Sunday, 16 February 2025

Nadeem Sarwar (1999)

Abbas aa rahe hai
(Ek shor hai, al amaan) x4

(Abbas aa rahe hai) x2
(Ek shor hai, al amaan) x4

(Abbas aa rahe hai) x2

Ek haath mein alam aur mashke sakina
(Abbas aa rahe hai) x2

1. Kaandhe pe mashk mashk mein dil hai diler ka
Darya ko chin lena nahi kaam der ka
Ehsan tishnagi me hilega na ghair ka
(Bighra hua mizaj hai) x2
Bighra hua mizaj jai hyder ke sher ka
(Abbas aa rahe hai) x2

2. Chehra hai wal kamar ki ziyao se nur nur
Aankho se jaakhta hua wan najal ka surur
Bala kadi hai aaisi ke sharmae koheyr
(Zulfe daraz aisi) x2
Zulfe daraz aisi ke wal lail ka shaur
(Abbas aa rahe hai) x2 

3. Pyaasa hai sher ghat ka rasta na rokna
Aankhe jukawo sher ki janib na dekhna
Kaise bache ye jaan ye lazim hai sochna
(Abbas hai jalaal mai) x2
Abbas hai jalaal mai hargiz na tokna
(Abbas aa rahe hai) x2 

4. Tewar beta rahe hai kayamat uthayega
Tege nazarse iski khuda hi bachayega
Aaya jo samne koi who mara jayenga
(Ek mashk me furat ko) x2
Ek mashk me furat ko bharkar dikhaega
(Abbas aa rahe hai) x2

5. Kabza hua furat par al kissa mukhtasar
Paani ko dekha phat gayaa abbas ka jigar
Aankhe lahu lahu hui bachcho ki pyas par
(Baali sakina bacho se) x2
Baal sakina bacho se kehti rahi udhar
(Abbas aa rahe hai) x2

6. Khayme ke dar par pyaasi sakina thi muntazar
Jumbish alam ki dekh ke deti thi yeh khabar
Tishna labo dua me tumhari hua asar
(Who dekho aa raha hai) x2
Wo dekho aa raha hai chacha ka alam nazar
(Abbas aa rahe hai) x2

7. Aaya alam zurur magar khun me bharaa
Zainab ne sar ko pitt ke shabbir se kaha
Kyun kham kamar hai aap ki gaazi kaha gaya
(Bole hussain ab koi) x2
Bole hussain ab koi pyaasa na de sadaa
(Abbas aa rahe hai) x2

Ek haath me alam aur mashke sakina
(Abbas aa rahe hai) x2

(Ek shor hai, al ama) x4

Ashur ki shab hai sakina ka wo rona. 
Aur sayyade mazlum ke beti se yeh kehna. 
Are tu roya, me yeh dekh nahi, sakta sakina.
(Achi nahi ye baat na roya karo bibi) x2

(Pehlu me kabhi maa ke bhi soya karo bibi) x2
(Achi nahi ye baat na roya karo bibi) x2

1. Kya howe kisi shab ko jo ham ghar me na aaye
Tum hamko na pao tumhe hum bhi nahi paye
Tarpogi nahi dard se wada karo bibi
(Pehlu me kabhi maa ke bhi soya karo bibi) x2
(Achi nahi ye baat na roya karo bibi) x2

2. Are baitha karo kuch der charago ko buja kar
Samja karo is khaak ko ay laadli bistar
Baali kabhi yuhi nahi pehna karo bibi
(Pehlu me kabhi maa ke bhi soya karo bibi) x2
(Achi nahi ye baat na roya karo bibi) x2

3. Are kuch der to yeh farz karo ham na rah aagar
Baaki na rahe haath koi rakhne ko sar par
Mahaul yatimo ka bhi socha karo bibi
(Pehlu me kabhi maa ke bhi soya karo bibi) x2
(Achi nahi ye baat na roya karo bibi) x2

