Tuesday, 18 February 2025

Farhan (ALI WARIS) (2008)

Aik ahsaan kar

Jub shaam ka bazaar a gaya

Or cheeni gay jub chadar

Jub zaalim nay zainab(s.a) ka naam pukara

Zainab(s.a) zainab(s.a) zainab(s.a)

Yeh pukari ro kar

(Aik ahsaan kar meray ghazi(s.a) zaleemo say meri rida la day) x3

  1. (phir us ke baad kuch na mangoongi) x2
  2. Zaleemo say meri rida laday

    (Aik ahsaan kar meray ghazi(s.a) zaleemo say meri rida la day) x2

  3. Laash to kab ki ban chuki hoon may
  4. Dil to bas aadatan dharakta hai

    Maar dalay na yeh sitam mujh ko

    Meray bhai yeh mujh ko lagta hai

    (jo chahta hai zindagi meri) x2

    Zaleemo say meri rida laday

    (Aik ahsaan kar meray ghazi(s.a) zaleemo say meri rida la day) x2

  5. Dekh sajjad(a.s) ki taraf ghazi(a.s)
  6. Tujh say karti hai yeh fughaan zainab(s.a)

    Aik yahi bojh us ke dil per hai

    Kahan bazar or kahan zainab(s.a)

    (hai aik raah us ke jeenay ki) x2

    Zaleemo say meri rida laday

    (Aik ahsaan kar meray ghazi(s.a) zaleemo say meri rida la day) x2

  7. Kaise tanay sahoon may logon kay
  8. Ghum say phatnay laga hai dil mera

    Sub yeh kehtay hai yeh woh zainab(s.a) hai

    Jis ka abbas(a.s) jaisa bhai tha

    (zabanay bandh karday tu sub ki) x2

    Zaleemo say meri rida laday

    (Aik ahsaan kar meray ghazi(s.a) zaleemo say meri rida la day) x2

  9. Meri haalat meri gharebi per
  10. Bhai nezay say khoon rota hai

    Amma roti hai aur baba(a.s) bhi

    Kyun ke ab waqt aisa aya hai

    (ab aa rahi hai ik kaneez meri) x2

    Zaleemo say meri rida laday

    (Aik ahsaan kar meray ghazi(s.a) zaleemo say meri rida la day) x2

  11. Karbala bas gayi hai aankhon may
  12. Marsiya ban gaya mera chehra

    Taziyaano nay ay meray ghazi(s.a)

    Pusht per likh diya safar mera

    (hai is kay baad bhi buka meri) x2

    Zaleemo say meri rida laday

    (Aik ahsaan kar meray ghazi(s.a) zaleemo say meri rida la day) x2

  13. Ik sitam or bhi yeh baki hai
  14. Kis tarhan tay yeh marhala ho ga

    Haath rasi may or khulay sar hoon

    Kaisay shereen say saamna ho ga

    (ya ay moot ya meray ghazi(a.s)) x2

    Zaleemo say meri rida laday

    (Aik ahsaan kar meray ghazi(s.a) zaleemo say meri rida la day) x2

  15. Dekhti hai mujhay najis aankhay
  16. Naam mera shakee ke lab per hai

    Kash kha jaye yeh zameen mujh ko

    Aisay jeenay say yahi behtar hai

    (yeh aakhri hai iltija meri) x2

    Zaleemo say meri rida laday

    (Aik ahsaan kar meray ghazi(s.a) zaleemo say meri rida la day) x2

  17. Ja kay "farhan" un kay rozay per
  18. Tum suna dayna yeh kalaam mera

    Bibi zainab(s.a) kaha hai "mazhar" nay

    Teri azmat ko hai salaam mera

    (jo apnay bhai ko yeh kehti rahi) x2

    Zaleemo say meri rida laday

    (Aik ahsaan kar meray ghazi(s.a) zaleemo say meri rida la day) x2

  19. (Phir us ke baad kuch na mangoongi) x2

Zaleemo say meri rida laday

Aik ahsaan kar meray ghazi(s.a) zaleemo say meri rida la day

Ek shor hua barpa
Saadat ke matam se
Sar bacchi ne takraya
Abbas ke parcham se
Gash khane lagi Zainab
Laachar hui gam se
Behosh hui madar
Hain baap ke haathon par
Akbar ka janaza
Khayme me aya hain Akbar ka janaza
Haye khayme me aya hain Akbar ka janaza

Behosh hui madar
Hain baap ke haathon par
Akbar ka janaza

Khayme me.....
Haye khayme....

