Sunday, 16 February 2025

Nadeem Sarwar (2013)

Ya Hussain Ya Hussain .. (2)
Jab Rehaa Hoke Sajjad Laute Watan
Ya Hussain Ya Hussain
Jab Rehaa Hoke Sajjad Laute Watan

Ro Padhe Dekh Kar Haaye Apna Chaman
Daudkh Te Rote Pahuche Hanafiya Chachaa
Aur Gale Se Bhatije Ko Lipta Liyaa
Chik Nikali Aur Aabid Ko Gash Aagaya
Dono Haatho Ko Sine Pe Rakh Kar Kahan
Aahista Chacha , Sajjad Haye Sajjad ..(2)

Aahista Chacha, Hole Darn Al Naa-
Wekh Meno Zaara

Main Haa Zakhmi Padha
Aahista Chacha.. Hole Darn Al Naa..(2)
Main Haa Zakhmi Padha.. Aahista Chacha..

Ay Wekho Haal Bhatije Da
Sajjad Nahiyo Sajjad Rihaa ..(2)
Main Ko Khaagaya Dard Ridwa Da ..(2)
Khoon Akhiya Do Nahi Rukhda Chacha

Aahista Chacha.. Hole Darn Al Naa..(2)
Main Haa Zakhmi Padha,,,,, Aahista Chacha..

Ashur De Deen Wich Karbal De
Mede Qatal Bhida Ti Gaye Saare ..(2)
Chache Te Baazu Kalam Huwe..(2)
Waabe Te Khanjar Chaliya Chacha

Aahista Chacha.. Hole Darn Al Naa..(2)
Main Haa Zakhmi Padha,. Aahista Chacha..

Nayi Bhulne Safar Bazaran De
Main Ko Khaagaye Dekh Darbaran De.. (2)
Oh Majme Bad Kirdaara ande..(2)
Rahi Sain Luqa Di Cehra Chacha

Aahista Chacha.. Hole Darn Al Naa..(2)
Main Haa Zakhmi Padha,,,,, Aahista Chacha..

Har Maud Pe Patthar Was De Rai
Kufi Te Shaamni Has De Rai..(2)
Sanu Bagi Bagi Keh De Reh..(2)
Injee Sham De Paas Duriyaa Chacha

Aahista Chacha.. Hole Darn Al Naa..(2)
Main Haa Zakhmi Padha,..Aahista Chacha..

Maino Sham Seher Ne Maar Detha
Darbaar Ne Chode Maar Muka..(2)
Meko Khaagaya Dard Sakina Da ..(2)
Meda Haal Yeh Sham Ne Kita Chacha

Aahista Chacha.. Hole Darn Al Naa..(2)
Main Haa Zakhmi Padha.. Aahista Chacha..

Sarwar Jawaad Reh Ken Da
Ratro Ke Baba Baqir Da..(2)
Main Naal Bhirawa Mar Jaanda ..(2)
Kyun Junda Watan Te Warya Chacha

Aahista Chacha.. Hole Darn Al Naa..(2)
Main Haa Zakhmi Padha.. Aahista Chacha..

Ya Hussain (as)..... (4),

Kafela jub watan laut aaya ,
Aake babe madina pe thaira,
Gird Ujde hue kafle ke ,
Pursa daron ne halka banaya.

Shore matam utha shore girya utha ... (3)

Aai Madina gazab ho gaya.....(2),
Bibi Kulsoom (as) ka tha yeh nauha....(1),
Aai madina gazab ho gaya.....(1),

Aai madina gazab ho gaya.....(2),
Shahr nana ke laa tak badi na,

Aai Madina gazab ho gaya.....(2),
Bibi Kulsoom (as) ka tha yeh nauha....(1),
Aai Madina gazab ho gaya.....(1),

Shahr nana ke hum aaie ujde hue,
Khair makdam ke kabil kahan hum rahe,
Shahr nana ke laa tak badi na.

