Sunday, 16 February 2025

Nadeem Sarwar (2014)

Abbas..
Jane wafa-e-alam..(2)
Abbas-e-ammu janam..(4) 

Darya par tum jaao, paani lekar aao

Pyaase hai hum sab, pyaasa hai asghar

Abbas-e-ammu janam..(2)

 

Wo darya behta hai, sab ka gala sukha hai

Tum bhi to pyase ho, baba bhi pyasa hai

Bhari ho lakho par..(2)

Abbas-e-ammu janam..(4) 

 

Lo ye alam mashkiza, mere pyare chacha

Tumko mili sakkai, qurbaa tumpe sakina

Ae saniy-e-haider..(2)

Abbas-e-ammu janam..(4)

 

Sukhe hai sab kooze, samjhe bache kaise

Sahil par pehra hai, badal bhi na barse

Kab jaenge hum ghar..(2)

Abbas-e-ammu janam..(4)

 

Kya fauje adaa hai, kya iska pehra hai

Tum ho saniy-e-haider, pyase ho to kya hai

Kya rokega lashkar..(2)

Abbas-e-ammu janam..(4)

 

Jane lage jab ghazi, goonji aaho zaari

Lab pe dua-e-lekar, peeche chali shehzadi

Ehle haram nauhagar..(2)

Abbas-e-ammu janam..(4)

 

Ammu laut ke aana, humko na rulwana

Rakhe khuda hum sab ke , sar pe alam ka saaya

Ae munis-o-yawar..(2)

Abbas-e-ammu janam..(4)

 Bole ye rokar ghazi, wada karo ye bibi

Jab ye alam chup jae, aae alam jab khali

Na rona ye kehkar..(2)

Abbas-e-ammu janam..(4)

Ya Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s)
Ya Hussain(a.s) × 6

1.Aey yaal e Karbobala
Aey umeed e khaima ha ×2
Aey Shabeeh e Mustafa(saww)
Aey Ali Akbar e Hussain(a.s)
Aey Ali Akbar e Hussain(a.s)×4
Ya Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s)

2.Aey badr e Hashimiyun×2
Aey meer e Haidariyun ×2
Aey mehr e Fatimiyun
Aey Ali Akbar e Hussain(a.s)×4
Ya Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s)

3.Aey nafas haye Hussain(a.s)×2
Yaar e ra'naaye Hussain(a.s)×2
Maah e Zeebaye Hussain(a.s)
Aey Ali Akbar e Hussain(a.s)×4
Ya Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s)

4.Taskeen e Roh e Khwahar×2
Raahat e Jaan e Madar×2
Noor e Do Chashm e Padar
Aey Ali Akbar e Hussain(a.s)×4
Ya Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s)

5.Aey Sana Khwaan e Haidar×2
Aks e Emaan e Haidar×2
Aey Jaan e Jaan e Haidar
Aey Ali Akbar e Hussain(a.s)×4
Ya Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s)

6.Man Ali Akbaram×2
Khoon e Ali(a.s) hastam
Mann khoon e Haidariyum
(Haidar Haidar) × 3
Pursid Ali(a.s) Keest ...
Ali(a.s) meer o Ali(a.s) Shah e. Do Aalam
(Haidar Haidar) × 4
Aey ke dar dast e khod daari kaleed e arsh e a'la
Haidar Haidar
Az azal saaye'at ra pusht-saran mibalad bala
Haidar Haidar
Az roz e awwal e aalam dar aalam qibla bodi
Haidar Haidar
Bayn e arsheenaye aashufta dari haram e mo'alla
Haidar Haidar
Aey Ali Akbar e Hussain(a.s)×4

7.Gul e Gulzar e laila×2
Qarar e Zainabiyya×2
Quwat e Hashimiya
Aey Ali Akbar e Hussain(a.s)×4
Ya Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s)

Aye ahle haram....(2)
Aye ahle haram meru alamdar na aaya....(2)
Alamdar na aaya....(2)
Aye ahle haram meru alamadar na aaya....(2)
Alamdar na aaya....(2)
Sakka-e-hussain sayyed-o-salar na aaya....(2)
Alamdar na aaya....(2)
Aye ahle haram miru alamdar na aaya....(2)
Alamdar na aaya....(2)
Hussain....(1)

(1)maula ki qamar tuti, jis dam yeh khabar aayi
Mara gaya darya par shabbir ka shaidayi, khoon bhar gaya aakho me, jaati rahi binaaii
Maktal se sakina ka woh ghamkhwar na aaya....
Sakka-e-hussain sayyed-o-salar na aaya....(2)
Alamdar na aaya.... (2)
Aye ahle haram miru alamdar na aaya....(2)
Alamdar na aaya.... (2)
Hussain....(1)

(2)jab khoon me tar aaya abbas ka woh parcham
Tapti hui reti par atfal ke sab be dam
Sarwar ne kiya nauha, zainab ne kiya matam
Chilaye haram gazi-o-jarrar na aaya....
Sakka-e-hussain sayyed-o-salar na aaya....(2)
Alamdar na aaya.... (2)
Aye ahle haram miru alamdar na aaya....(2)
Alamdar na aaya.... (2)
Hussain....(1)

