Monday, 17 February 2025

Hassan Sadiq (2005)

<p 'times new roman'; line-height: normal; font-size: medium;>(Haae Akber Haa Akber haae haae akber) x2

(Aao khalil dekho aagaaz hai fughan ka) x3

    1. (Kaandhe zaeef ke par) x2 laashaa hai nawjawaan ka

(Aao khalil dekho aagaaz hai fughan ka) x2

    1. (Thaamo khalil dil ko shayad na dekh paao) x2 (Hamshakle Mustafa ke) x2 sine me phal sina ka

(Aao khalil dekho aagaaz hai fughan ka) x2

    1. (Pardo mei jisko paala athara saal zainab) x2 (who lakht hai kaleja) x2 maqtal mei us jawaan ka

(Aao khalil dekho aagaaz hai fughan ka) x2

    1. (Naa sine ke jigar se sheh khench te hai barchi) x2 (dil gham se phat na jaae) x2 khaime ke dar pe maa ka

(Aao khalil dekho aagaaz hai fughan ka) x2

    1. (Bechain hogayi hai subhe ashur asghar) x2 (andaaz hu ba hu hai) x2 akber teri azaan ka

(Aao khalil dekho aagaaz hai fughan ka) x2

    1. (Sughra se koi kehdo bibi diye bujhaalo) x2 (naa aayega palat kar) x2 ham shakle nana jaan ka

(Aao khalil dekho aagaaz hai fughan ka) x2

  1. (Akber ke paak khun se rangi hai khak-e-karbal) x2 (rang laal hogaya hai) x2 "Jawaad" aasmaan ka

(Aao khalil dekho aagaaz hai fughan ka) x2

<p 'times new roman'; line-height: normal; font-size: medium;>(Ya Hussein) x4

(Deke sar shabbir ne, islaam zindaa kardiya) x3

    1. (Karbala ko jiske sajde) x2 ne mu-alla kardiya

(Deke sar shabbir ne, islaam zindaa kardiya) x2

    1. Hashr tak koi yazidi sar utha sakta nahi, jiska badla zindagi bhar deen jukaa sakta nahi, (fatema ke laal ne) x2 ehsaan aisa kardiya

(Deke sar shabbir ne, islaam zindaa kardiya) x2

Karbala ko jiske sajde, ne mu-alla kardiya

    1. Teri qurbani se pehle deen ko aaya na chain, ambiya se bhi mukammil jo naho paaya hussein, (ek sajde ne tere woh) x2 kaam pura kardiya

(Deke sar shabbir ne, islaam zindaa kardiya) x2

Karbala ko jiske sajde, ne mu-alla kardiya

(Deke sar shabbir ne, islaam zindaa kardiya) x2

    1. Aaj bhi naagaah wafaaen hai tere abbas par, nehr par ghazi ke dono kat gaye baazu magar, (taa abad islaam ke) x2 parcham ko uncha kardiya

(Deke sar shabbir ne, islaam zindaa kardiya) x2

Karbala ko jiske sajde, ne mu-alla kardiya

(Deke sar shabbir ne, islaam zindaa kardiya) x2

    1. Maar kar ibne ali ko cheeni zainab ki ridaa, jab parha kalma nabi kaa phir sare karbobala, (aale ehmad ke liye) x2 yu(n) hashr barpaa kardiya

(Deke sar shabbir ne, islaam zindaa kardiya) x2

Karbala ko jiske sajde, ne mu-alla kardiya

(Deke sar shabbir ne, islaam zindaa kardiya) x2

  1. Naazon se noke sinaa pe ubhraa thaa "Jawaad" jo, kaise bhulegaa zamana fatema ke chaand ko, (sar kataake usne apna) x2 yu(n) ujaala kardiya

(Deke sar shabbir ne, islaam zindaa kardiya) x2

Karbala ko jiske sajde, ne mu-alla kardiya

(Deke sar shabbir ne, islaam zindaa kardiya) x2

<p 'times new roman'; line-height: normal; font-size: medium;>(Baba tera shere khuda, tu wafaaon ka hai shehenshaa) x2