Aai Madina gazab ho gaya.....(2),
Bibi Kulsoom (as) ka tha yeh nauha....(1),
Aai Madina gazab ho gaya.....(1),

Hai Nana (s.a.w.w.) bhara ghar ka ghar lut gaya,
Chadare lut gai malo zar lut gaya,
Tha Moharam ka kaisa mahina,

Aai Madina gazab ho gaya.....(2),
Bibi Kulsoom (as) ka tha yeh nauha....(1),
Aai Madina gazab ho gaya.....(1),

Choom the the ijse aap nana sada,
Tera zarbon se kata gaya woh gala,
shimr (la) ke dil me tha kitna ginah,

Aai Madina gazab ho gaya.....(2),
Bibi Kulsoom ka tha yeh nauha....(1),
Aai Madina gazab ho gaya.....(1),

Bhai atthara the koi bhi na raha,
Cheh mahine ka Asgar (as) bhi mara gaya,
Lut gaya sub hamara khazaina,

Aai Madina gazab ho gaya.....(2),
Bibi Kulsoom (as) ka tha yeh nauha....(1),
Aai Madina gazab ho gaya.....(1),

Asr aashur naizon pe sar aagaie,
Aaie shame gariba to khaime jale,
Sar pe chadar kisi ke bachi na.

Aai madina gazab ho gaya.....(2),
Bibi Kulsoom ka tha yeh nauha....(1),
Aai Madina gazab ho gaya.....(1),

Be rida hum ko dar dar phiraya gaya,
Zulm hai kuncha kuncha sajaya gaya,
Barish e pattharon ki ruki na.

Aai madina gazab ho gaya.....(2),
Bibi Kulsoom ka tha yeh nauha....(1),
Aai Madina gazab ho gaya.....(1),

Hai Amma (as) gale se laga lo humein,
Apne markad me lillah chupa lo hame,
Is kadar pehle paidal chali na.

Aai madina gazab ho gaya.....(2),
Bibi Kulsoom ka tha yeh nauha....(1),
Aai Madina gazab ho gaya.....(1),

Ho gya hashra rehan o sarwar bapa,
Roke shehzadion (as) ne yeh jis dam kaha,
Sath aaie na bali Sakina (as).

ay se aae ali akbar sare maydaan e vega, jaise badli se naya chaand namudaar hua, jaise tasweer e mohd se utha ho parda jaise haider ki jawaani ka chalan jalwanuma. Yak ba yak salle ala naara e akbar gunja ana ali yabnal husain yabna ali, nahnu wa baitillah auladin-nabi, zarbe ghulaame hashmi al alwiana, ali yabnal husain nabna ali
Nahnu wa baitillah aulaadin-nabi
Ama tarau laa qaifa ami a
n abi,
Wallah la yaa kum fi nabna dagi,
Hazrabe tum fisseb ahme an abi, zarbe ghulaame hashmi al alwi, ana ali.....
(1)
Naam akbar ali akbar hai mera,
Mai husain ibne ali ka beta.
khaa raha hun kasam e baitillah....2
Hum ko haasil sharaf e khoon e nabi.
ana ali......
(2)
Badnasab hum pe hukumat karta,
na hua hai na kabhi ho sakta
wallah wallah aba abdilla ...2
Mai fida tumpe husain ibne ali
Ana ali .....
(3)
Shaamiyon ab mera hamla dekho,
Zarbate sayyade wala dekho.
meri talwaar ka chalna....2
Zarbate hashmi zarbe alwi
Ana ali......
(4)
Ana ali yabnal husain nabna ali
Kahke ye yeh fauj may duba wo shujaae azali , naara zanja ke ana ibne husain ibne ali , teer chalne lagi naize chale talwaar chali, bad ke shamsheere do dum se safe kuffar chali, kis tarah lsdhta hai hum shakle payambar dekho, aaj shamsheer e husaini ke johar dekho
Ana ali yabnal husain nabna ali
Palte maidaan se vega karte hue,
Aake baba se yeh akbar bole.
thoda pani mere baba jo mile....2
Dekhna phir se meri tegzani
Ana ali....
(5)
Bole sheh sukhi zabaan dikhla kar,
Muh me rakhlo yeh anguthi akbar.
Aysa sharbat tumhe denge haider....2
Jisko pikar tumhe kehna hai yehi,
Ana ali.....
(6)
Run me jaakar wo bohot der ladhe,
Chaar janib se udu tut padhe.
Naubate bajne lagi jab wo gire ....2
Ek sada gunji aba adrikni.
Ana ali......
(7)
Sun ke aawaz e pisar sheh daudhe,
Khayi thokar kabhi girkar sambhle.
Ghutniyo chalte hue jab pahunche....2
Ali akbar ki ye aawaz suni
Ana ali......
Kya kare ab tera baba jee kar, khaak duniya hai tere baad akbar.
Nauha jaari tha Rehaan o sarwar....2
Run me roti thi sadae zakhmi
Ana ali yabnal husain nabna ali.