(3)Hukm-e-shah-e-wala par darya ko Utha lata.
Kya karta bhala gazi mehroom-e-ijazat tha.
Koshish toh bohot ki par lakhon me ghira tanha.
Jab mashk chidi phir woh wafadar na aaya....
Sakka-e-hussain sayyed-o-salar na aaya....(2)
Alamdar na aaya.... (2)
Aye ahle haram miru alamdar na aaya....(2)
Alamdar na aaya.... (2)
Hussain....(1)

(4)Zehra ke gharane ka woh zamin-e-chadar tha.
Maslat me thi sakkai kirdar me haider tha.
Jis waqt kate bazu gazi ke bahe aansu lene gaye maula woh dilafgaar na aaya....
Sakka-e-hussain sayyed-o-salar na aaya....(2)
Alamdar na aaya.... (2)
Aye ahle haram miru alamdar na aaya....(2)
Alamdar na aaya.... (2)
Hussain....(1)

(5)baccho ki sadae thi Abbas chacha paani.
Ek mashk lahoo dekar ek mashk bhara paani.
Us mashk-e-sakina se jis waqt baha paani woh mar gaya darya pe hayadar na aaya....
Sakka-e-hussain sayyed-o-salar na aaya....(2)
Alamdar na aaya.... (2)
Aye ahle haram miru alamdar na aaya....(2)
Alamdar na aaya.... (2)
Hussain....(1)

(6)woh sher-e-dilawar tha tanha bhi Jo lashkar tha.
Afsos labe-e-darya ek lasha-e-besar tha.
Halmin ki sada sunta rota tha tadap ta tha.
shabbir ka sheda woh madadgaar na aaya....
Sakka-e-hussain sayyed-o-salar na aaya....(2)
Alamdar na aaya.... (2)
Aye ahle haram miru alamdar na aaya....(2)
Alamdar na aaya.... (2)
Hussain....(1)

(7)jalte hue khaimo se zainab ki sada aayi.
Aye baba ali (a.s) dekho beti ki yeh tanhaai.
Yeh mashk-o-alam aaya, aaya na mera bhai.
Baba mere kunbe ka tarafdaar na aaya....
Sakka-e-hussain sayyed-o-salar na aaya....(2)
Alamdar na aaya.... (2)
Aye ahle haram miru alamdar na aaya....(2)
Alamdar na aaya.... (2)
Hussain....(1)

(8)rehan se sarwar se who dard bayan kaise.
Jis sher ki dharas par aabad rahe khaime.
Jalte hue khaimo se ghabrake Jo zainab ne kitni bhi sadae di woh ek baar na aaya....
Sakka-e-hussain sayyed-o-salar na aaya....(2)
Alamdar na aaya.... (2)
Hussain....(1)....

Ya ali..

haideriyam,qalandaram, mastam banda-e-murtaza ali hastam

Mara mee kashad ishq-e-oo har taraf.Ali asadullah ali waliyullah

Geraftam manaz name haider sharaf.. Ali asadullah ali waliyullah

Gedayam gedaye gedayane  oo,  Aseeram aseere ameere najaf

Ali asadullah ali waliyullah..(2)

Mara mee kashad ishq-e-oo har taraf

Geraftam manaz name haider sharaf

Gedayam gedaye gedayane  oo

Aseeram aseere ameere najaf

Ali asadullah ali waliyullah..(2)

 

Warise tegho alam baabe sharaf..(2)

Taaje wehdat ke liye durre najaf..(2)

Gauhare nehj-e-balagha ka sadaf

Jalwa-e-fauje khuda waqt-e-sahar..(2)

Haa aliyun basharun kaifa bashar..(2)

Ali asadullah ali waliyullah..(2)

 

Saqiye kaun-o-maka qiblae jaa..(2)

Qasime ilmo adab naro jina..(2)

Sahibe lauho qalam roohe rawa

Mashale noore rukh as-shamso qamar

Haa aliyun basharun kaifa bashar..(2)

Ali asadullah ali waliyullah..(2)

 

Hamile quadrate qum be izni..(2)

Kulle eemaan irado ka dhani..(2)

Uske jaisa na sakhi aur ghani

Khake nalain-e-ali durro gauhar

Haa aliyun basharun kaifa bashar..(2)

Ali asadullah ali waliyullah..(2)

 

Hastiye haider-e-qarrar khuda ka lashkar..(2)

Pech ammame ke aflako zamee ka chakkar

Rasta khuld ka hai ja-e namaz-e- haider

 Maskane haider-e-qarrar hai allah ka ghar

 

Nashir-e-fust-o- bi rabbil kaba..(2)

Ye zami jiska nishane sajda..(2)

Jiska saya nhi uska saaya

Rabba hu fee hi tajjallae zahar..(2)

Haa aliyun basharun kaifa bashar..(2)

Ali asadullah ali waliyullah..(2)

 

