Monday, 17 February 2025

Hassan Sadiq (2002)

haye akbar haye akbar haye haye akbar x2
Ashoor ki sahr hey akbar ki azan hey 
Ashoor ki sahr hey akbar ki azan hey x 2
Shabbir kay lashkar mein x 2 aik shoo ray phonga hey
Ashoor ki sahr hey akbar ki azan hey x2
Saf basta ghazi hein maula key amanat mein
ansar sha-hedeen hein masroof e Ibadat mein
sajday mein dua karti x2 akbar teyri maa hey
Ashoor ki sahr hey akbar ki azan hey x2
Shabbir kay lashkar mein x 2 aik shoo ray phonga hey
Ashoor ki sahr hey akbar ki azan hey x2
kiya soog ka aalam tha shabbir kay laskhar mein
maa kehti lao gee akbar ki dulhan ghar mein
maaloom na tha inki x2 kismat mein see na hey
Ashoor ki sahr hey akbar ki azan hey x 2
Doray
------------------------------------
Ashoor say her subhay ki aghoosh mein ab tak masoom ki tasir goonj rahi hey. 
Islam ki wadee mein awaz hey aae loog - shabbir kay akbar ki azan goonj rahi hey
-------------------------------------
awaz azan pohan chee jis waqt madina mein 
sughra nay kaha koi hasrat nahi see nay mein 
mujhey itna yeh bata dey x 2 bhai tu kahan hey
Ashoor ki sahr hey akbar ki azan hey x 2
Shabbir kay lashkr may x2 aik shoray phonga hey
Ashoor ki sahr hey akbar ki azan hey x2
dum tortay akbar nay baba say kah ro kar
sugra ko bata dey na sahra na bandha sar per
barche hi kalay jay mein x2 aur khusk zaban hey
Ashoor ki sahr hey akbar ki azan hey x2
Doray
-------------------------------------------------
atha raa barz x2 paal kay jis ko jawan kiya
atha raa barz paal kay jis ko jawan kiya
zainab kay saam nay wohi dam tornay laga
zainab nay x3 ser ko peet kay lasha say ya kaha
akbar x3 nahi gaya meray senay say dil gaya
-------------------------------------------------
zainab kay yeh nalay thay lasha ali akbar per 
atha raa bars pala tha tujey akbar
mein dhoop x2 aur aashk rawan hein
Ashoor ki sahr hey akbar ki azan hey x2
shabbir kay laskar mein aik shoray phonga hey
Ashoor ki sahr hey akbar ki azan hey x4
Haye baba haaye haaye baba x 2
baba tera gham may yeh bay chane sakina hey x1
baba tera gham may yeh bay chane sakina hey x2
zindan kay adhera mein x 2 mushkil mera jeena hey
baba tera gham may yeh bay chane sakina hey x2
Din raat mein roote hoon aur khak pay sootee hoon x2
aghoosh hey madar ki na baap ka sina hey
baba tera gham may yeh bay chane sakina hey x2
dafna kay sakina ko abid na kaha roo kar x2
aae khak tujhe sawn pa zehra ka nagina hey
baba tera gham may yeh bay chane sakina hey x2
may roo bhee nahi sakti zindan may tumhe baba x2
paa band mujhey karta ronay say kamina hey
baba tera gham may yeh bay chane sakina hey x2
hein kaan meray zakhmi aur neel tama choo kay x 2
zalim kay tamachoo say bay haal sakina hey
baba tera gham may yeh bay chane sakina hey x2
abid nay kaha roo kar zainab say phophi ama x 2
her zulm o sitm sehna is ghar ka karina hey
baba tera gham may yeh bay chane sakina hey x2
kartay hein ba paa matam dunya mein shahedeen ka x 2
momin kay liya irfan bakshish ka khazina hey
baba tera gham may yeh bay chane sakina hey x2
zindan kay adheray mein mushkil mera jeena hey
baba tera gham may yeh bay chane sakina hey x 3
yaabbas yaabbas yaabbas yaabbas x 2
bhula sakay gee na dunya teyri wafa ghazi x 1
bhula sakay gee na dunya teyri wafa ghazi x 2
hein dono bazo teray x 2 deen ki baqa ghazi
bhula sakay gee na dunya teyri wafa ghazi x 2
chahar simt thee yalgaar ehle baatil ki x 2
alam na juk nay diya x 2 aur na khud juka ghazi
bhula sakay gee na dunya teyri wafa ghazi x 2
nibhayi is tarah shabbir say wafa tu nay x 2
wafa ko kehna parah tu hey ba wafa ghazi
bhula sakay gee na dunya teyri wafa ghazi x 2
tarikh aaj bhee jutla isay nahi sakti x 2
teri e khon ka sadqa x 2 hey la illa ghazi
bhula sakay gee na dunya teyri wafa ghazi x 2
kaha sakina nay baba na pani mangungi x 2
bula lo khaymo may jaldi x 2 mera chacha ghazi 
bhula sakay gee na dunya teyri wafa ghazi x 2
hein duno bazo teray x 2 deen ki baqa ghazi
bhula sakay gee na dunya teyri wafa ghazi x 2
(Haay Hussain, Haay haay Hussain) x3
(Haaye Zainab rorahee hai, Karbela khamosh hai) x 3
1. (Jal gaye hai, sare khayme) x2
Al-kamaa khamosh hai
Haaye Zainab rorahee hai, Karbela khamosh hai) x2
2. (Chin gayi sar se hai chadar,
Kya kare binte ali) x2
(Us taraf darya kanare) x2
Ba waffa khamosh hai
Haaye Zainab rorahee hai, Karbela khamosh hai) x2
3. (Agayi shame ghariba,
Ho gayi kaydi haram) x2
(Aab le paawoo ke rowe) x2
raasta khamosh hai
Haaye Zainab rorahee hai, Karbela khamosh hai) x2
4. (Ab kaha zainab ko chain,
Aayenga akber ke bagair) x2
(kha ke barchi akbare) x2
Gulbul ka baa khamosh hai
Haaye Zainab rorahee hai, Karbela khamosh hai) x2
5. (Kaise guzrengi rasan,
Ab kya kare maktal bahan) x2
(be kafan bhayi hai ran mai) x2
be rida khamosh hai
Haaye Zainab rorahee hai, Karbela khamosh hai) x2
6. (Rukchuki Zainab bhare,
gar ko sare karbobela) x2
Karbobala se shame tak) x2
Sare fazaa khamosh hai
Haaye Zainab rorahee hai, Karbela khamosh hai) x2