ay alam afraashte bar sare karbobala
quwate bardaashte bar sare karbobala

kehte the shaahe umam bar sare karbobala
uth zara lehra alam bar sare karbobala

ghaazi alamdaare man

khiz ze jaa o mazan shole be daamaane eshq
miravi o mishavad chaaq gharibaane eshq
sowte haram gush kon mashqamo borde ast
khiz be pa ya akhaa vaqte alamdaari ast
kaare yatimaane man va atash o zaari ast

ay mere khasta jigar kha gayi tum ko nazar
kaisa shakistaa hai sar khun me ho tar batar
sote ho tum to idhar rote hain bachhe udhar
jin ko nahi hai khabar ammu na aayenge ghar
ghaazi alamdaare man koshta e teghe jafaa

ay mere bhayya suno aaj to bhaayi kaho
khaak se ab to utho aawo chalo ghar chalo
chal ke bahen se milo pyaar sakina ko do
gaud me asghar ko lo apna alam le chalo
ghaazi alamdaare man deti hai zainab sada

naame to jaan mibarad baaz baraadar begu
montazerat zainab ast biya o khaahar begu
jaaneman ay khasta dil javaabe dokhtar begu
biya o kissa e aab baraaye asghar begu
aah panaaham bebin zamaane biyaari ast

haaye akhi alwida shere jari alwida
ibne ali alwida jaan chali alwida
ay sakhi ibne sakhi haaye teri bekasi
karte hain sina zani sarwar o rehaan bhi
ghaazi alamdaare man zinda rahe tu sada

Baraaye dile dukhtar

haaye hussaina
ay vaay sakina

ye rukhsate aakhir hai pukaare shahe waala
ay zainab o kulsum rabaab aur ruqayya
tum sab pe salaam aakhri allah ko sonpa
lipti huwi qadmo se ye kehti thi sakina

ay kul ke madadgaar madad karne ko aawo
ya fatema zehra mere baba ko bachaawo

baba na kaho baba tum saath raho baba
kuch ham se suno baba aage na barho baba
aaraam karo baba baraaye dile dukhtar
baraaye dile in dukhtar khaime me chalo baba

juyam be koja baba dar dasht to ra baba
nazdam to biya baba yaad az in wafa
lutfan benuma baba baraaye dile dukhtar
baraaye dile in dukhtar ay baba ma ro baba

mein jaan gayi baba pechaan gayi baba
qurbaan gayi baba talwaaron me jaawoge
phir tum bhi na aawoge baraaye dile dukhtar
baraaye dile in dukhtar tum ham ko tarpaana

aaya dokhtaret nistam yekta goharet nistam
noore nazaret nistam ya hamsafaret nistam
gar bargardi man nistam baraaye dile dukhtar
baraaye dile in dukhtar bargard o biya baba

baba ay mere baba laazim hai agar jaana
ye ham se karo waada jab shab ka ho sannaata
aur meri sada sunna baraaye dile dukhtar
baraaye dile in dukhtar tum lot ke aa jaana

babaye mani baba lazem shode gar raftan
in waadeye ma baashad dar taarikiye shab ha
bishno chun sadaaye man baraaye dile dukhtar
baraaye dile in dukhtar baaz aayi baraaye man

sheh bole sakina jaan sau jaan se mein qurbaan
is tarha na ho girya ek waada nibhaana hai
ek qarz puraana hai baraaye dile dukhtar
baraaye dile baba tum aaj dua karna

pursa hai paa e maula rehaan o ali jee ka
karte the haram nauha sarwar ne kaha beti
saa'at hai judaayi ki baraaye dile dukhtar
baraaye dile baba maqtal na chali aana

chale aawo ay zawaaro chale aawo
meri aawaaz pe labbaik pukaare jaawo
labbaik ya hussain

naam tum sab ke mere dil pe hain likhe aawo
apne maa baap ko is paak safar me laawo
apne bacchon ko bhi ehraame azaa pehnaawo
mere zawaaro meri karbobala aa jaawo
ehd karta hun azaadaaro shifaa'at ke liye
aawo zawaaro chale aawo ziyaarat ke liye
chale aawo