Paaye haider se jo masraah ka patthar hoga

 Sang wo durre najaf soorate gauhar hoga

Aisa gauhar jo kabhi meesam-o-qambar hoga

Aur kabhi surat-e- salman-o-abuzar hoga

 

Ishq-e- haider ba khuda lutf-e-khuda..(2)

Sahibe zarf ko hota hai ata

Ishq-e- haider me ibadat ka maza

Jiske maddah sabhi warg-o-shajar..(2)

Haa aliyun basharun kaifa bashar..(2)

Ali asadullah ali waliyullah..(2)

 

Khoob haider ne piya jaam-e-qaza..(2)

Apne qatil ko jagakar ye kaha..(2)

Kaam kar dushmane rabbe kaba

Allah allah ali ka yeh jigar..(2)

Haa aliyun basharun kaifa bashar..(2)

Ali asadullah ali waliyullah..(2)

 

Alam-e-karb hai tanhai teri..(2)

Karbala kha gai beenai teri..(2)

Tere bacho me thi danai teri

Utra maida me ye kehkar akbar..(2)

Haa aliyun basharun kaifa bashar..(2)

Ali asadullah ali waliyullah..(2)

 

Fikr-e-rehan-o-nadeem-e-sarwar..(2)

Hai dua-e-dile Zahra ka asar..(2)

Barsar-e-farsh-e-aza  ya haider

Leke maujood hai tere naukar..(2)

Haa aliyun basharun kaifa bashar..(2)

Ali asadullah ali waliyullah..(2)

Hussain, hussain,hussain, hussain..(4)

Sham-e-ghareebaa al amaa, phaila hua har su dhua

Nauha kuna saidaniya, ghash me pada hai ek natawa

Pyasi sakina nauhakhwaa

Baba baba Husain..(3)

Sakina ki ati thi sada.. Baba baba Husain..(3)

Hussain, hussain,hussain, hussain, hussain, hussain

 

Jalte hue khaime idhar, lashe tadapte the udhar

Karbobala ki khaak par, boli sakina rakhke sar

Baba suno meri fugha

Baba baba Husain..(3)

Sakina ki ati thi sada.. Baba baba Husain..(3)

Hussain, hussain,hussain, hussain, hussain, hussain

 

Bade nabi taraaj hai, sholo ka har su raaj hai

Haye kafan ke waste, baba mera mohtaj hai

Kitna bada hai imtehaa

Baba baba Husain..(3)

Sakina ki ati thi sada.. Baba baba Husain..(3)

Hussain, hussain,hussain, hussain, hussain, hussain

 

Shame masaeb aagai, andhi ghamo ki cha gai

Mai janibe darya gai, lashe chacha tharra gai

Kano se khoo dekha rawa

Baba baba Husain..(3)

Sakina ki ati thi sada.. Baba baba Husain..(3)

Hussain, hussain,hussain, hussain, hussain, hussain

 

Rukhsar nile hogae, itne tamache hail age

Baba khuda ke waste, mujhko lagalo seene se

Dukhti hai meri pasliyaa

Baba baba Husain..(3)

Sakina ki ati thi sada.. Baba baba Husain..(3)

Hussain, hussain,hussain, hussain, hussain, hussain

 

Tapti zami jalti hawa, ae maqtal-e-karbobala

Ek dopaher me kya hua, loota gaya kunba mera

Chadar na sar pe saaebaa

Baba baba Husain..(3)

Sakina ki ati thi sada.. Baba baba Husain..(3)

Hussain, hussain,hussain, hussain, hussain, hussain

 

Ek reesma bara gale, kuch is tarah bandhe gaye

Har aati jaati saans bhi, jaise koi khanjar chale

Nazuk gale me reesma

Baba baba Husain..(3)

Sakina ki ati thi sada.. Baba baba Husain..(3)

Hussain, hussain,hussain, hussain, hussain, hussain

 

Rassi me baba bandh gae, taza sitam hone ko hai

Zanjeer lae ashqiyaa, beemar aabid ke liye

Pehna rahe hai bediyaa

Baba baba Husain..(3)

Sakina ki ati thi sada.. Baba baba Husain..(3)

Hussain, hussain,hussain, hussain, hussain, hussain

 

Kya sarwar-o-rehan ham, batlae rudade sitam

Nazuk se dil ke ranjo ghum, kehti rahi wo dam ba dam

Ab tum kaha aur hum kaha

Baba baba Husain..(3)

Sakina ki ati thi sada.. Baba baba Husain..(3)

Hussain, hussain,hussain, hussain, hussain, hussain

 

Bhaiyya aliakbar, bhaiyya aliakbar..(4)

Bhaiyya aliakbar, bhaiyya aliakbar

Sughra ne ye khat akbar ko likha, Kese ho mere pyaare bhaiyya

Bichde hue arsa beet gaya, kab tak ye bahen dekhe rasta

Jab ghar ko parinde jaate hai,

 kya hum bhi tumhe yaad aate hai..(2)

 