(Shaheed e kerbala, hey deen ki baqa, zabi hey nainawa husain badshah) x2
(Hasher mein rang laiga khune shahida dekhna) x2

1. (Ayengi jab fatema) x2
haal-e- perishan dekhna
(Hasher mein rang laiga khune shahida dekhna) x2

2. Roo baru baba kay jab khatoon jannat e ayengee ,
khali joli sarwar-e- kaonain ko dekhlai(n) gee ,
(Bil yaqee tharraiga) x2
Mehshar ka maidan dekhna
(Hasher mein rang laiga khune shahida dekhna) x2

3. Rakhdiya barchi ne akber ka kaleja cheer ke,
Rukh badal dale hai ummat ne teri tasweer ke,
(Malike kawsar zaraa) x2
Ummat ke ehsan dekhna
(Hasher mein rang laiga khune shahida dekhna) x2

4. Asgare masoom ke lab par sawaale aab hai,
Bund paani ke liye wu kis qadar betab hai,
(Nehr se paani nahi) x2
deytay musalman dekhna
(Hasher mein rang laiga khune shahida dekhna) x2

5. Zainab o kulsoom say kehta tha shimr e bud gohar ,
shaam mein jawogi nange sar phirogi dar badar,
(Karbela ke baad ab) x2
Tarikh zindaa dekhna
(Hasher mein rang laiga khune shahida dekhna) x2

6. Gham bhalaa gulzaar ka is dil ko roze hashar ka,
Jo hai awlaade payamber ki muhabbat se bharaa,
(Baksh wa denge use) x2
Yasrab ke sultan dekhna
(Hasher mein rang laiga khune shahida dekhna) x2

Haye asghar haye asghar hayee hayee asghar x 2
maqtal mein dhontee hey asgher ko sakina x 1
maqtal mein dhontee hey asgher ko sakina x 2
jhoola bhi mee laa khali x 2 asghar ka kahi naam
asghar ka kahi naam
maqtal mein dhontee hey asgher ko sakina x 2
Kaisay piyoon may pani kay pani may bhee tum ho
tumhe dhondho kaisay asgher kahan ray te mein gum ho
tumse be chhar kay bhaia x 2 nahi behan ko jina
nahi behan ko jina
maqtal mein dhontee hey asgher ko sakina x 2
choti si kabar dekhi masoma nay jis dam
bahoon mein usay lay kar kar nay lagi matam
khali kabar pari thee x 2 aur gum tha nagina 
aur gum tha nagina
maqtal mein dhontee hey asgher ko sakina x 2
khonay jigr say likhoon woh zoray kaalm duo
juz gham ali asgher kay aur koi gham na ho
bartha he rahe her daam x 2 is gham ka khazina
is gham ka khazina
maqtal mein dhontee hey asgher ko sakina x 2
palkon pay duray gham tum loogo sajao 
matam ko tum wasila bakshish ka baanao
hey misle kashtee e noah x 2 panjatan ka safina
panjatan ka safina
maqtal mein dhontee hey asgher ko sakina x 2
jis tarah zalimoon nay nayzay may paroia
yeh dekh roi dharti ambar bhi tha roya
kursheed ko phir bhola x 2 manzar woh kabhi na
manzar woh kabhi na
maqtal mein dhontee hey asgher ko sakina x 2
jhoola bhi meela khali x 2 asghar ka kahi naam
asghar ka kahi naam
maqtal mein dhontee hey asgher ko sakina x 3