khush raho ay meri rudaa sunaane waalo
apni khushion me mera sog manaane waalo
saare aalam me mera farsh bichaane waalo
garmi sardi me meri qabr pe aane waalo
mujhko maalum hai tum logon ki haajat aawo
tum pe ho jaayegi allah ki inaayat aawo
chale aawo

jaanibe karbobala jab koyi barhta hai qadam
har qadam par mere zawaar pe hota hai karam
saaya karta huwa abbas ka chalta hai qadam
muntazir rehti hai zehra mere baba ki qasam
mere zawaaro mere dard ke maare aawo
meri maa fatema zehra ke dulaaro aawo
chale aawo

tum jo kehte ho abad wallah ma ninsa hussain
amma zehra bhi yahi karti hain ro ro kar bain
meri mazlumi pe roye hain shahe badr o honain
mere baba bhi hain ab tak mere gham me be chain
tum nahi bhule to mein bhi nahi bhula tum ko
yaad chalte huwe khanjar me bhi rakhta aawo
chale aawo

tum jo lehraate ho haathon me uthaaye parcham
tum ko maalum hai ho jaata hai taaza mera gham
yaad aata hai mujhe khun me duba wo alam
jis ke jhuk jaane se tuta mere bacchon pe sitam
mere abbas ki jaagir sajaane aawo
haazri roza e abbas pe khaane aawo
chale aawo

mere zawaaro suno ye zameen karbobala
mujhse pehle to yahaan koyi bhi bas na sakaa
ye zameen karbobala karb ka majmu'a hai
hazrate aadam o hawwa ka yahin girya hai
sher ne hazrate isaa ko yahin roka hai
aur phir takhte sulaimaan yahin larza hai
is zameen par ibraahim ka rahwaar dhasaa
paa e musaa me lagi chot lahu behne laga
zabihallah ke haivaan rahe pyaase yahaan
kashtiye nooh se takraaya yahin par tufaan
is zameen par to pareshaan huwa har insaan
mere baba bhi yahin karte rahe aah o fugaan
meri hijrat thi madine se hidaayat ke liye
ye zameen maine kharidi thi shahaadat ke liye

chale aawo ay zawaaro chale aawo
meri aawaaz pe labbaik pukaare jaawo
labbaik ya hussain

do moharram ko yahaan mera rahwaar ruka
saath kunba tha mera mein akela bhi na tha
aawo zawaaro mere saath chalo
thaam kar dil mera maqtal dekho
ye maqaame ali akbar hai jahaan
mere bacche pe jahaan royi azaan
ye maqaame ali asghar hai jahaan
aaj bhi bethi huwi roti hai maan
ye jagaah wo hai mere zawaaro
laashe qaasim huwi paamaal idhar
do maqaamat jo aate hain nazar
kate abbas ke baazu the idhar
hain zaraa door jo do dil ke qaraar
hain mere aun o mohammad ke mazaar
asre aashur se turbat ke qareeh
mera hur aur mera lashkar hai yahi
aur ye tilla e zainabya hai
yahi zainab ne ye manzar dekha
mujh pe chalta huwa khanjar dekha
mera aashur ya chehlum ho mera
karbala aata hai kunba mera
phir sakina jo yahaan aati hai
meri turbat se lipat jaati hai

ya hussain

mein hun hussain
abde khuda
khune nabi
khune ali
khune hasan
zehra nasab
shaahe arab
mein hun ataa
mein hun shafaa
ehle azaa
roze jazaa
denge tumhe
lutf o karam
baaghe iram
mein hun hussain
tum pe salaame karbala maatami
tum pe salaame shohada maatami
tum pe salaame sayyada maatami
tum pe salaame murtaza maatami
tum pe salaame mustafa maatami
tum pe salaame baawafa maatami
tum ho dile zainabe kubra ka chain
kehte raho kehte raho ya hussain
sayyadena sayyadena ya hussain

Ay Waa -e- Nehre Alqama....(4)
Darya Behta Raha.....(2)
Darya Behta Raha.....(2)

Darya Behta Raha
Saamne Usi Darya Ke, Pyaase Tadapte Hai-
Darya Behta Raha.....(2)