Humshakle payambar ka gumkhwaj mila jaisa
Lagta hain safar yeh hain duniya se Mohammed ka
Fizza ne kiya Nauha Kulsum ne sar pita.....x2
Behosh hui madar
Hain baap ke haathon par
Akbar ka janaza
Khayme me...
Haye khayme...

Atthara baras pala jis laal ko Zainab ne
Us sher ki furkat ne dil chaak kiya aise
Bhaiya ko kabhi dekha poshak kabhi dekha...x2
Behosh hui madar
Hain baap ke haathon par
Akbar ka janaza
Khayme me....
Haye khayme...

Kya socha tha yeh dil ne faryad hain Zainab ki
Mannat bhi badhayegi armaan nikalegi
Furkat ki sina lekin ab jaan nikalegi....x2
Behosh hui madar
Hain baap ke haathon par
Akbar ka janaza
Khayme me...
Haye khayme ....

Sar pita Sakina ne aur bayn kiya aise
Main negh na mangugi yeh wada raha tumse
Kya haal kiya sabka aye bhai tere gam ne...x2
Behosh hui madar
Hain baap ke haathon par
Akbar ka janaza
Khayme me....
Haye khayme....

Accha hi huwa ghar se saath ayi nahi sughra
Woh dekh nahi pati jo haal hain kunbe ka
Malum nahi usko kis haal me hain bhaiyya...x2
Behosh hui madar
Hain baap ke haathon par
Akbar ka janaza

Toofan hain ashkon ka saadat ke khaymon me
Kyu hashr na ho barpa saadat ke khaymon me
Kya laye shahe wala sadat ke khaymon me....x2
Behosh hui madar
Hain baap ke haathon par
Akbar ka janaza
Khayme me....
Haye khayme....

Farhan yeh kehta hain dil thame huwe rokar
Akbar ke masaeb tum likh sakte nahi Mazhar
Bas khatm karo nauha qirtas pe yeh likhkar.....x2
Behosh hui madar
Hain baap ke haathon par
Akbar ka janaza
Khayme me..
Haye khayme...

Gham-e-hussain

Dekh kay giryao matam

har aik farsh-e-aza per

duay karta hoon mola(a.s)

(jub talak hai yeh jahan) x2

hai dua meray khuda(j.j)

(Gham-e-Hussain rahe, ye azadar rahe) x2

  1. Jub talak hai yeh jahan, hai dua meray khuda(j.j)
  2. (Gham-e-Hussain rahe, ye azadar rahe) x2

  3. Teray huzoor dua mangtay hai ahl-e-aza
  4. Kubool kar lay bahakay rasool(s.a.w) sub ki dua

    Hamesha baki rahay zikr-e-shahenshahay wafa

    Ay khuda(j.j) ay khuda(j.j)

    Hum rahay ya na rahay rahay baki yeh sada

    (Gham-e-Hussain rahe, ye azadar rahe) x4

  5. Zamana laakh badalta rahay nigah magar
  6. Dilon say mitnay nahi paye karbala ka asar

    Azan kay saath karay matmi sada bhi safar

    Ay khuda(j.j) ay khuda(j.j)

    Jub chala zikr tera dil nay mangi yeh dua

    (Gham-e-Hussain rahe, ye azadar rahe) x4

  7. Yazedi fikr ko tu khaak may milata rahay
  8. Faza may perchamay abbas(a.s) lahlahata rahay

    Hussaini(a.s) azm yazeedon ka sar jhukata rahay

    Ay khuda(j.j) ay khuda(j.j)

    Sar jo sajday may gaya hum nay so baar kaha

    (Gham-e-Hussain rahe, ye azadar rahe) x4

  9. Ghamay hussain(a.s) ko mehfooz rakh jafaon say
  10. Hussainiat(a.s) ka shajar door ho khizaon say

    Saja diya hai musalay ko in duaon say

    Ay khuda(j.j) ay khuda(j.j)