4. Aadat zara tanhayi me rehne ke bhi dalo
Taswir tasawur mai asiri ki banalo
Aazad parindo ko na dekha karo bibi
(Pehlu me kabhi maa ke bhi soya karo bibi) x2
(Achi nahi ye baat na roya karo bibi) x2

5. Are asghar ko na manoos karo pyaar se apne
Akbar ki urusi ke na dekha karo sapne
Sugra ki karib itna na baitha karo bibi
(Pehlu me kabhi maa ke bhi soya karo bibi) x2
(Achi nahi ye baat na roya karo bibi) x2

Bhayaa muje bhool na jaana
 
Sab phulo ke gehne me sawaari dulhan aaye.
Tum jese ho bas ese hi pyaari dulhan aaye.
 
(Sar pe agar sehra sajana, Hatho pe kangnaa jo bandhana) x2
(Bhaya muje bhool na jaana) x2
 
1. Fatema sugra ne ye akber ko likha hai,
Bhayi salaamat raho behna ki duwa hai,
Baad duwa dil me ye armaan basaa hai,
Masne de shaadi jo bichaana
Bhayaa muje bhool na jaana..
 
2. Baba ki aggosh me me bhi to pali hu,
Bhaya teri ungli pakar kar me chali hu,
Kyu me tere chaawo se mehroom rahi hu,
Baba ki jab chawo me janna
Bhaya muje.
 
3. Baba se kehna ke meri jald khabar le,
Toot na jaaye kahi baba meri saase,
Kataa nahi din na guzarti hai ye raate,
Khat mera baba ko sunana,
Bhaya muje..
 
4. Bhaya teri baad jo din eid ka aya,
Mujko bhare gar ki judaayi ne rulaaya,
Dukh ye mera sab ko bataana,
Bhaya muje...
 
5. Sunti hu kerbal ki bohot garm hawaa hai,
Amma se kehne ke ye sugra ne kahaa hai,
Phool sa asgar jo mera sath gayaa hai,
Dhoop se jab usko bachaana,
Bhaya muje...
 
6. Behno ka dil jaane jigar hota hai bhayi,
Ankh geher ti hai jigar hota hai bhaayi,
Mere tarap ne ka asar ho ta hai bhayi,
Tum ho jaha mujko bulana,
Bhaya muje...
 
7. Bhaya muje rehta hai har waqt ye ehsaas,
Bhool gaye kya muje mere chacha abbas,
Aye alam aye sakina ho mere paas,
Aas meri tor na jana,
Bhaya muje.
 
8. Ama se kehna ke sakina ki kasam hai,
Faisela ab kabre se bimaar ka kam hai,
Der na ker na ke mere hoto pe dam hai,
Haat duwa ko jo uthana,
Bhaya muje.

Paro Kalma Nabi ka Ka Musalmano
(Haa(n) Karo Matam Husain ka azadaro) x5

1. Deen Ne Maula Shabbir Ko di sada
Amma Zehra Ke Markaz se Rukhsat Huwa
Lab Pe Naame Khuda Dil me Thi Karbala
Din Bhi Gharmi Ke The Saath Bachcho(n) Ka Tha
(Phir Bhi Marne Wo Chala Masalmano) x2
(Haa(n) Karo Matam Husain ka azadaro) x3

2. Shaih Ke Hamraah Thi Bibiya Betiya(n)
Nawjawaa(n) Saath the saath tha Bezuba(n)
Haaye kis Shaan se wo huwe the rawaa(n)
Ek bimar leti rahi hichkiyaa(n)
(Shor mataam utha tha musalmano) x2
(Haa(n) Karo Matam Husain ka azadaro) x3

3. Do Muharram ko karbobala Aa Gaye
Alqama ke kanare jo khaime lage
Ashkiya ne kaha Aakar shabbir se
Apne Khaime yaha se utha lijiye
(Waqt kya Aa gaya tha musalmano) x2
(Haa(n) Karo Matam Husain ka azadaro) x3