Bana Jinke Khaatir Paani, Unhi Ko Mila Na
Unhi Se To Shikha Isne, Zameen Par Barsna
Sitam Hai Dikha Kar Inko ..(2)
Hai Pani Bahana Haay
Darya Behta Raha.....(2)

Saamne Ushi Darya Ke, Pyaaase Tadapte Hai-
Darya Behta Raha.....(2)

Swaere Ishi Darya Pe, Alam Waala Aaya
Kisi Tishnalab Bachi ka, Woh Mashkiza Laaya
Chidi Mashk Us Pyase Ki.....(2)
Woh Wapas Gaya Na, Haay
Darya Behta Raha.....(2)

Samne Usi Darya Ke, Pyaase Tadapte Hai-
Darya Behta Raha.....(2)

Woh Jiski Azaan Gunji Thi, Sawere Sawere,
Chada Din To Baba Uska, Usi Ko Sambhaale
Pukaara Hai Khaq Ab Dunia.....(2)
Tere Baad Beta, Haay
Darya Behta Raha.....(2)

Samne Usi Darya Ke, Pyaase Tadapte Hai-
Darya Behta Raha.....(2)

Udhar Bekafan Tha Bhai, Behan Beridaa Thi
Jaalti Huwi Khaimo Ko, Ajab Shaam Aayi
Koi Maa Pukari Baba.....(2)
Luta Mera Qunba, Haay
Darya Behta Raha.....(2)

Samne Usi Darya Ke, Pyaase Tadapte Hai-
Darya Behta Raha.....(2)

Amire Arab Ka Beta, Libaase Gharibi,
Rehan Aur Sarwar Hum Na, Yeh Bhule Kabhi Bhi,
Woh Darya Ka behta Paani.....(2)
Woh Pyaase Ka Sajdaah Haay
Darya Behta Raha ..(2)
Ay Waa -e- Nehere Alqama.....(4)

Mein hussain hun
gunji bawaqte asr sada mein hussain
kaato na mera khushk gala
mein hussain hun

sukhi huwi hai shimr  mere halq ki ragein
aahista tu chhuri ko chala
mein hussain hun

amma  kisi ne paani ki ek boond bhi na di
mein baar baar kehta raha
mein hussain hun

kat ta huwa gala mera dekha na jaayega
nana mein hun nawaasa tera
mein hussain hun

be baazuwo ki laash tarap kar ulat gayi
aayi furaat par jo sada
mein hussain hun

zaanu pe rakh ke sar ko kaha ne ek zaeef ne
akbar  kahaan hai jald bataa
mein hussain hun

ay shaamiyo kafan na diya mujh ko gham nahi
de do meri bahan ko rida
mein hussain hun

mehsoos ab bhi hota hai ye zaayereen ko
roze se aa rahi hai sada
mein hussain hun

aisa laga raza ki shanawar se fatema
kehti hai baar baar suna
mein hussain hun

gunji bawaqt asr sada mein hussain

Muhammad hamare badi shaan wale 3

Woh nabiyo me rehmat laqab paane wale

Khuda jiske seene pe qura utare
Mudassir kahe aur muzammil pukare
Woh noore khuda do jaha ke ujale

Jab aaye zami par muhammad hamare
Falak ne zami par bichaae sitare
Uthe sar zameene arab se yeh naare

Nawase jo roye to roye muhammad
Woh jab tak na soye na soye muhammad
Do aakhe nabi ki the dono nawase

nawasa mazare muhammad pe aaya
Kaha pyaare nana yeh wada hai mera
Hai islam ab karbala ke hawale

sada aye kabre muhammad se beta
Dua ko hai nana ali aur zehra
Chale gazi abbas parcham sambhaale

Woh aashur ka din muhammad ka qunba
Jo maqtal me dee ko lahu de raha tha
Yeh keh keh ke seeno pe khaae hai bhaale

Rehan o ali jee azadare sarwar
Ghulamaane haider ghulame payambar
Sada is sada se zamana milale

Ya Hussain Ya Hussain ..(2)

Ya Hussain Ya Husssain Ya Hussain

Maula Haq Imam Ya Hussain Ya Hussain ..(2)

Maa Matami Shahe Karbala Jo

Maa Matami Qatil e Jafa Jo

Hika Bekafan Hika Berida Jo

Munjhe Dil Aa Farshe Aza

Maa Naukar Hussain Jo..