    Lab kusha jub bhi huwa har hussaini(a.s) nay kaha

    (Gham-e-Hussain rahe, ye azadar rahe) x4

  11. Hamaray zakhmo ka marham hai yeh azay hussain(a.s)
  12. Sub hi ibadatay kartay hai hum baray-e-hussain(a.s)

    Labo pay taba qayamat sada ho haaye hussain(a.s)

    Ay khuda(j.j) ay khuda(j.j)

    In duao(n) may khuda(j.j) saath hai karbobala

    (Gham-e-Hussain rahe, ye azadar rahe) x4

  13. Rahay wafa may kabhi dagmaga na paye qadam
  14. Hamaray dosh pay lehraye ba wafa ka alam

    Hamaray azm say larza rahay yeh ahl-e-sitam

    Ay khuda(j.j) ay khuda(j.j)

    Jub bicha farsh-e-aza matmi kehnay laga

    (Gham-e-Hussain rahe, ye azadar rahe) x4

  15. Yeh majlise bhi khuda(j.j) madresoon say kam to nahi
  16. Tera rasool bhi kehta hai sirf hum to nahi

    Ghamay hussain(a.s) bara hai hamara ghum to nahi

    Ay khuda(j.j) ay khuda(j.j)

    Apnay ghum bhol gaya jis nay rokar yeh kaha

    (Gham-e-Hussain rahe, ye azadar rahe) x4

  17. Wikare majliso matam barhatay jayengay
  18. Charagh ashk-e- aza jalatay jayengay

    Hussaini(a.s) fikr dilo may jagatay jayengay

    Ay khuda(j.j) ay khuda(j.j)

    Jub kalam chalnay laga keh uthi fikr-e-rasa

    (Gham-e-Hussain rahe, ye azadar rahe) x4

  19. Yahi akeeda hai "farhan" aur "mazhar" ka

Kay ek qabelay kay afrad hai yeh ahl-e-aza

Yeh nawha khwan yeh shair sabhi ki hai yeh sada

Ay khuda(j.j) ay khuda(j.j)

