Sunday, 16 February 2025

Nadeem Sarwar (1997)

(Haq Hai Ali) ..(3), Ali Ali

(Haq Hai Ali) ..(3), Ali Ali

(Jidhar Haq Hai Udhar Maula) ..(2)
Jidhar Maula Udhar Haq Hai Ali
(Haq Hai Ali) ..(3), Ali Ali

(Haq Hai Ali) ..(3), Ali Ali
(Aao Sab Ali Ali Karein Ali Ali Karein) ..(2)
Aao Sab Ali Ali Karein

Ali Wali Ke Nam-e-Pak Se Agar Tumhein Hai Pyaar
Aao Sab Ali Ali Karein, Ali Ali Karein,
Aao Sab Ali Ali Karein
(Ali Ali, Ali Ali, Ali Ali, Ali Ali) ..(2)

Aao Sab Ali Ali Karein, Ali Ali Karein,
Aao Sab Ali Ali Karein

1. Likha Ali, Parha Ali, Kaha Ali, Suna Ali
(Pilaya Maa Ne Dudh Mein Bas Eik Naam Ya Ali) ..(2)
Nagar Nagar, Gali Gali, Chaman Chaman, Kali Kali
Dono Haath Uthao Aur Dil Se Bolo Baar Baar
Aao Sab Ali Ali Karein, Ali Ali Karein
Aao Sab Ali Ali Karein

2. Malang Ki Sadaa Ali, Hai Sab Ka Asra Ali
(Kaha Hai Jibraeel Ne Faqat Hai La-Fatah Ali) ..(2)
Zamee'n Zamee'n Falak Falak, Ali Ki Har Jagah Jhalak, Qalandar-o-Malang Ki Zubaa'n Par Hai Yehi Pukar
Aao Sab Ali Ali Karein, Ali Ali Karein
Aao Sab Ali Ali Karein

3. Ghadeer Aur Mubahela, Khuda Ka Ghar Ho Ya Kisa
(Nabi Key Saath Saath Hain, Ali Ba Hukm-e-Kibriya) ..(2)
Qadam Qadam Liye Alam, Nabi Key Sath Dam Ba Dam
Ali Chaley Hain Is Tarha, Key Maa Ke Saath Sheer Khwar
Aao Sab Ali Ali Karein, Ali Ali Karein
Aao Sab Ali Ali Karein

4. Khudaya Kaisa Mojeza, Ali Key Nam Ko Diya
(Key Jis Ne Ya Ali Kaha Buland Martaba Huwa) ..(2)
Ali Ke Gun Jo Gayega, Kamal-e-Fun Wo Paega
Miley Gi Nusrat-e-Ali, To Fat-ha Hoga Hum Kinar
Aao Sab Ali Ali Karein, Ali Ali Karein
Aao Sab Ali Ali Karein

5. Wasila-e-Najat Hai, Shaoor-e-Diniyat Hai
(Khuda Ke Saath Hai Ali Khuda Ali Key Sath Hai) ..(2)
Khuda Khuda Ali Ali, Sadaa Jo Harf Mein Dhali
Alam Nabi Ne De Diya, Khuda Ne Bheji Zulfiqar
Aao Sab Ali Ali Karein, Ali Ali Karein
Aao Sab Ali Ali Karein

6. Nazar Jo Karbala Gai To, Rooh Thar Thara Gai
(Galey Pay Thi Hussain Key Baqa-e-Deen Mein Churi) ..(2)
Zuban Zuban Jigar Jigar, Haram Tamaam Nauha Gar
Pukarti Thi Bibiya'n Tamaam Ho Ke Ashq Baar
Aao Sab Ali Ali Karein, Ali Ali Karein
Aao Sab Ali Ali Karein

7. Rida Saro Se Chin Gayee, Bacha Nahi Sitam Koi
(Ali Ki Betiyo'n Ke Jab Rasan Galo'n Mein Bandh Gain) ..(2)
Buka Buka, Fugha'n Fugha'n, Fiza Thi Sab Dhuaa'n Dhuaa'n
Ali Ki Pyaari Betiya'n Pukari Ho Ke Beqaraar
Aao Sab Ali Ali Karein, Ali Ali Karein
Aao Sab Ali Ali Karein