4. Khatm qarbobala Me larayi Hui
Saari fauje khuda khak par soo gai
Aai Shaame Gariba Raha Na Koi
Itrate Mustafa Sue Zindan Chali
(Nange sar bibiyaa(n) hai musalmano) x2
(Haa(n) Karo Matam Husain ka azadaro) x3

5. Haaye Bazare Kufa Ka who marhala
Betiyaa(n) thi mohammad ki jab be rida
Gir ke naako se Bacho ki thi ye sada
Alwida Madare Gamzada Alwida
(Aasman Ro Raha tha Musalmano) x2
(Haa(n) Karo Matam Husain ka azadaro) x3

6. Mere sajjad boli ye binte ali
Jaanti hai mujhe shaam ki har gali
Khaak urhawo ke mujh ko na dekho koi
(Yeh tha zainab ka nawha Masalmano) x2
(Haa(n) Karo Matam Husain ka azadaro) x3

7. Bole Sajjad hatho(n) me zanjir hai
Be ridai phuphi Ab to taqdir hai
Sabr aale Mohammed ki Jagir hai
Hum hai Aale Nabi bas Yeh Teksir Hai
(Keh ke Ye Ro Diya tha Masalmano) x2
(Haa(n) Karo Matam Husain ka azadaro) x3

Hogaye zainab se khafa ay mere baba
kya beti se pyari thi khaza ay mere baba

ghar mera veraan kiya
ay mere baba
karti hoo aaho buka
ay mere baba
zulm ye kaisa hua
ay mere baba
sunte nahi meri sada kisko pukaroo
saaya hai mere sar se utha kisko pukaaroo
ay mere baba, ay mere baba

zarb ye kaisi lagi
ay mere baba
kaun tha aisa shakhi
ay mere baba
zulm ki hadh ho gayi
ay mere baba
rote hai hasnain zara aankhein to kholo
dil kabse hai bechain zara aankhein to kholo
ay mere baba, ay mere baba

kaisi hai gham ki sahar
ay mere baba
phatta hai mera jigar
ay mere baba
aapko yu dekh kar
ay mere baba
chalte hai kanjar mere seene pe alam ke
taqdeer ne dikhlaaye ye din kaise sitam ke
ay mere baba, ay mere baba

aankh se aansu rawaan
ay mere baba
seeno se utha dhuwaan
ay mere baba
dard ki chingaariya
ay mere baba
ay bine muljim ye bata tukjo mila kya
tune lahoo kisliye hyder ka bahaya
ay mere baba, ay mere baba

qatl namaazi huwa
ay mere baba
arsh se aayi sada
ay mere baba
hogaya mehshar bapa
ay mere baba
rotay hai jibreele ameen peet ke seena
naale koi karta hai koi, padta hai noha
ay mere baba, ay mere baba

ya ali mushkil-kusha
ay mere baba
dekhiye uth kar zara
ay mere baba
nowha kuna hai fiza
ay mere baba
taygh-e-jafa aap-pe zaalim ne chalaayi
roti hai zameen aasmaan deta hai duhaai
ay mere baba, ay mere baba

kuch to kare guftagu
ay mere baba
badta hai sar se lahoo
ay mere baba
aap huwe to khuloo
ay mere baba
masjide kufa may bapa shoro buka hai
damaade nabi shere khuda qatl hua hai
ay mere baba, ay mere baba

rotay hai ehle aza
ay mere baba
hogayi majlis bapa
ay mere baba
dil bhi tadapne laga
ay mere baba
uthgaya dunya se madadgaar hamara
bewo ka yateemo ka aseero ka sahara
ay mere baba, ay mere baba

shabbar-o-shabbir par
ay mere baba
kijiyo uthkar nazar
ay mere baba
rote hai sar peet kar
ay mere baba
amma ki tara aap bhi ab ghar se sidhaare
ab haath rakhe kaun bhala sar pe hamaare
ay mere baba, ay mere baba

ashkon ka ye silsila
ay mere baba
jaari rahega sada
ay mere baba
kufa ho ya karbala
ay mere baba
nowha rehaan azmi ye maula ali ka
hai sab ke liye ukhba may bakshish ka sahara
ay mere baba, ay me