Mohjy Naukri Sai Panjetan Di ..(2)

Maa Naukar Hussain Jo ..(2)

Monjhy Naukri Sai Panjetan Di..(2)

Maa Naukar Maa Naukar Maa Naukar Hussain Jo..Maa Naukar Hussain Jo..

Haa Mote Aada Sai Kibriya Di

Mujhe Aa Dua Sai Mustafa Di

Munjhe Dil Mein Aa Vila Murtuza Di

Musa Raazi Aa Zehra

Maa Naukar Hussain Jo..

Mohnjy Naukri Sai Pajetan Di..(2)

Maa Naukar Maa Naukar Maa Naukar Hussain Jo..Maa Naukar Hussain Jo..

Haa Jibrila Ji Aayi Sada Hi

Kayi Naukri Dare Saiyaada Ji

Hasnain Jo Khaiyaat Padh Di

Munjo Haider Aa Maula

Maa Naukar Hussain Jo.

Monjh Naukri Sai Panjetan Di..(2)

Maa Naukar Maa Naukar Maa Naukar Hussain Jo..Maa Naukar Hussain Jo..

Haa Tujhi Aakayi Waliyan Gulami

Shah Shams Hai Bari Shaabhitayi

Tunji Naukri Kayi Shaan Raani

Har Hekha Ji Aahein Sada

Maa Naukar Hussain Jo..

Mohnjy Naukri Sai Panjetan Di..(2)

Maa Naukr Maa Naukar Maa Naukar Hussain Jo...Maa Naukar Hussain Jo..

Hulmi Chayo Shahe Shahidaa

Labbaikeo Sohaadae Meida

Chaliyo Har Zabaan Mil Jme Wari Ja

Maula Taa Qaya Fidaa

Maa Naukar Hussain Jo..

Mohnjy Naukri Sai Panjetan Di..(2)

Maa Naukar Maa Naukar Maa Naukar Hussain Jo ..Maa Naukar Hussain Jo..

Ho Fauj Jo Salaare Gazi

Labe Alqama Je Jithi Baazi

Abbas Khaatheo Maula Raazi

Rayo Chaovando Shahe Wafa

Maa Naukar Hussain Jo..

Mohnjy Naukri Sai Panjetan Di..(2)

Maa Naukar Maa Naukar Maa Naukar Hussain Jo..Maa Naukar Hussain Jo..

Shabe Zarbate mahe Ramzan,
Ali (as) Ka Yeh Kehna Hai,
Ye Zindagi Baad -e- Zehra
Ba Khuda Shakista Hai,
Aah Tere Baad Ay Zehra,
Mai Dil Soz - o- Shakista
Mai Dil Zaar -o- Girafta

Khuda Nigeh Dar Ke Mai Musafir -e- Shab Zinda Dar
Khuda Nigeh Dar Ki Mai Pay Kare Dil Figaar

Yaa Ali .....

Roz -o- Shab -e- Veerani
Zindagi Ye Zindani
Roz -o- Shabe Veerani
Zindagi Ye Zindani

Zindagi Ye Baad -e- Zehra (s.a.)
Ba Khuda Nahi Kat ti,
Khuda Nigeh Dar Ke Mai Musafir -e- Shab Zinda Dar
Khuda Nighe Dar Ki Mai Pay Kare Dil Figaar
Khuda Nigeh Dar Ke Mai Musafir -e- Shab Zindea Dar.....
Khuda Nigeh Dar Ki Mai Pay Kare Dil Figaar..... Yaa Ali.....(4)

Haaye Dard -e- Dil Mere
Jo Ali Na Keh Paaya
Raaz Woh Liye Dil Mein
Ja Raha Hai Ay Dunia
Kal Na Salooni sunuga
Kal Na Salooni Kahunga
Mein Chala Sue Kirdigar

Khuda Nigeh Dar Ke Mai Musafir -e- Shab Zindea Dar.....
Khuda Nigeh Dar Ki Mai Pay Kare Dil Figaar..... Yaa Ali.....(4)

Wo Ali (as) Hun Jungoo Mein
Jisne Maut Ko Ghera
Fatima (sa) Ki Furkat Mein Zabt Khogaya Mera
Haaye Tere Baad Ay Zahara
Haaye Veeran Hai Dunia
Mai Chala Suwe Kirdigar