Hum rahay ya na rahay rahay baki yeh sada

(Gham-e-Hussain rahe, ye azadar rahe) x8

Karbala ma

(Ya hussain(a.s) ya hussain(a.s)) x4

(Karbala ma so bala ma) x2 Kunbay shabir chay

(ya hussain(a.s) ya hussain(a.s)) x2

(Karbala ma so bala ma) x2 Kunbay shabir chay

(ya hussain(a.s) ya hussain(a.s)) x2

  1. Raza di akbar(a.s) ko shah nay run ki
  2. (Kaha yeh phir fojay ashkya say) x2

    (Maro akbar(a.s) mustafa(s.a.w) ni) x2

    Bolti tasveer chay

    (ya hussain(a.s) ya hussain(a.s)) x2

    (Karbala ma so bala ma) x2 Kunbay shabir chay

    (ya hussain(a.s) ya hussain(a.s)) x2

  3. Rahay nigheban jahan pay kal tak
  4. (Hussain(a.s)-o-abbas(a.s) or akbar(a.s)) x2

    (Aaj kunba ni muhafiz) x2

    Zainab(s.a)-e-dilgeer chay

    (ya hussain(a.s) ya hussain(a.s)) x2

    (Karbala ma so bala ma) x2 Kunbay shabir chay

    (ya hussain(a.s) ya hussain(a.s)) x2

  5. Haram ko dekha jo sar barehna
  6. (Tu ghum say abid(a.s) nay sar jhukaya) x2

    (Tok che gardan ma ayna) x2

    Haath ma zanjeer chay

    (ya hussain(a.s) ya hussain(a.s)) x2

    (Karbala ma so bala ma) x2 Kunbay shabir chay

    (ya hussain(a.s) ya hussain(a.s)) x2

  7. May khaimay shah may kyu na pohncha
  8. (Kay pyasay bachay tarap rahay they) x2

    (Aaj per sharminda shah ki) x2

    Alqama no neer chay

    (ya hussain(a.s) ya hussain(a.s)) x2

    (Karbala ma so bala ma) x2 Kunbay shabir chay

    (ya hussain(a.s) ya hussain(a.s)) x2

  9. Rabab(s.a) saye may kaisay bethey
  10. (Kay us ki dunya ujarh gay hai) x2

    (Shaam ma chay haay sakina(s.a)) x2

    Karbala baysheer chay

    (ya hussain(a.s) ya hussain(a.s)) x2

    (Karbala ma so bala ma) x2 Kunbay shabir chay

    (ya hussain(a.s) ya hussain(a.s)) x2

  11. Na thi ha "farhan" koi kagharh

(Na thi "munawar" likharon nawho) x2

(Day liyo haatho ma mara) x2

Khuld ni jaagir chay

(ya hussain(a.s) ya hussain(a.s)) x2

(Karbala ma so bala ma) x2 Kunbay shabir chay

(ya hussain(a.s) ya hussain(a.s) x2

Tune mujhay

(Hussain marhaba) x4

Karbala ki shaam hai

asr ka hangaam hai

hussain(a.s) zuljanah per sawaar hai

larh raha hai teen shaboroz ka pyasa

Hathfe ghaibi ki yeh gunji sada

ya ayatuhan nafsul mutmainnah irja'ee ila rabek

Lot aa lot aa nafse mutmainna (ya hussain(a.s)) x3

  1. Ghar se chala tu isi imaan per
  2. Aanch nahi ayegi quran per

    Qarz tera khun hai insan per

    Hogi khushi tujh ko yahi jaan kar

    Tu nay mujhay jeet liya ya hussain(a.s)

    Lot aa lot aa nafse mutmainna (ya hussain(a.s)) x3

  3. Teen shabo roz tu pyasa raha
  4. Lashon pay lashay bhi uthata raha

    Sabr k johar bhi dekhata raha

    Shukr mera lab pay saja ta raha

    Tu nay mujhay jeet liya ya hussain(a.s)

    Lot aa lot aa nafse mutmainna (ya hussain(a.s)) x3

  5. Doob gaya nehar may beyat ka naam
  6. Teri shujahat pay karonga kalaam

    Tunay kia hur ko (a.s)

    Ku na kaho fakhr say ay teshnakam

    Tu nay mujhay jeet liya ya hussain(a.s)

    Lot aa lot aa nafse mutmainna (ya hussain(a.s)) x3

  7. Apnay bharay ghar ko luta kar hussain(a.s)
  8. Lashay akbar(a.s) ko utha kar hussain(a.s)

    Lasho say maqtal ko saja kar hussain(a.s)

    Waday tifni ko nibha kar hussain(a.s)

    Tu nay mujhay jeet liya ya hussain(a.s)

    Lot aa lot aa nafse mutmainna (ya hussain(a.s)) x3

  9. Moot pay to dasht may aisay gira
  10. Moot k mathey pay pasena mila

    Kehtay hai sub olya sub ambya

    Jo na koi kar saka tu nay kia

    Tu nay mujhay jeet liya ya hussain(a.s)

    Lot aa lot aa nafse mutmainna (ya hussain(a.s)) x3

  11. Tu nay sitamgaro ok ruswa kia
  12. Perchamay islam ko uncha kia

    Zulm saha sabr ka sajda kia

    Jo kisi insan nay aisa kia

    Tu nay mujhay jeet liya ya hussain(a.s)

    Lot aa lot aa nafse mutmainna (ya hussain(a.s)) x3

  13. Tu meray quran ki tafseer hai
  14. Tu hi meray deen ki taqdeer hai

    Karbobala khuld ki tasveer hai

    Meri riza ab teri jaageer hai

    Tu nay mujhay jeet liya ya hussain(a.s)

    Lot aa lot aa nafse mutmainna (ya hussain(a.s)) x3

  15. Jo bhi gaya dasht may bay sir hwa
  16. Khoon may ghazi(a.s) ka alam tar hwa

    Kis tarhan barbaad tera ghar hwa

    Qatl teray haathon pay asghar(a.s) hwa

    Tu nay mujhay jeet liya ya hussain(a.s)