Hussain shahid-e karbala

(Ay karbala ay karbala) x4

(Hussain shahid-e karbala) x8

  1. (Zabi he bekhataa shudi) x4
    Katile dasht-e nainawah
    (Hussain shahid-e karbala) x3
     
  2. (Shudast-e naaz-e hal ataa) x2
    (Ila jidar dela dawaa) x2
    (Jahaa hai dard-e karbala) x4 Waha waha, karbala
    (Hussain shahid-e karbala) x3
     
  3. (Bikaar-e shash minam koi) x2
    (Shahid-e motaram koi) x2
    (Jahaa hussain-e ranuma) x4 Waha waha, karbala
    (Hussain shahid-e karbala) x3
     
  4. (Shabab-e akbar-e jawaa) x2
    (Nishaa na kar dushamiya) x2
    (Jahaa jawaa ka gham bapa) x4 Waha waha, karbala
    (Hussain shahid-e karbala) x3
     
  5. (Bahar rukhu, bahar jihaa) x2
    (Baka baka, hussainiya) x2
    (Jahaa khuda he ba khuda) x4 Waha waha, karbala
    (Hussain shahid-e karbala) x3
     
  6. (Shahide karbala hussain) x2
    (Bina illah, illah hussain) x2
    (Jahaa jahaa teri sadaa) x4 Waha waha, karbala
    (Hussain shahid-e karbala) x3
     
  7. (Alam juloos-e taziye) x2
    (Ye majlise, ziyarate) x2
    (Jahaa charage mustafa) x4 Waha waha, karbala
    (Hussain shahid-e karbala) x3
     
  8. (Saji huwi, abadiya) x2
    (Ridaa baghayre bibiya) x2
    (Jahaa dikhayi de ridaa) x4 Waha waha, karbala
    (Hussain shahid-e karbala) x3
     
  9. (Jigar jigar sinaa sinaa) x2
    (Lahu lahu dhuwa dhuwa) x2
    (Jahaa hussain-e silsila) x4 Waha waha, karbala
    (Hussain shahid-e karbala) x3

(Hussain shahid-e karbala) x3

(Suno husseinio) x2 
(Hussain-e wo jo zehre tegh has ke sogaya) x2 
(Yazid-e wo jo zillatio ka naam-e hogaya) x2 
Hussain wo jo marziye khuda kharid-e le, yazid-e wo he jiska koi nam-e bhi ne le (Yazid-e zinda re ke murdabaad hogaya) x2 
Hussain-e sar kata ke zindabad-e zindab-e zindabad hogaya. (Zindabad) x5

(Hussain zindabad) x4

Ye kal bhi zindabad-e tha wo ab bhi zindabad hai
(Hussain zindabad) x4

1. (Quran-e me hadis-e me yazid-e ka bayaa nahi) x2 
(Yazid-e ki to kabr-e ka kahi bhi koi nishaa nahi) x3 
Ajaa bajaa hai dehre me, hussain-e ki awlaad hai
(Hussain zindabad) x4
Ye kal bhi zindabad-e tha wo ab bhi zindabad hai
(Hussain zindabad) x4

2. (Burayi-o ke dehr-e me yazid-e aam-e kargaya) x2 
(Hussain-e se laraa to apni mot-e aap-e margaya) x3 
Ye kal bhi murdabaad-e tha wo abh bhi murdabad hai
(Hussain zindabad) x4
Ye kal bhi zindabad-e tha wo ab bhi zindabad hai
(Hussain zindabad) x4