Khuda Nigeh Dar Ke Mai Musafir -e- Shab Zindea Dar.....
Khuda Nigeh Dar Ki Mai Pay Kare Dil Figaar..... Yaa Ali.....(4)

Haaye Fatima (s.a.) Zehra,
Sabr Kaisa Paaya Tha
Raz Zakhmi Pehlu Ka,
Mujhse Bhi Chupaya Tha,
Mai Kabhi Bhool Na Paaye woh
Ter Pehlu Shakista
Mai Chala Suwe Kirdigar

Khuda Nigeh Dar Ke Mai Musafir -e- Shab Zindea Dar.....
Khuda Nigeh Dar Ki Mai Pay Kare Dil Figaar..... Yaa Ali.....(4)

Is Sitam Ne Ay Zahra
Kitna Mujhko Rulwaya
Mai Ali Tha Aur Tera
Haq Na Mai Dila Paya
Haaye Tu Dukhtar -ee Aaqa
Aur Darbar Mein Jaana
Mai Chala Suwe Kirdigar

Khuda Nigeh Dar Ke Mai Musafir -e- Shab Zindea Dar.....
Khuda Nigeh Dar Ki Mai Pay Kare Dil Figaar..... Yaa Ali.....(4)

Aa Raha Hoon Ay Zahra (sa)
Mai Bhi Janib -e- Manzil
Khuda Haafiz -o- Naasir
Mai Chala Suwe Qatil
Kal Mera Aakhri Kalma
Fuz To Be Rabbil kaba
Mai Chala Suwe Kirdigar

Khuda Nigeh Dar Ke Mai Musafir -e- Shab Zindea Dar.....
Khuda Nigeh Dar Ki Mai Pay Kare Dil Figaar..... Yaa Ali.....(4)

Mai Chala Suwe Qatil, Mai Chala Suwe Haasil,
Mai Chala Suwe Manzil, ----(2)
Mai Chala.

Sham - e - Gharibaan Mein

Haaye Alamdar..... (4)
Haaye Hussain  (as) Haye Hussain (as),.....(3)
Sham -e- Gum Aagayi Bekasi Chaa Gai
Sham Ki Fouj Khaimo  Talak Aagaye
Aatishe Zulmo Khaime Jalane Lagi
Mere Khuda Labe Furat Sayebaan Jal Gaya
Jale Khayam Saiyada Ka Phir Maqan Jal Gaya
Sham -e- Gariba Main Haram Karte The Faryaad

Shame -e- Gariba Mein Haram Karte The Faryaad..... (2)
Haaye Haaye Haaye Haaye Haaye Alamadar .. (2)
Shame -e- Gariba Mein Haram Karte The Faryaad.....(2)

Chaadare Chin Gai Lut Gaya Malo Zar
Khaima Dar Khaima Hai Bibiyo Ka Safar
Betiya Fatema (sa) Ki Huwi Nauhagar
TadapTadap Ke Ya Ali Pukarti Thi Bibiya..................
Idhar Udhar Buss Apne Lal Dhundti Thi Bibiya
Jalne Laga Haaye Udhar Bistare Bimaar

Jalne Laga Haaye Udhar Bistare Bimaar
Haaye Haaye Haaye Haaye Haaye Alamadar .. (2)
Shame -e- Gariba Mein Haram Karte The Faryaad.....(2)

Kya Kare Zainab (as) Khasta Dil Kya Kare
Na Rahe Waarisane Haram Na Rahe
Raat Aayi Nahi Aur Shab Sogaye
Dhuva Dhuva Fiza Lahu Lahu Hai Dashte Karbala.....
Kisi Nasheb Se Hai Mushtaqeel Sadae Fatema (sa)
Naalae ya Fatema (sa) Ya Haidere Karrar

Naala Ye Fatema (sa), Ya Haidar e Karrar.....
Haaye Haaye Haaye Haaye Haaye Alamadar .. (2)
Shame -e- Gariba Mein Haram Karte The Faryaad.....(2)

Khaaq Par Aagayi Bibiya Nauhagar
God Mein Pyaase Baccho Ke Rakhe Hai Sar
Kis Ko Aawaz De haaye Jaaye Kidhar
Na Koi Bhai Hai Na Bhai  Ka Pisar Na Bhaanja
Ali Ki Laadli Ne Bhai Ka Alam Utha Liya
Mire Sadar Mire Haram Zainabe laachar