Lo qaside sughra ghar se chala, likha hai batao ae bhaiyya

Ab tak na khayaal aaya mera, kya aisi hui hai mujhse khata

Kya aise rooth ke jaate hai, kya hum bhi tumhe yaad aate hai

 

Sab chod gaye hum ko tanha, kis haal me hu kya tumko pata

Beemar ko de ab kaun dawa, ajao jo tum mai pau shifa

Jab chain se sab sojate hai, kya hum bhi tumhe yaad aate hai

 

Jab ba li sakina aur asghar, milte hai gale tumse haskar

Aur saath me ho maa aur padar, bus itna bata bhaiyya akbar

Sab ghar me haste hasate hai, kya hum bhi tumhe yaad aate hai

 

Jab jab bhi musalle par bhaiyya, karte ho namaze fajr ada

Beemar ke haq me behre shifa, karte hai dua mere baba

Sab apne haath uthate hai, kya hum bhi tumhe yaad aate hai

 

Qasim jo sakina ko bhaiyya, deta hai  koi laakar tohfa

Dono se gale milkar baba, dete hai dua lekar bosa

Aur pyaar se sar sehlate hai, kya hum bhi tumhe yaad aate hai

 

Jab ghar me khushi ka ho saama, sab ek jagah ho peero jawa

Khush dekhke sab ko ho amma, aajae koi ghar me mehma

Jab dastarkhan bichate hai, kya hum bhi tumhe yaad aate hai

 

Hasrat hai tera sehra dekhu, majae tera matha chumu

Bate to bohot hai kya likhu, nadir hu bhaiyya kya bheju

Ehbaab jo tohfe laate hai, kya hum bhi tumhe yaad aate hai

 

Jab zikr kabhi hota hoga, majae tumhare shadi ka

Khush hongi sakina aur kubra, bandhega aliakbar sehra

Khushiyo ke phool khilate hai, kya hum bhi tumhe yaad aate hai

 

Kya aur likhu kya batlau, dil cheer ke kaise dikhlau

Khud aau ke tumko bulwau, bhaiyya mai tujhe kese pau

Bus tanha ashk bahate hai, kya hum bhi tumhe yaad aate hai

 

Qasid jo khate sughra laya, ek baap kamar thame tha khada

Bhai ke labo par tha sughra, roro ke shanawar aur raza

Khat sughra ka dohrate hai..

Bhaiyya ali akbar, bhaiyya ali akbar..(2)

Haaye Aashur Ko Ghash Se Jo Phuphi a.s Jaan Ney Uthaaya
Jalta Hua Lut'ta Hua Samaan Nazar Aaya
Baba a.s Na Alamdaar a.s Na Lashkar Tha Hamara
Maan Behno'n Ke Sar Per Bhi Ridaa'on Ko Naa Paya
Uss Haal Main Dastaar-e-Imamat Ko Sambhala
Marsiya Tha Ik Ghareeb Ka (Haaye Jab Imam a.s Main Bana) x2
(Marsiya Tha Ik Ghareeb Ka) x2 (Haaye Jab Imam a.s Main Bana) x2

Marsiya Tha Ik Ghareeb Ka Haaye Jab Imam a.s Main Bana

Chhaa Chuki Thi Shaam Ki Ghatta
Jal Raha Tha Haaye Ghar Mera a.s
Lut Raha Tha Maal O Zar Mera a.s
Hanss Rahey They Ham a.s Pe Ashkiyaa
Saamney Phuphi a.s Thin Berida
Marsiya Tha Ik Ghareeb Ka (Haaye Jab Imam a.s Main Bana) x2
Marsiya Tha Ik Ghareeb Ka Haaye Jab Imam a.s Main Bana

Merey Samney Thi Karbala
Girya O Buka Ka Shor Tha
Mayyatain Pari Theen Jaa Ba Jaa
Ro Rahi Thi Nehr-e-Alqama
Aur Main Ye Dekhta Raha
Marsiya Tha Ik Ghareeb Ka (Haaye Jab Imam a.s Main Bana) x2
Marsiya Tha Ik Ghareeb Ka Haaye Jab Imam a.s Main Bana

Mujh Se Keh Rahi Thin Ye Phuphi s.a
Masnad-e-Rasool s.a.w.w Jal Gai
Chal Gai Hussain a.s Per Chhurri
Ab Imam-e-Waqt a.s Ho Tumhi
Ho Rahi Thi Aisey Ibteda
Marsiya Tha Ik Ghareeb Ka (Haaye Jab Imam Main Bana) x2
Marsiya Tha Ik Ghareeb Ka Haaye Jab Imam a.s Main Bana

Haaye Shaamiyo'n Ka Ashdahaam
Aur Wo Ghairato'n Ka Qatal-e-Aam
Khoon Ro Raha Tha Subh-O-Shaam
Keh Ke Haaye Shaam Haaye Shaam
Kyun Naa Uss Ghari Main a.s Mar Gaya
Marsiya Tha Ik Ghareeb Ka (Haaye Jab Imam Main Bana) x2
Marsiya Tha Ik Ghareeb Ka Haaye Jab Imam a.s Main Bana