3. (Har ik-e sharif-e zehne se, yazid-e itna gir gaya) x2 
(Kisi ne apni laal-e ka yazid-e naam-e na rakha) x3 
Ye kal bhi naam murad tha wo ab bhi naam murad-e hai
(Hussain zindabad) x4
Ye kal bhi zindabad-e tha wo ab bhi zindabad hai
(Hussain zindabad) x4

4.(Yazid-e wale takht-e par, nasib-e ke kharab-e hai) x2 
(Hussain-e wala kayd-e me bhi reh ke kamiyaab-e hai) x3
Hussainyat ki thokare yazid aur ibne ziyaad hai
(Hussain zindabad) x4
Ye kal bhi zindabad-e tha wo ab bhi zindabad hai
(Hussain zindabad) x4

5.(Jahaa me sab se zyadaa ashk-e jiske naam-e par baha) x2
 (Zamaana laa ghame hussain-e ka koi jawaab-e la) x3 
Gineez-e buk ko bus mere hussain-e se anaad hai
(Hussain zindabad) x4
Ye kal bhi zindabad-e tha wo ab bhi zindabad hai
(Hussain zindabad) x4

6. (Yazid-e ek lakh-e ho mukaable pe gham nahi) x2 
(Hussain-e wale ek ho to lash karo se kam nahi) x3 
Hussain-e ko ki apne matami pe etimaad hai
(Hussain zindabad) x4
Ye kal bhi zindabad-e tha wo ab bhi zindabad hai
(Hussain zindabad) x4

7. (Ali ki beti zainab-e hazi hussain-e ban gayi) x2 
(Sharikatul hussain-e thi, yazidiyat pe cha gayi) x3 
Hussain-e se parha huwa, sabak jo isko yaad hai
(Hussain zindabad) x4
Ye kal bhi zindabad-e tha wo ab bhi zindabad hai
(Hussain zindabad) x4

8. (Tara na hai hussain-e hai, ha sath-e do hussainiyo) x2 
(Hussain-e se murad-e lo murad-e lo hussainiyo) x3 
Hussain-e jisko dete uski nasle va muraad hai
(Hussain zindabad) x4
Ye kal bhi zindabad-e tha wo ab bhi zindabad hai
(Hussain zindabad) x4

Kehti thi Zainab, Haye hussaina

(Haye hussaina) x4

(Kehti thi zainab, haye hussaina) x2

(Hogayi barbad ye behna, karbobala me) x2 Kehti thi zainab, haye hussaina

  1. Karbobala kuch na diya karbo aziyat ke siwaa, mere daman me bacha kya hai musibat ke siwa (Karbala tujse mila kya hai kayamat ke siwaa) x2 (Kehti thi zainab, haye hussaina) x2

    (Hogayi barbad ye behna, karbobala me) x2 Kehti thi zainab, haye hussaina

  2. Subhe ashur azaane ali akbar ki kasam. Mere bhayi pe chale tir hazaaro payham (Chup rahi karbobala hote rahe ham pe sitam) x2 (Kehti thi zainab, haye hussaina) x2

    (Hogayi barbad ye behna, karbobala me) x2 Kehti thi zainab, haye hussaina

  3. Mera athara baras wala jiya laa akbar. Kha gayi uske bhi ay karbobala teri nazar (Mene dekha he isi laal ka barchi me jigar) x2 (Kehti thi zainab, haye hussaina) x2

    (Hogayi barbad ye behna, karbobala me) x2 Kehti thi zainab, haye hussaina

  4. Bhayi athar the do bete the koyi na raha. Ab to tanhayi meri deti he mujko pursa (Kya bhara gar tha mera kar diya mujko tanha) x2 (Kehti thi zainab, haye hussaina) x2

    (Hogayi barbad ye behna, karbobala me) x2 Kehti thi zainab, haye hussaina

  5. Mere abbas pe kya guzri batawu kese. Mashk ik bharne me do bazu kalam ho ke gire (Uske marne se he mehrum behen chadar se) x2 (Kehti thi zainab, haye hussaina) x2