    Lot aa lot aa nafse mutmainna (ya hussain(a.s)) x3

  17. Moot nay manga tha fakat aik sir
  18. Tu nay dye us ko bahatar magar

    Nuktay ba sirf hai tera padar

    Manye zibhay azeem mamat pisar

    Tu nay mujhay jeet liya ya hussain(a.s)

    Lot aa lot aa nafse mutmainna (ya hussain(a.s)) x3

  19. Teri madad ke lye ay they sub
  20. Zehra(s.a) thi hum rahay amer-e-arab

    Jafar-e-jin ay they behray adab

    Reh gay khamoosh magar teray lab

    Tu nay mujhay jeet liya ya hussain(a.s)

    Lot aa lot aa nafse mutmainna (ya hussain(a.s)) x3

  21. Roti rahi zainab-e-(s.a)nashad bhi
  22. Teri sakina(s.a) teray sajjad(a.s) bhi

    Teri tarhan thi teri aulaad bhi

    Kartay rahay shukr bhi faryad bhi

    Tu nay mujhay jeet liya ya hussain(a.s)

    Lot aa lot aa nafse mutmainna (ya hussain(a.s)) x3

  23. Or kahay "mazhar-o-farhan" kia

Teray bina fikr kia imaan kia

Deen kia tauheed kai quran kia

Teray lye kehta hai subhan kia

Tu nay mujhay jeet liya ya hussain(a.s)

Lot aa lot aa nafse mutmainna (ya hussain(a.s)) x3

Qutelal hussain(a.s)-o-be karbala

Zibhal hussain(a.s)-o-be karbala

Karbala

Karbala

Karbala

Lot aao baba

Baba(a.s) sughra(s.a) mar jay na

Lot ao baba(a.s) lot ao baba(a.s)

Kal ho na ho kya khabar baba(a.s) kal ho na ho kya khabar

  1. (veeran ghar mujh ko dasta hau baba, dil mera ro ro kay kehta hai baba) x2
  2. A jao tum aaj gar kal hai aana

    Kal ho na ho kya khabar baba(a.s) kal ho na ho kya khabar

    Lot ao baba(a.s) lot ao baba(a.s)

    Kal ho na ho kya khabar baba(a.s) kal ho na ho kya khabar

  3. (jub bhi nazar khali hujro pay theray, yaad aye sughra ko tum sub ke cheray) x2
  4. Ghut ghut k youn jenay wali yeh sughra

    Kal ho na ho kya khabar baba(a.s) kal ho na ho kya khabar

    Lot ao baba(a.s) lot ao baba(a.s)

    Kal ho na ho kya khabar baba(a.s) kal ho na ho kya khabar

  5. (kismat sakina(s.a) ki achi hai baba(a.s), jo aap ke saath rehti hai baba(a.s)) x2
  6. Sughra(s.a) ka kya hai hai aaj zinda

    Kal ho na ho kya khabar baba(a.s) kal ho na ho kya khabar

    Lot ao baba(a.s) lot ao baba(a.s)

    Kal ho na ho kya khabar baba(a.s) kal ho na ho kya khabar

    (yeh to yaqeen hai k ay ga akbar(a.s), taakheer anay may hoti hai kukar) x2

    Us ko khuda(j.j) rakhay lakin yeh behna

    Kal ho na ho kya khabar baba(a.s) kal ho na ho kya khabar

    Lot ao baba(a.s) lot ao baba(a.s)

    Kal ho na ho kya khabar baba(a.s) kal ho na ho kya khabar

  7. (deti hai nani tu mujh ko delasay, kaisay bholay magar khon kay reshtay) x2
  8. Kis ko khabar hai k saanso say reshta

    Kal ho na ho kya khabar baba(a.s) kal ho na ho kya khabar

    Lot ao baba(a.s) lot ao baba(a.s)

    Kal ho na ho kya khabar baba(a.s) kal ho na ho kya khabar

  9. (mainay yeh mana k a jao gay tum, is ghar may akar bhi kia pao gay tum) x2
  10. Ghar to yeh hoga magar is may dukhya