Mire Sadar Mire Haaram Zainabe Laachar.....
Haaye Haaye Haaye Haaye Haaye Alamadar .. (2)
Shame -e- Gariba Mein Haram Karte The Faryaad.....(2)

Haaye Rehan -o- Sarwar Sare Karbala
Hoke Bedasht Ek lashaye Baawafa
Dekhta Rehgaya Qafela Chaldiya
Salam Bekafan Badan Woh Jinke Sar Hue Judaa
Salam Dukhtarane Fatema (sa) Aseero Berida
Ek Rasan Baara Gale Kuhchao Baazar

Ek Rasan Baara Gale Kuchaao Baazar ..
Haaye Haaye Haaye Haaye Haaye Alamadar .. (2)
Shame -e- Gariba Mein Haram Karte The Faryaad.....(2)

Haaye Alamdar .. (6)

Sham - e - Gharibaan Mein

Haaye Alamdar..... (4)
Haaye Hussain  (as) Haye Hussain (as),.....(3)
Sham -e- Gum Aagayi Bekasi Chaa Gai
Sham Ki Fouj Khaimo  Talak Aagaye
Aatishe Zulmo Khaime Jalane Lagi
Mere Khuda Labe Furat Sayebaan Jal Gaya
Jale Khayam Saiyada Ka Phir Maqan Jal Gaya
Sham -e- Gariba Main Haram Karte The Faryaad

Shame -e- Gariba Mein Haram Karte The Faryaad..... (2)
Haaye Haaye Haaye Haaye Haaye Alamadar .. (2)
Shame -e- Gariba Mein Haram Karte The Faryaad.....(2)

Chaadare Chin Gai Lut Gaya Malo Zar
Khaima Dar Khaima Hai Bibiyo Ka Safar
Betiya Fatema (sa) Ki Huwi Nauhagar
TadapTadap Ke Ya Ali Pukarti Thi Bibiya..................
Idhar Udhar Buss Apne Lal Dhundti Thi Bibiya
Jalne Laga Haaye Udhar Bistare Bimaar

Jalne Laga Haaye Udhar Bistare Bimaar
Haaye Haaye Haaye Haaye Haaye Alamadar .. (2)
Shame -e- Gariba Mein Haram Karte The Faryaad.....(2)

Kya Kare Zainab (as) Khasta Dil Kya Kare
Na Rahe Waarisane Haram Na Rahe
Raat Aayi Nahi Aur Shab Sogaye
Dhuva Dhuva Fiza Lahu Lahu Hai Dashte Karbala.....
Kisi Nasheb Se Hai Mushtaqeel Sadae Fatema (sa)
Naalae ya Fatema (sa) Ya Haidere Karrar

Naala Ye Fatema (sa), Ya Haidar e Karrar.....
Haaye Haaye Haaye Haaye Haaye Alamadar .. (2)
Shame -e- Gariba Mein Haram Karte The Faryaad.....(2)

Khaaq Par Aagayi Bibiya Nauhagar
God Mein Pyaase Baccho Ke Rakhe Hai Sar
Kis Ko Aawaz De haaye Jaaye Kidhar
Na Koi Bhai Hai Na Bhai  Ka Pisar Na Bhaanja
Ali Ki Laadli Ne Bhai Ka Alam Utha Liya
Mire Sadar Mire Haram Zainabe laachar

Mire Sadar Mire Haaram Zainabe Laachar.....
Haaye Haaye Haaye Haaye Haaye Alamadar .. (2)
Shame -e- Gariba Mein Haram Karte The Faryaad.....(2)

Haaye Rehan -o- Sarwar Sare Karbala
Hoke Bedasht Ek lashaye Baawafa
Dekhta Rehgaya Qafela Chaldiya
Salam Bekafan Badan Woh Jinke Sar Hue Judaa
Salam Dukhtarane Fatema (sa) Aseero Berida
Ek Rasan Baara Gale Kuhchao Baazar

Ek Rasan Baara Gale Kuchaao Baazar ..
Haaye Haaye Haaye Haaye Haaye Alamadar .. (2)
Shame -e- Gariba Mein Haram Karte The Faryaad.....(2)

Haaye Alamdar .. (6)

No comments:

Post a Comment