Aaj Ham Pe Tang Hai Zameen
Ro Rahi Hain Zainab-e-Hazeen s.a
Main Ba Haisiyat Imam-e-Deen a.s
Rakh Raha Hoon Khaak Per Jabeen
Kar Raha Hoon Sajda-e-Khuda
Marsiya Tha Ik Ghareeb Ka (Haaye Jab Imam Main Bana) x2
Marsiya Tha Ik Ghareeb Ka Haaye Jab Imam a.s Main Bana

Sarwar O Zafar Wo Shaam-e-Gham
Haaye Wo Musibat O Alam
Wo Yateem-e-Shah a.s Per Sitam
Mar Raha Tha Jo Qadam Qadam
Keh Raha Tha Jo Basad Buka
Marsiya Tha Ik Ghareeb Ka (Haaye Jab Imam a.s Main Bana) x2

Shah-e-Shaheed e karbala - 2
ly loo salaaam Zainab(sa) ka
Shah-e-Shaheed e karbala X 2
ly loo salaaam Zainab(sa) ka

aye ho phir sy nainavaa X 2
ly loo salam Zainab(sa) ka

Shah-e-Shaheed e karbala

1. haye bhaiya bahatar ka chehlum karoo gi - 2
dil khol kr aaj matam karoo gi - 2
farash-e-aza loo bich gaya
ly loo salam Zainab(sa) ka
aye ho phir sy nainawaa
ly loo salam Zainab(sa) ka

Shah-e-Shaheed e karbala - 2

2. haye bhaiya lahoo mera Sajaad(as) roya - 2
mai soo saki aur na sajaad sooya - 2
har har qadam ki karbalaaa
ly loo salam Zainab(sa) ka
aye ho phir sy nainawaa
ly loo salam Zainab(sa) ka
Shah-e-Shaheed e karbala - 2

3.haye bhaiya watan ja k mai kia karoo gi - 2
haye ujray madeenay mai kaisy rahoo gi -2
mar jaye gi yeh gham zadaaa
ly loo salam Zainab(sa) ka
aye ho phir sy nainawaa
ly loo salam Zainab(sa) ka
Shah-e-Shaheed e karbala - 2

4. haye mai b yahi zairoo mai raho gi - 2
aur zairo ki mai khidmat karoo gi - 2
yeh waqat phir kab aye ga
ly loo salam Zainab(sa) ka
aye ho phir sy nainawaa
ly loo salam Zainab(sa) ka
Shah-e-Shaheed e karbala - 2

5. haye khoon mai bhara kurta lay ja rahi ho - 2
laikn tumhari qasam kha rahi ho - 2
han haroo gi na mai hosla
ly loo salam Zainab(sa) ka
aye ho phir sy nainawaa
ly loo salam Zainab(sa) ka
Shah-e-Shaheed e karbala - 2

6. sary shaheed ab tumhary hawaly - 2
mai apny en ghamzadoo ko sanbhaly - 2
haye lay ja rhi ho kafilaaa
ly loo salam Zainab(sa) ka
aye ho phir sy nainawaa
ly loo salam Zainab(sa) ka
Shah-e-Shaheed e karbala - 2

7. haye bhaiya Sakina(sa) ko na laye Zainab(sa) - 2
haye zindan mai us ko choor aye Zainab(sa) - 2
haye roti rahi woo mehlakaa
ly loo salam Zainab(sa) ka
aye ho phir sy nainawaa
ly loo salam Zainab(sa) ka - 2

Live Like Ali(as) Die Like Hussain(as)

ALLAH loves all who have love for Muhammad(saww)
in their heart
He is the city of knowledge, Ali(as) it's door and
path
Hussain(as) and Prophet Muhammad(saww) can never
be a part
Because this is what Muhammad(saww) had said off
from the start
Hussainiyo
Hussain(as)-o-minni wa aana minal Hussain(as) Hussain(as)

Live Like Ali(as) Die Like Hussain(as)
Live Like Ali(as) Die Like Hussain(as)
Live Like Ali(as) Die Like Hussain(as)

For life and death they are the guidance and
philosophy
The sacrifice of Hussain(as) and the way of life of
Ali(as)
You only need to look at the final sujood of each
This is the art of life and death we should try to achieve
Hussainiyo
These were the words of Ali(as) "Fuzztou bey Rabbil Kabaa"

Live Like Ali(as) Die Like Hussain(as)
Live Like Ali(as) Die Like Hussain(as)
Live Like Ali(as) Die Like Hussain(as)

Hussain(as)'s the one who's the meaning of courage,
love and peace
He owns the earth and he owns everything within the
seas
He is the path to the heavens this is a gurantee
To love Hussain(as) is the best way to let your soul be free
Hussain(as)yo
We follow him cause he guides us to what we looking for

Live Like Ali(as) Die Like Hussain(as)
Live Like Ali(as) Die Like Hussain(as)
Live Like Ali(as) Die Like Hussain(as)

When growing up we have been taught this lesson everyday
Whithout a doubt you have been born to serve the Ahlulbayt
For loving them you may face torture, agony and pain
But everytime you should never be scared to face that hate
Hussainiyo
the Bravery of Ali(as) is what you should always show.