(Ghazi ka alam logo, bakshish ki zamanat hai) x3

    1. (Taazim karo iski) x2 zahraa ki amanat hai

(Ghazi ka alam logo, bakshish ki zamanat hai) x2

    1. Abbas ka ye parcham, karbal ki nishaani hai

Wabasta isi se kuch pyaason ki kahani hai

Meyaar wafaaon ka azmat ki alamat hai

(Taazim karo iski) x2 zahraa ki amanat hai

(Ghazi ka alam logo, bakshish ki zamanat hai) x2

(Taazim karo iski) x2 zahraa ki amanat hai

(Ghazi ka alam logo, bakshish ki zamanat hai) x2

    1. Zaalim ne kiye dono baazu bhi kalam dekho

Uncha hi raha phir bhi ghazi ka alam dekho

Zainab ki duaaon se ab tak ye salamat hai

(Taazim karo iski) x2 zahraa ki amanat hai

(Ghazi ka alam logo, bakshish ki zamanat hai) x2

(Taazim karo iski) x2 zahraa ki amanat hai

(Ghazi ka alam logo, bakshish ki zamanat hai) x2

    1. Sar aaj bhi uncha hai har ek namazi kaa

Islam yaqinan ye ehsaan hai ghazi kaa

Jo aaj talak teri saanso mei hararat hai

(Taazim karo iski) x2 zahraa ki amanat hai

(Ghazi ka alam logo, bakshish ki zamanat hai) x2

(Taazim karo iski) x2 zahraa ki amanat hai

(Ghazi ka alam logo, bakshish ki zamanat hai) x2

    1. Maula ki zarih piche aage hai alam dekho

Karbal ki tarhaa abhi mehsus huwa mujko

Matam ke juluson mei ghazi ki kayadat hai

(Taazim karo iski) x2 zahraa ki amanat hai

(Ghazi ka alam logo, bakshish ki zamanat hai) x2

(Taazim karo iski) x2 zahraa ki amanat hai

(Ghazi ka alam logo, bakshish ki zamanat hai) x2

  1. Sine se lagaa rakhna ghar ghar pe sajaa rakhna

Har shaam diye iski chokhat pe jalaa rakhna

"Jawaad" ye sadyon se momin ki ibadat hai

(Taazim karo iski) x2 zahraa ki amanat hai

(Ghazi ka alam logo, bakshish ki zamanat hai) x2

(Taazim karo iski) x2 zahraa ki amanat hai

(Ghazi ka alam logo, bakshish ki zamanat hai) x2

<p 'times new roman'; line-height: normal; font-size: medium;>(Hai Dukhtare shere khuda, jo karbala mei hai berida) x2

(Jalte huwe khaime hain, naa bhaai naa rida hai) x2

    1. (Ummat se milaa) x2 kaisa ye zainab ko silaa hai

(Jalte huwe khaime hain, naa bhaai naa rida hai) x2

    1. Aale Abaa ke sar hai charhe nouke sinaa par, laashe pare hai harsu jo sab reg-e-tapaa par, (pehnaati unhe) x2 ban mei kafan khaake shafaa hai

(Jalte huwe khaime hain, naa bhaai naa rida hai) x2

Ummat se milaa, kaisa ye zainab ko silaa hai

    1. Aabid ko laa rahi hai woh kaandho pe uthaa kar, aur shimr ko kehti hai zaraa khoufe khuda kar, (koi naa raha) x2 ik yehi bimaar bacha hai

(Jalte huwe khaime hain, naa bhaai naa rida hai) x2

Ummat se milaa, kaisa ye zainab ko silaa hai

(Jalte huwe khaime hain, naa bhaai naa rida hai) x2

    1. Karte hai sab farishte shabbir ka matam, karti hai huro walma beshir ka matam, (matam shahe be) x2 kas ka sar-e-arsh bapaa hai

(Jalte huwe khaime hain, naa bhaai naa rida hai) x2

Ummat se milaa, kaisa ye zainab ko silaa hai

(Jalte huwe khaime hain, naa bhaai naa rida hai) x2

  1. Is baat ki ai shaam-e-gharibaan hai gawaah tu, saare nahi ye saanie zehra ke hai aansu, ("Khursheed" nahi) x2 aaj to khud rota khuda hai

(Jalte huwe khaime hain, naa bhaai naa rida hai) x2

Ummat se milaa, kaisa ye zainab ko silaa hai

(Jalte huwe khaime hain, naa bhaai naa rida hai) x4

 Rovay na door watan ton shala beemar koye

Nangay sir vaikhay na puphiyan (x2) bharai bazaar koye

1) Des apnay ch na perdesi koi vi hovay,
Dekh berjayaina nu sir nangai koi na rovai,

Javai her mor tay rukdi (x2) na perday daar koye

2) Dekhai na putar tai gal tauq zulam day paindai,
Naizay ton waikh na bachri day koi dur rendai,

Shala ghash khaway sina tay (x2) na baar baar koye

3) Shaam wich pur jinay lay kay hay beemar gaya,
Dekh kai veer bazaran kun jivain ronda raiya,

Rovay na khoon day athru (x2) ainj salaar koye

4) Koi mastoor kadi shala na pavay kariyan,
Waikh darbar day wich behnra tay puphiyan khariyan,

Hovay Sajjad day vangoun (x2) na bay qarara koye

5) Tera Khursheed karey Mola aey ro ro kay dua,
Gham Kissay nu na milay koi teray gham day siva,

Rovay gham teray day bajoun (x2) na azadaar koye

No comments:

Post a Comment