    Kal ho na ho kya khabar baba(a.s) kal ho na ho kya khabar

    Lot ao baba(a.s) lot ao baba(a.s)

    Kal ho na ho kya khabar baba(a.s) kal ho na ho kya khabar

  11. (tanhay bhi to asiri hai baba(a.s), lagnay laga ab yeh ghar qaidkhana) x2
  12. Phir aisi ko sehnay ka yara

    Kal ho na ho kya khabar baba(a.s) kal ho na ho kya khabar

    Lot ao baba(a.s) lot ao baba(a.s)

    Kal ho na ho kya khabar baba(a.s) kal ho na ho kya khabar

  13. ("mazhar" yahi keh kay likhta hai nawha, "farhan" zinda rakhayn tujh ko mola(a.s)) x2

Nawhay rahaingay magar likhnay wala

Kal ho na ho kya khabar baba(a.s) kal ho na ho kya khabar

Lot ao baba(a.s) lot ao baba(a.s)

Kal ho na ho kya khabar baba(a.s) kal ho na ho kya khabar

Mehmaan Sakina

Mayda baba(a.s)

Hayo baba(a.s)

mayda baba(a.s)

  1. (Hik waar to awin haan) x2
  2. Hay mar bachri wanjheena

    Kuch din de hai mehmaan sakina(s.a)

  3. Inj baad teday baba hai umat nay sataya
  4. Rat abiday(a.s) bemaar di ankhya kon ruvaya

    Zindagi day har ek pal k thiya moot da saya

    (Hay moot day darya vech) x2

    Ay saahwan da safeena

    (Kuch din di hai mehmaan sakina(s.a)) x2

  5. Ek lamha masaeb di jhari nay ruki baba(a.s)
  6. Aa dekh medi ankhya haan da dhi runi baba(a.s)

    Dhaavi tu ajaantay may koi nay suti baba(a.s)

    (Kuch dair may samjhi haan) x2

    Milay teda jay seena

    (Kuch din di hai mehmaan sakina(s.a)) x2

  7. Zindan day vich rokay hai faryaad karaindi
  8. May naal jo sanri day rahi qaid nebhaindi

    Hum rondi ta har sainr may koi hosala dandi

    (Tanha may thai qaid haan) x2

    Honrh koi koi na

    (Kuch din di hai mehmaan sakina(s.a)) x2

  9. Day jhorhka teday laash ton kaatil nay uthaya
  10. Kan maiday thai zakhmi sitam aisa kamaya

    Hay naal makon ghoray day zaalim nay bhajaya

    (Ay baad teday milya) x2

    Hai dardaanda khazeena

    (Kuch din di hai mehmaan sakina(s.a)) x2

  11. Kan dukh day sada sainr day hin khoon rawa hai

Masroof rasan sainr da gal paak raja hai

Quaim ko sada dayndi karaindi yeh fughan hai

(Bahlool aja sainr hai) x2

"Farhan" thai na

(Kuch din di hai mehmaan sakina(s.a)) x4

Parah parah ma shud

Kushta shud barozay ashura hussain(a.s)

dar zameene karmay karbala hussain(a.s)

teshna lab futa adab has jafa hussain(a.s)

(parah parah mashud parah parah mashud, jisme shahenshahe zaman) x3

  1. (Dasht may tukray hwa) x2 hay shahadeen ka badan
  2. (parah parah mashud parah parah mashud, jisme shahenshahe zaman) x2