Live Like Ali(as) Die Like Hussain(as)
Live Like Ali(as) Die Like Hussain(as)
Live Like Ali(as) Die Like Hussain(as)

By sacrificing his companions and his family
Hussain(as) has showed us how to live our lives and how to be
To give whatever we have in ALLAH's name we'll see
There's not a thing in this whole universe we can't achieve
Hussainiyo
To live our life in the way of ALLAH should be our goal.

Live Like Ali(as) Die Like Hussain(as)
Live Like Ali(as) Die Like Hussain(as)
Live Like Ali(as) Die Like Hussain(as)

Our aim in life is to do good and to discourage wrong
This is the best way to let Karbala live on and on
And even through we know that fourteen centuries have gone
The sacrifice of Hussain(as) lives on in us and our soul
Hussainiyo
By standing for what he stood for this answering his call

Live Like Ali(as) Die Like Hussain(as)
Live Like Ali(as) Die Like Hussain(as)
Live Like Ali(as) Die Like Hussain(as)

Hussain(as)'s ultimate meaning of faith and devotion
He showed us how to conduct ourselves as creation
And then by saving humanity gave us salvation
This is a lesson for every age and generation
Hussainiyo
Because of him we have got harmony within our souls

Live Like Ali(as) Die Like Hussain(as)
Live Like Ali(as) Die Like Hussain(as)
Live Like Ali(as) Die Like Hussain(as)

To call ourselves the lovers of these person Ali(as)ties
We have to follow them and should reflect on what they did
To fast and keep up with our prayers is imperative
These are the acts that go together with azadari
Hussainiyo
Without one or the other faith cannot be whole

Live Like Ali(as) Die Like Hussain(as)
Live Like Ali(as) Die Like Hussain(as)
Live Like Ali(as) Die Like Hussain(as)

Ya Ali(as) Ya Hussain(as)
Ya Ali(as) Ya Hussain(as)
Ya Ali(as) Ya Hussain(as)
Ya Ali(as) Ya Hussain(as)

Live Like Ali(as) Die Like Hussain(as)
Live Like Ali(as) Die Like Hussain(as)
Live Like Ali(as) Die Like Hussain(as)

Salam bar Moharram*
Salam bar Karbala
Salam bar Ashoora
Salam bar Hussain a.s
 
Hussain a.s Hussain a.s x6
 
Asalam-o-Alal Hussain a.s
wa Ali a.s ibnel Hussain a.s
wa Aulaadil Hussain a.s
wa Ashaabil Hussain a.s
 
Asalam-o-Alal SHee bil Khazeer
Asalam-o-Alal Khadil teere
Asalam-o-Alal badan ess Saleem
Asalam-o-Alal tagriyal makrooebil aseer
Asalam-o-Alal Rasil murgfoo
 
Allah Allah Min Rasil Hussain a.s X6
 
Aee Naiza Sawaron k qayadat k shenshah
Aee Naiza Sawaron k qayadat k shenshah
zulfain teri wal lail han,was shamas ha Chehra
Ankhon sa ayan Noor-e-Muhammad saww ka ujala
Lab tery han Masroof Tilawat bine Zehra s.a
Sajday mae Jhuka Sir to Ibadat ka sharaf tha
Naizy pa utha sir to ya sir dur-e-Najaf tha
 
Allah Allah Min Rasil Hussain a.s x4
 
thi pusht-e-Muhammad to isi Sir ka musalla
aur chadar-e-Tether ha es Sir ka amama
mun kunto ka khutba ha isi sir ka khulasa
es sir k sabab Karbobala ab hai Mualla
Ya sir na jhuka khanjar-o-Talwar k aage
Sir zulam ka kham hai tere Inkar k aage
 
Allah Allah Min Rasil Hussain a.s x4
 
Rooh-e-Hussain a.s
Jabeen-e-Hussain a.s
abrooh-e-Hussain a.s
chasme Hussain a.s
Rukhsar-e-Hussain a.s
Dehne e Hussain
Lab-e-Hussain a.s
dandan-e-Hussain a.s
Rukhsar-e-Hussain a.s
zeesht-e-Hussain a.s
tooleya-e-Hussain a.s
Zulf-e-Hussain a.s
Khusboo-e-HUssain a.s
Zehen-e-Hussain a.s
Fikar-e-Hussain a.s
guftar-e-Hussain a.s
 
han,in ankhon ko ha Ahmd-e-Mukhtar ne Chuma
Zehra-o-Ali a.s ne lab-o-Rukhsar ko chuma
Zulfon ko Hassan ne ha bade piyar sa Chuma
behano gala iska kai bar ha Chuma
Sardari-e-Abbas a.s isi sir sa judi ha
aur Zainab-o-Kulsoom ko ye misl-e-Ali a.s ha
 
