha'n mein taaba qayamat hai karbala
sadaat e karbala ki amanat hai karbala
duniya ke har ghareeb ki izzat hai karbala
Jiye shaah hussain, jiye shaah hussain..(2)

Jannat e maa karbala, rooh e azaa karbala..(2)
noor e khuda karbala, baab e dua karbala..(2)
khaak e shifa karbala, ghum ki dawa karbala, jannat e maa karbala..(2)
jannat e maa karbala..(6)

Karbobala khoon e Mohammad se saji hai
Karbobala ishq e hussain ibn e ali hai
teri zamee'n mo'alla..(4)
Karbala karbala masha'allah..(4)
tu rahegi sadaa insha'allah..(3)

Mashallah mashallah karbala..(4)

1. Aao chale karbala..(2)
banke safeer e azaa..(2)
sarpe ho parcham khula..(2)
ishq e azaa saath rahe
ashko ki barsaat rahe
haatho mein bus haath rahe
teri zamee'n mo'alla..(4)
nainawa nainawa mashallah..(2)

tu rahegi sadaa insha'allah..(3)
Mashallah mashallah karbala..(4)
Jiye shaah hussain, jiye shaah hussain..(2)
Jiye shaah, jiye shaah..(2)

2. Karbobala khaak thi..(2)
khaak ko izzat mili..(2)
khaak e shifa bangayi..(2)
aaye hussain ibn e ali
surat e gulzar saji
ghazi ki jageer bani
teri zamee'n mo'alla..(4)
marhaba marhaba mashallah..(2)
tu rahegi sadaa insha'allah..(3)

Mashallah mashallah karbala..(4)
Jiye shaah hussain, jiye shaah hussain..(2)
Jiye shaah, jiye shaah..(2)

3. Hum tere zawwar hai..(2)
tere azadaar hai..(2)
khadim e darbaar hai..(2)
nara e labbaik mera
matam e shahe shohada
lo mai chala karbobala
teri zamee'n mo'alla..(4)
shukriya shukriya mashallah..(2)
tu rahegi sadaa insha'allah..(3)

Mashallah mashallah karbala..(4)
Jiye shaah hussain, jiye shaah hussain..(2)
Jiye shaah, jiye shaah..(2)

4. Meri dawa karbala..(2)
meri shifa karbala..(2)
meri baqa karbala..(2)
daulat e maa karbobala
quwwat e maa karbobala
izzat e maa karbobala
teri zamee'n mo'alla..(4)
rehnuma rehnuma mashallah..(2)
tu rahegi sadaa insha'allah..(3)

Mashallah mashallah karbala..(4)
Jiye shaah hussain, jiye shaah hussain..(2)
Jiye shaah, jiye shaah..(2)

5. Aye shahe karbobala..(2)
koi nahi aap sa..(2)
ek hai bus karbala..(2)
sarwar o rehan chalo
leke ye armaan chalo
nazr kare jaan chalo
teri zamee'n mo'alla..(4)
jaane maa jaane maa mashallah..(2)
tu rahegi sadaa insha'allah..(3)

Mashallah mashallah karbala..(4)

Zindabad karbala, zindabad ya hussain..(2)
Jiye shaah, jiye shaah..(2)

Beshak ali ke laal ki mehnat hai karbala
Zehra ke khandaan ki daulat hai karbala
jo bhi yaha'n hussain ka zawwar ban gaya
hurr bangaya koi, koi mukhtaar ban gaya

Karbobala sayebaa', karbobala paasbaa'n, karbobala noor e jaa'n
saari zameeno ki maa
ishq o mohabbat ka nisha'n
farsh pe hai arsh jahaa'n
jannat e arzi ka samaa
dee'n panaah, sajda gaah, madresa, darsgaah, hal yazah, hal ataah

tu hai dayaar e hussain
mashallah mashallah
tu dil e zahra ka chayn
mashallah mashallah
rooh e dil e mashraqain
mashallah mashallah
tere liye har dua
inshallah inshallah
tere liye har sadaa
mashallah mashallah
jaari rahegi sadaa
mashallah mashallah

Karbala karabala..(2)
Hai hamari darsgaah
Karbala karabala
haq ka seedha raasta
Karbala karabala
Ibadato ka raabta
Karbala karabala
har ek hurr ki rahnuma
Karbala karabala
hussainiyat ka madrassa
Karbala karabala
Baqa e harf e laa ilaah
Karbala karabala
Hussain jiska baadshah
Karbala karabala
Hussain jiska baadshah
Karbala karabala
Hussain jiska baadshah
Karbala karabala
Labbaik ya hussain.....