    (Hogayi barbad ye behna, karbobala me) x2 Kehti thi zainab, haye hussaina

  6. Bekhata katl huwa bhayi mera jangal me. Saynkhro zakhm kaleje pe lage ik pal me (Aag pani ne laga di hai mere anchal me) x2 (Kehti thi zainab, haye hussaina) x2

    (Hogayi barbad ye behna, karbobala me) x2 Kehti thi zainab, haye hussaina

  7. Mere allaha muje shaam talak janaa hai. Koyi bhi apna nahi shehr bhi beganaa hai (Teri kush nudi me rasi me mera shaana hai) x2 (Kehti thi zainab, haye hussaina) x2

(Hogayi barbad ye behna, karbobala me) x2 Kehti thi zainab, haye hussaina

Kya raha khaymo me shehe ke

Shame gham aagayi, shame gham aagayix4

Kya raha khaymo me sheh ke ek udasi reh gayi x3

Sirf rone ko Muhammad ki nawasi rehgayi

1. Saj gai Kasim ke tukro se udhar karbobala x3

Maa idhar bete ki dulhan sso sajaati rehgayi

2. Chhinta tha shimr chadar or Zainab baar baar x3

Apni chadar ke muhafiz ko bulaati rehgayi

3. Khune dil Abbas ka sab behgay Ran me magar x3

Dil me bas ek baat Zainab ki rida ki rehgayi

4. Ay musalmano tumhari gairate kya hogayi x3

Tum tamashai the Zainab muh chupati rehgayi

5. Qaid me baali Sakina ko mila baba ka sar x3

Muh pe muh rakh kar jo soi maa jagaati rehgayi

6. Madare Asghar na baithi saaye me Asgar ke baad x3

Saaye me aayi to zinda laash baki rehgayi

7. Har tamache par Sakina muh par rakhkar nanhe haath x3

Neel rukhsaro ke Gazi ko dikhaati rehgayi

(Mazloom ka matam hai, mazloom ka matam) x2

(Logo ye tamashaa nahi) x2
Logo ye tamasha nahi, is rone pe hasna nahi
(Mazloom ka matam hai, mazloom ka matam) x2

(Logo ye tamashaa nahi) x2
Logo ye tamasha nahi, is rone pe hasna nahi
(Mazloom ka matam hai, mazloom ka matam) x2

Kya milta hai matam me, kis tarha bataaye
(Mazloom ko rote hai mazloom jahaa mai) x2
(Pathar nahi sine me) x2
Pathar nahi sine me dil hai to ye matam
(Mazloom ka matam hai, mazloom ka matam) x2

Gar fatema zehra ka kis tarha say ujra
(Jab hogi qayamat to yu ayengi zehra) x2
(Ik haath me do bazu) x2
Ik haath me do bazu, ik haath me parcham
(Mazloom ka matam hai, mazloom ka matam) x2

Jab pyaare muhammad se me pyaar karunga
(Phir uske nawaase ka matam bhi karunga) x2
(Jis gar me muhammad hai) x2
Jis gar me muhammad hai us gar ke ya matam
(Mazloom ka matam hai, mazloom ka matam) x2

Logo nabi zadi ka bazaro me aana
(Aur band ke rassi me darbaro me laana) x2
(Is baat pe rote hai) x2
Is baat pe rote hai is dard ka matam
(Mazloom ka matam hai, mazloom ka matam) x2

Zanjiro me jakda hai shabbir ka beta
(Maa behne khule sar thi khun rota tha mawla) x2
(Sajjad se pucho to) x2
Sajjad se pucho to kyu hai ye kamar kham
(Mazloom ka matam hai, mazloom ka matam) x2

Khat fatema sughra ka kis waqt mila hai
(Jab bhayi sina khaye reti pe paraa hai) x2
(Khat kon parhe tera) x2
Khat kon parhe tera tanhayi ka alam

No comments:

Post a Comment