Allah Allah Min Rasil Hussain a.s x4
 
Maujood tha es sir me Muhammad ka khazana
maqsad tha esi sir ka to Islam bachana
Zalim ne bohat chaha tha es sir ko jhukana
yeh sir na jhuka kat gaya Zehra s.a ka gharana
es Sir ka safar sun k jahan rota hai ab tak
Ghaibat mein ju ha Mursiya khuwan rota ha ab tak
 
Allah
 
Allah Allah Min Rasil Hussain a.s x4
 
Ashoor ko yeh sir pas-e-gardan sa kata tha
Zarben thi lagi tera bohat khushk gala tha
Zainab s.a k liya waqt qayamat se kadha tha
Zulfon ko pakad kar jo yeh sir Shimar chala tha
Afsos Sir-e-Nook-e-Sina jab yeh Sir aya
jalta howa Ghar Sham-e-Ghareban ka tha saya
 
Allah Allah Min Rasil Hussain a.s x4
 
es sir k masiab ka yeh purdard hai qissa
khooni ise ghar mein jo tandoor mein rakha
raat aayi to phir Zauja-e-Khooni ne yeh dekha
Tandoor se ik noor ka dariya hai ubalta
ik bibi siyah posh ne es sir ko uthaya
ro ro k kaha haye ghareb-e-Dil-e-Zehra s.a
 
Allah Allah Min Rasil Hussain a.s x4
 
Rahib ne ya sir dekha tha jab nok-e-Sina pr
khooni sa kaha kaun ha yeh kiska hai yeh sir
bola wo bad'ad war k yeh hai bin-e-Haider a.s
Rahib ne wo sir le liya khooni ko diya zarr
Sir goud mae rakhe howy rota raha Rahib
Awaz-e-Foga Zehra s.a ki sunta raha Rahib
 
Allah Allah Min Rasil Hussain a.s x4
 
Ya sir kbi sandook mae tandoor mae rakha
es sir ko darkahton pa laeeno ne sajaya
naizy pa esy shehr ki galiyon mae phiraya
hamrah aseeron k ya sir sham jb aya
Sajjad a.s ko Zainab s.a ko rulaty thay sitam gar
Sir bali Sakina s.a ko deakhaty thay sitam dar Allah
 
Allah Allah Min Rasil Hussain a.s x4
 
darbar-e-Yazeedi mae bapa jashan-e-talb tha
thay aik taraf ahl-e-haram gufta-o-griya
aur samnay tha takhat pa marjana ka beta
us takhat talay sir tha Hussane ba khata ka
badbakhat laie nashay mae lalkar raha tha
dandan-e-Shah-e-Dee pa charee marr raha tha
 
Allah Allah Min Rasil Hussain a.s x4
 
jis waqat ya sir Sham k zindan mae aya
sir bhaie ka zainab s.a ne kaljay sa lagaya
Sajjad a.s ne behosh Sakina s.a ko jagaya
Sir baba ka pehlu mae Sakina s.a ne ju paya
Aee Sarwar-e-Rehan qayamat ka sama tha
Shabir a.s ka sir rota tha aur shor-e-foga tha
 
Allah Allah Min Rasil Hussain a.s x4

(Zuljanah Zuljanah) x4
Bigo Che Shud Baba Hussaina a.s
Zuljanah Zuljanah
Bigo Che Shud Baba Hussaina a.s

Charab-e-Seeney Az Shudey (Zuljanah)
Nafas Shararey Zuljanah (Zuljanah)
Azza Se Mano Deedey
Chik Az Sitaarey Zuljanah
Bigo Che Shud Baba Hussaina a.s
Zuljanah Zuljanah
Bigo Che Shud Baba Hussaina a.s

Zi Naaley Kooh-e-Aatashi (Zuljanah)
Che Gune Sea Mee Kashi (Zuljanah)
Ke Lehze Lehze Mee Kashi
Mara Ham Aawey Zuljanah
Bigo Che Shud Baba Hussaina a.s
Zuljanah Zuljanah
Bigo Che Shud Baba Hussaina a.s

Kia Hua Baba a.s Ko Merey (Zuljanah)
Ashk Kyun Behtey Hain Terey (Zuljanah)
Dasht Main Pohancha Dey Mujhey Zuljanah
Khair Ho Allah Karey Zuljanah
Bigo Che Shud Baba Hussaina a.s
Zuljanah Zuljanah
Bigo Che Shud Baba Hussaina a.s

Dahi Be Dor-e-Khaimey Geh
Kuni Be Dor-e-Khud Nigeh
Dahi Be Soo-e-Qatal-e-Geh
Kuni Isharey Zuljanah
Bigo Che Shud Baba Hussaina a.s
Zuljanah Zuljanah
Bigo Che Shud Baba Hussaina a.s

Chehrey Pe Kiss Ka Hai Lahu Kia Hua (Zuljanah)
Aati Hai Kyun Khoon Ki Boo Ye Bata (Zuljanah)
Zakhmi Hua Kiss Liye Sar To Uthha (Zuljanah)
Bol Kahan Reh Gaya Baba Mera
Bigo Che Shud Baba Hussaina a.s
Zuljanah Zuljanah
Bigo Che Shud Baba Hussaina a.s