haye akbar haye akbar hay hayeee akbar x 2

sughra nay khat likha hey kab aao gay akbar x 1

sughra nay khat likha hey kab aao gay akbar x 2

Jaan aagae labo on per x 2 kab aao gay akbar

aab tuo diya jalanay ki takat nahi rahi 

yuon samjo ab tu jinay key hasrat nahi rahi 

pardes say palat kar kab aao gay akbar

haye akbar haye hayee akbar

kabar e nabi pay ja kar manat may nay mangi

kunbay pay meray yarab howay na band pani

der pay khari hey khawar 

kab aao gay akbar

Jaan aagae labo on per x 2 kab aao gay akbar

sughra nay khat likha hey kab aao gay akbar x 2

DORAY

--------------------------------------------------------

socha tha behn bhai x2 kay mehndi lagaee gee

shahdi pay apnay bhai key khusyan banae gee

socha tha behn bhai kay mehdi lagaee gee x 2

shahdi pay apnay bhai ki khusyan banae gee

kiyaa khabar thee pamaal hogi bhai teri lassh

behan teray janazay pay aa bhee na paaye gee

--------------------------------------------------------

Shahdi agar racha na kerbo bala may ja kay

khat mera mujh ko dena bha ia watan may aakay

dulhan ko apni laykar kub aao gay akbar

Jaan aagae labo on per x 2 kab aao gay akbar

haye akbar haye hayee akbar

sughra nay khat likha hey kab aao gay akbar x 2

bha ia behan ka meri dekho khayal rakhna 

jub mujh ko yaad kar kay roi mera sina

lay kar ussay meray ghar kub aao gay akbar

Jaan aagae labo on per x 2 kab aao gay akbar

sughra nay khat likha hey kab aao gay akbar x 2

DORAY

--------------------------------------------------------

sughra nay intezar kay sadmay uthae hein x2

bhai to phir bhee lawt kay wapis na aae hein

tanha ee tanha ee ghar ki kalb ka bazar bun gaee 

aansoo behan nay kabar e nabi per baaha ay hein

--------------------------------------------------------

chay mah kay hogaaye hein khat bhee na tum nay likha

kis haal mein hey sughra yeh bhee na tum nay poocha

kehta hey kalb e mustar kab aao gay akbar

Jaan aagae labo on per x 2 kab aao gay akbar

haye akbar haye akbar hay hayeee akbar x 1

sughra nay khat likha hey kab aao gay akbar x 2

aab tuo diya jalanay ki takat nahi rahi 

yuon samjo ab tu jinay key hasrat nahi rahi 

pardes say palat kar kab aao gay akbar

Jaan aagae labo on per x 2 kab aao gay akbar

haye akbar haye akbar hay hayeee akbar x 1

sughra nay khat likha hey kab aao gay akbar x 2

rehan aik din yeh kesi khabar thee aae 

hum shakla e mustafa nay sinay pay barcee kha ee

aaya hey phir labo on per kab aao gay akbar

Jaan aagae labo on per x 2 kab aao gay akbar

sughra nay khat likha hey kab aao gay akbar x 2

Jaan aagae labo on per x 2 kab aao gay akbar

sughra nay khat likha hey kab aao gay akbar x 3

Shahe kerbala sajda kiya sar dey diya uff na kiya x 2
zey ray khanjar jab ada sajda kiya shabbir nay x 1
zey ray khanjar jab ada sajda kiya shabbir nay x 2
Dee sada e mar haba x 1 quran ki tafsir ni

Nokay ney-zay per tilawat kar chukay shabbir jab 

zindigi pai du bara x2 naray takbir nay

kerbala ka maar ka shabbir nay sir kar liya 

kerbala ka maarka shabbir nay sir kar liya
shaam ko sir ker liya x 2 shabbir ki hamsheer nay 

aik bey ta tha hassan ka hogaya shah per fida

ker diyay duo lal qurban x 2 zainab e dilgeer nay

bay zabani mein ali asgher howay mehme kalaam

bolna see kha ho jaisay x 2 haidery tasweer nay

shaam kay darbar may abid nay jab khutba diya

shaam kay darbar mein abid nay jab khutba diya
pao chumay aab nay x 2 beemar kay zanjeer nay

phank kay teer tabsum ash kiya ki fooge per 

kerbala ki jang jeeti x 2 asgher baysheer nay

aik beta tha hassan ka hogaya sha pay fida

kar diyay duo lal qurban x 2 zainab dilgeer nay

hashr mein rehan soorej jab sawa nayzay pay tha

lay liya sae mein mujh ko chadar e tatheer nay

Dee sada e marhaba x 1 quran ki tafseer nay
Shahe kerbala sajda kiya sar dey diya uff na kiya x 3

No comments:

Post a Comment