Labbaik ya hussain..
Jiye shaah hussain, jiye shaah hussain..(2)
zinda jaha'n mein taaba qayamat hai karbala
sadaat e karbala ki amanat hai karbala
duniya ke har ghareeb ki izzat hai karbala
Jiye shaah hussain, jiye shaah hussain..(2)

Jannat e maa karbala, rooh e azaa karbala..(2)
noor e khuda karbala, baab e dua karbala..(2)
khaak e shifa karbala, ghum ki dawa karbala, jannat e maa karbala..(2)
jannat e maa karbala..(6)

Karbobala khoon e Mohammad se saji hai
Karbobala ishq e hussain ibn e ali hai
teri zamee'n mo'alla..(4)
Karbala karbala masha'allah..(4)
tu rahegi sadaa insha'allah..(3)

Mashallah mashallah karbala..(4)

1. Aao chale karbala..(2)
banke safeer e azaa..(2)
sarpe ho parcham khula..(2)
ishq e azaa saath rahe
ashko ki barsaat rahe
haatho mein bus haath rahe
teri zamee'n mo'alla..(4)
nainawa nainawa mashallah..(2)

tu rahegi sadaa insha'allah..(3)
Mashallah mashallah karbala..(4)
Jiye shaah hussain, jiye shaah hussain..(2)
Jiye shaah, jiye shaah..(2)

2. Karbobala khaak thi..(2)
khaak ko izzat mili..(2)
khaak e shifa bangayi..(2)
aaye hussain ibn e ali
surat e gulzar saji
ghazi ki jageer bani
teri zamee'n mo'alla..(4)
marhaba marhaba mashallah..(2)
tu rahegi sadaa insha'allah..(3)

Mashallah mashallah karbala..(4)
Jiye shaah hussain, jiye shaah hussain..(2)
Jiye shaah, jiye shaah..(2)

3. Hum tere zawwar hai..(2)
tere azadaar hai..(2)
khadim e darbaar hai..(2)
nara e labbaik mera
matam e shahe shohada
lo mai chala karbobala
teri zamee'n mo'alla..(4)
shukriya shukriya mashallah..(2)
tu rahegi sadaa insha'allah..(3)

Mashallah mashallah karbala..(4)
Jiye shaah hussain, jiye shaah hussain..(2)
Jiye shaah, jiye shaah..(2)

4. Meri dawa karbala..(2)
meri shifa karbala..(2)
meri baqa karbala..(2)
daulat e maa karbobala
quwwat e maa karbobala
izzat e maa karbobala
teri zamee'n mo'alla..(4)
rehnuma rehnuma mashallah..(2)
tu rahegi sadaa insha'allah..(3)

Mashallah mashallah karbala..(4)
Jiye shaah hussain, jiye shaah hussain..(2)
Jiye shaah, jiye shaah..(2)

5. Aye shahe karbobala..(2)
koi nahi aap sa..(2)
ek hai bus karbala..(2)
sarwar o rehan chalo
leke ye armaan chalo
nazr kare jaan chalo
teri zamee'n mo'alla..(4)
jaane maa jaane maa mashallah..(2)
tu rahegi sadaa insha'allah..(3)

Mashallah mashallah karbala..(4)

Zindabad karbala, zindabad ya hussain..(2)
Jiye shaah, jiye shaah..(2)

Beshak ali ke laal ki mehnat hai karbala
Zehra ke khandaan ki daulat hai karbala
jo bhi yaha'n hussain ka zawwar ban gaya
hurr bangaya koi, koi mukhtaar ban gaya

Karbobala sayebaa', karbobala paasbaa'n, karbobala noor e jaa'n
saari zameeno ki maa
ishq o mohabbat ka nisha'n
farsh pe hai arsh jahaa'n
jannat e arzi ka samaa
dee'n panaah, sajda gaah, madresa, darsgaah, hal yazah, hal ataah

tu hai dayaar e hussain
mashallah mashallah
tu dil e zahra ka chayn
mashallah mashallah
rooh e dil e mashraqain
mashallah mashallah
tere liye har dua
inshallah inshallah
tere liye har sadaa
mashallah mashallah
jaari rahegi sadaa
mashallah mashallah

Karbala karabala..(2)
Hai hamari darsgaah
Karbala karabala
haq ka seedha raasta
Karbala karabala
Ibadato ka raabta
Karbala karabala
har ek hurr ki rahnuma
Karbala karabala
hussainiyat ka madrassa
Karbala karabala
Baqa e harf e laa ilaah
Karbala karabala
Hussain jiska baadshah
Karbala karabala
Hussain jiska baadshah
Karbala karabala
Hussain jiska baadshah
Karbala karabala
Labbaik ya hussain.....

No comments:

Post a Comment