8. Alam Shadeed Hai Bohot, Abhi Yazid Hai Bohot
(Kiye Yazid-e-Asar Ne Jawaa'n Shaheed Hai Bohot) ..(2)\
Utho Utho Chalo Chalo, Alam Ali Ka Thaam Lo
Mita Doo Khaak Mein Chalo, Yazidiyo Ka Iqtedaar
Aao Sab Ali Ali Karein, Ali Ali Karein
Aao Sab Ali Ali Karein

9. Aseer Ghamzada Haram Jigar Ke Khoo'n Se Aankh Nam
(Qadam Qadam Pe Sakhtiya'n, Qadam Qadam Naye Sitam) ..(2)
Lahoo Lahoo Dil-o-Jigar, Bada Ajeeb Tha Safar
The Aable Jo Pao'n Mein, To Ablo'n Mein Laakh Khar
Aao Sab Ali Ali Karein, Ali Ali Karein
Aao Sab Ali Ali Karein

10. Ali Ki Zaari Zindagi, Munafeqat Ki Maut Thi
(Samajh Mein Jiske Aagaya, Ali Ka Tarz e Zindagi) ..(2)
Nafas Nafas Qadam Qadam, Ali Ke Ishq ki Qasam
Imam e Asr Ka use, Rehan Hoga Intezaar
Aao Sab Ali Ali Karein, Ali Ali Karein
Aao Sab Ali Ali Karein

(Ali Ali, Ali Ali, Ali Ali, Ali Ali) ..(2)

Abbas meer e Lashkaram   x 4
Abbas kehte hain, Mujhe Abbas Kehte hain...
Mujhe Abbas...

1.Main Qamr e Bani hashim hoon, sardar hoon main lashkar ka..
Shabbir mera aqa hai,
Main beta hoon haider ka.. x 2
Maslak mein wafadari hai, Mansab me alamdari hai..  x 2
Abbas kehte hain...

2.Zehra ne kaha hai beta,hai saare arab me charcha,
Shabbir ke dil ki taaqat,
Hoon chand bani hashim ka.. x 2
Main karbobala ka haider, Jibreel bacha le Shai Par.. x 2
Abbas kehte hain..

3.Woh Jaa ho Hasham rakhta hoon,
Shaano Pe alam rakhta hoon..
Lo rok sako toh roko,
Darya mein qadam rakhta hoon.. x2
Main hashr bapa kar doonga,sar tann se juda kar doonga..  x2
Abbas kehte hain..

4.Mujhko bhi Imamat milti,
Tauqeer meri badh jaati,
Pee leta jo Sheer e Zehra,
Kaunain me thi Sardaari... x 2
Hoon apne badan ka saani,
Patthar se nichodu paani.. x2
Abbas kehte hain..

5.Talwar hai mere baazu,
Hai mujhme wafa ki khushbu,
Main dekh nahi sakta hoon,
Zainab ki nazar me aansu..  x 2
Gar gaiz mein aakar dekhu, paani me aag lagaa doon.. x2
Abbas kehte hain..

6.Parcham yeh mere baba ka,
Taa hashr rahega ooncha,
Khaibar mein mila baba ko,
Aur aaj hai maine paaya.. x 2
Parcham na yeh jhuk paaega, har daur me lehraaega..  x 2
Abbas kehte hain..

7.Bachcho ko tasalli dekar,
Main aaya hoon darya par,
Bachcho ki aas na toote,
Bass ek dua hai lab par.. x 2
Paani jo na pohcha unga,
Khaimo me nahi jaaunga..  x 2
Abbas kehte hain..

8.Be izne waga aaya hoon,
Talwar nahi laaya hoon,
Thokar mein hai mere paani,
Seh roz ka main pyaasa hoon.. x 2
Behta hai lahoo beh jaaye, bass naam e wafa reh jaaye.. x 2
Abbas kehte hain..

9.Jo teer bhi hai Darkash mein
Paywast karu nas-nas mein,
Par Mashk pe waar na karna,
Phir baat na hogi bass mein.. x2
Baazu bhi kata sakta hoon, main khoon mein nahaa sakta hoon.. x2
Abbas kehte hain..