Rasas Seda-e-Zamzamey
Maa Baad Antey Fatema s.a
De Zeena Wa Ashkon To
Kunant Nazarey Zuljanah
Bigo Che Shud Baba Hussaina a.s
Zuljanah Zuljanah
Bigo Che Shud Baba Hussaina a.s

Hilti Hai Kyun Ran Ki Musalsal Zameen (Zuljanah)
Roti Hain Dadi Bhi Wahin Per Kahin (Zuljanah)
Jana Hai Jaldi Mujhey Unkey Qareeb (Zuljanah)
Paas Merey Ab To Chacha a.s Bhi Nahi
Bigo Che Shud Baba Hussaina a.s
Zuljanah Zuljanah
Bigo Che Shud Baba Hussaina a.s

Bara-e-Aakhari Nigeh
Marabi Bar Be Qatal Geh
Ke Zakhmi Peykar-e-Biram
Kunam Shumarey Zuljanah
Bigo Che Shud Baba Hussaina a.s
Zuljanah Zuljanah
Bigo Che Shud Baba Hussaina a.s

Sata De Dar Dillam Sharer
Mara Be Qatal-e-Geh Be Be
Ke Boosa-e-Zainab s.a Biram
Galoo-e-Paa-e-Zuljanah
Bigo Che Shud Baba Hussaina a.s
Zuljanah Zuljanah
(Bigo Che Shud Baba Hussaina a.s) x2"

(Zuljanah Zuljanah) x4
Bigo Che Shud Baba Hussaina a.s
Zuljanah Zuljanah
Bigo Che Shud Baba Hussaina a.s

Charab-e-Seeney Az Shudey (Zuljanah)
Nafas Shararey Zuljanah (Zuljanah)
Azza Se Mano Deedey
Chik Az Sitaarey Zuljanah
Bigo Che Shud Baba Hussaina a.s
Zuljanah Zuljanah
Bigo Che Shud Baba Hussaina a.s

Zi Naaley Kooh-e-Aatashi (Zuljanah)
Che Gune Sea Mee Kashi (Zuljanah)
Ke Lehze Lehze Mee Kashi
Mara Ham Aawey Zuljanah
Bigo Che Shud Baba Hussaina a.s
Zuljanah Zuljanah
Bigo Che Shud Baba Hussaina a.s

Kia Hua Baba a.s Ko Merey (Zuljanah)
Ashk Kyun Behtey Hain Terey (Zuljanah)
Dasht Main Pohancha Dey Mujhey Zuljanah
Khair Ho Allah Karey Zuljanah
Bigo Che Shud Baba Hussaina a.s
Zuljanah Zuljanah
Bigo Che Shud Baba Hussaina a.s

Dahi Be Dor-e-Khaimey Geh
Kuni Be Dor-e-Khud Nigeh
Dahi Be Soo-e-Qatal-e-Geh
Kuni Isharey Zuljanah
Bigo Che Shud Baba Hussaina a.s
Zuljanah Zuljanah
Bigo Che Shud Baba Hussaina a.s

Chehrey Pe Kiss Ka Hai Lahu Kia Hua (Zuljanah)
Aati Hai Kyun Khoon Ki Boo Ye Bata (Zuljanah)
Zakhmi Hua Kiss Liye Sar To Uthha (Zuljanah)
Bol Kahan Reh Gaya Baba Mera
Bigo Che Shud Baba Hussaina a.s
Zuljanah Zuljanah
Bigo Che Shud Baba Hussaina a.s

Rasas Seda-e-Zamzamey
Maa Baad Antey Fatema s.a
De Zeena Wa Ashkon To
Kunant Nazarey Zuljanah
Bigo Che Shud Baba Hussaina a.s
Zuljanah Zuljanah
Bigo Che Shud Baba Hussaina a.s

Hilti Hai Kyun Ran Ki Musalsal Zameen (Zuljanah)
Roti Hain Dadi Bhi Wahin Per Kahin (Zuljanah)
Jana Hai Jaldi Mujhey Unkey Qareeb (Zuljanah)
Paas Merey Ab To Chacha a.s Bhi Nahi
Bigo Che Shud Baba Hussaina a.s
Zuljanah Zuljanah
Bigo Che Shud Baba Hussaina a.s

Bara-e-Aakhari Nigeh
Marabi Bar Be Qatal Geh
Ke Zakhmi Peykar-e-Biram
Kunam Shumarey Zuljanah
Bigo Che Shud Baba Hussaina a.s
Zuljanah Zuljanah
Bigo Che Shud Baba Hussaina a.s

Sata De Dar Dillam Sharer
Mara Be Qatal-e-Geh Be Be
Ke Boosa-e-Zainab s.a Biram
Galoo-e-Paa-e-Zuljanah
Bigo Che Shud Baba Hussaina a.s
Zuljanah Zuljanah
(Bigo Che Shud Baba Hussaina a.s) x2"

No comments:

Post a Comment