  3. Baal khulay huway zehra(s.a) yeh buka karnay lagi
  4. Ya hussain(a.s) ya hussain(a.s)

    Meray bachay ka koi mohniso ghamkhwar nahi

    (Ek musafir ko milay) x2

    Kitnay yahan ranjho mahan

    (parah parah mashud parah parah mashud, jisme shahenshahe zaman) x2

  5. Jis ka moo chumkay kehtay they rasol-e-(s.a.w) dosara
  6. Ya hussain(a.s) ya hussain(a.s)

    May hoon shabir(a.s) say or mujh say hai shabir(a.s) mera

    (Woh muhammad(s.a.w) ka pisar) x2

    Qatl hwa teshnadahan

    (parah parah mashud parah parah mashud, jisme shahenshahe zaman) x2

  7. Koi mehman pay kya karta hai is tarhan jafa
  8. Ya hussain(a.s) ya hussain(a.s)

    Tera zarbo say kiya shimr nay sar tan say juda

    (Teen din tak woh raha) x2

    Dasht may bay goro kafan

    (parah parah mashud parah parah mashud, jisme shahenshahe zaman) x2

  9. Khaak aloda badan dekh ke kehtay hai nabi(s.a.w)
  10. Ya hussain(a.s) ya hussain(a.s)

    Ay musalman bata ajr-e-risalat hai yahi

    (Kaisay paamal kiya) x2

    Tu nay yeh nazuk sa badan

    (parah parah mashud parah parah mashud, jisme shahenshahe zaman) x2

  11. Qatl ke baad bhi kartay hai sitam ahl-e-jafa
  12. Ya hussain(a.s) ya hussain(a.s)

    Teray lashay ko sitamgaro nayu pamaal kya

    (Bain karti hi rahi) x2

    Dasht may mazloom behan

    (parah parah mashud parah parah mashud, jisme shahenshahe zaman) x2

  13. Aik behan rait ke telay pay buka karnay lagi
  14. Ya hussain(a.s) ya hussain(a.s)

    Phair di shimr-e-sitamgaar nay gardan per chori

    (Karbala kaanp uthi) x2

    Roti rahi shah ki behan

    (parah parah mashud parah parah mashud, jisme shahenshahe zaman) x2

  15. Baday pamaal laino nay sitam yeh bhi kye
  16. Ya hussain(a.s) ya hussain(a.s)

    Kati angosht sitamgar nay anghoti k lye

    (Yeh sitam kaisa huwa) x2

    Ronay lagay dasht-o-daman

    (parah parah mashud parah parah mashud, jisme shahenshahe zaman) x2

  17. Tum bhi "farhan" saray farshe aza karna dua

Ya hussain(a.s) ya hussain(a.s)

Bazme matam may jo allah(j.j) say "mazhar" nay kaha

(Mawt jab aye mujhay) x2

Ho meray hoton pay sukhan

(parah parah mashud parah parah mashud, jisme shahenshahe zaman) x2

Baba ka karte karte intezarr...
Jab thak gyi sughra...
Ro ro k apne baba ko...
Sughra ne khat likha...
Tum gye ghr se meri luth gyi duniya baba..
Yaad ayi na tumhe fatima sughra baba..×2
Karbala jake hamein bhool gye kia baba..
Yaad ayi na...×2

1. Kya kahun usne hai kis tarha se tadpaya mjhe..
Eid ka chand falak par jo nazar aaya mujhe..
Us ghadi dil may mere..×2
   Dard utha tha baba...
Yaad ayi na tumhein..×2

2. Baba thi neend guzari hai yahan ro ro kar..
Mjhko eidi may mile askh jafa zakhme jigar..
Mainey har eid pe ye..×2...Nauha padha tha baba
Yaad ayi na..×2

3. Ab to asghar bhi mera ghutniyon chalta hoga.
Yaad kar kar mjhe jhoole may machalta hoga..
Mujhko sab yaad hai par..×2 zulm hai kaisa baba...
Yaad ayi na tumhe...×2

4. Sunti hu dasht may akbar ki rachayi shaadi...
Bhai qasim k bhi haato may lagi hai mehndi...
Jab sakina ko wahan..×2
Negh diya tha baba...
Yaad aayi na tumhe...×2

5. Baba qismat se muqaddar se gila kya karna..
Mere akbar ne bhula daala jo wada apna...
Khat mera dasht may jab..×2
Aapne paya baba...

6. Jab nazar aate hain bacchon k ye khali hujre...
Yaad phir auno-mohd ki satati hai mjhe...
Sab ki yaadon ne mjhe..×2
Khoon rulaya baba...

7. Kaise farhan ye mazhar ye masaib likhe...
Fatima sughra k ehsas qalam band kiye...
Kaun abh aake mjhe...×2
Dega dilasa baba...
Yaad ayi na tumhe fatima sughra baba....

No comments:

Post a Comment