10.Abbas e jari ka roza,
Hai ehle aza ka kaaba,
Ek roz Rehan o Sarwar,
Humne bhi yeh manzar dekha.. x2
Kehta hai koi darya par, sabh jaaye pyaas bujhaakar.. x2
Abbas Kehte hain..

Khaimo me na le jaana,
Aaqa mere laashe ko,
Sharminda na karwaana,
Sehroz ke pyaase ko..
Abbas kehte hain..

Akh'ya'n Mal Mal Zainab

Akh'ya'n Mal Mal Zainab Vekh'di Nai veer pachanya janda hey x2

Akh'ya'n Mal Mal Zainab Vekh'di Nai veer pachanya janda hey x2 [chorus]

Lay-bas gharibi da pehan kar x 2

O sardar gharib ko handa heyAkh'ya'n Mal Mal Zainab Vekh'di Nai veer pachanya janda hey x2

Jada ghazi qamar nu tore gaya x2

Unda qasim jigar maror gaya [chorus]

Jinu akbar putar

chore gaya [chorus]

Woh ono rasta nazar na aanda heyAkh'ya'n Mal Mal Zainab Vekh'di Nai veer pachanya janda hey x2

Roh akbar dee ur ja wae gee x2

Uno moat yake-nan aa way gee [chorus]

Shabbir de yarib

khair howay [chorus]

Oo pay-ya barchi no phat pawn-da heyAkh'ya'n Mal Mal Zainab Vekh'di Nai veer pachanya janda hey x2

Didhta barchi khaanda akbar noo x2

Bin bazoo abbas dilawar no [chorus]

Kur rayte tay rakh kay

asghar no [chorus]

O paye kabar be aap ba-nanda heyAkh'ya'n Mal Mal Zainab Vekh'di Nai veer pachanya janda hey x2

Bin kafan nu veer shabbir dekhay

Bin chadar tey hamsheer dekhay [chorus]

Ali a abid zanjeer

qis dil say [chorus]

Oo no aap yatim ba-nanda heyAkh'ya'n Mal Mal Zainab Vekh'di Nai veer pachanya janda hey x2

Jis basti pew da raj uthay

Bee-biyan chadar dee mohtaj uthay [chorus]

Zainab deya nabzan

thak dea nay [chorus]

Dil sina which ghab-rawnda hey

Akh'ya'n Mal Mal Zainab Vekh'di Nai veer pachanya janda hey x2

Lay bas gharibi da pehan kar x 2

O sardar gharib ko handa hey

<span mal="" zainab="" vekh'di="" nai="" veer="" pachanya="" janda="" hey="" x3

Dekho ay kufiyo

Haye Zinab, Zainab (x3)

Dekho ay kufiyo. Me zainab-e dilgir-e hu (x4)

  1. Sar nange, muje kyu he phiraya (x2) me wari se tathir-e hu
  2. Ale ahmed-e ka tamasha, dekhene aaye ho kyu. Apni ghairat-e ka janaza, dekhene aaye ho kyu. Bebadan me, do pe lasha, dekhene aa ye ho kyu. Me usi, mazlum-e karbal (x2) ki dukhi hamshir-e hu.
  3. Jiska sajda kal pe yazda, me samaya ho Husain. Gir ke gore pe zamin par, jo na aaya ho Husain. Sar pe apne jisko tiro ne uthaya, wo Husain. Me usi, mazlum-e karbal (x2) ki dukhi hamshir-e hu.
  4. Puchete ho mujse rone, ka sabab ehle japaa. He tumhari orte parde me or mai be ridaa. Mere bache mera bhaayi, be khata mara gaya. Me usi, mazlum-e karbal (x2) ki dukhi hamshir-e hu
  5. Be kafan jalti zami par, aaj-e bhi sota he jo. Ashke ki khayti zamin par, aaj-e bhi hota he jo. Be ridaa me par meri neze pe hi rota hai jo. Me usi, mazlum-e karbal (x2) ki dukhi hamshir-e hu
  6. Wo phase gardan se jisko, tere dar be maar-e kar. Kat-e ke sarlash-e bedar, chordi thi khaake par. Phir usi ki laash-e par le aaye mujko, nange sar. Me usi, mazlum-e karbal (x2) ki dukhi hamshir-e hu
  7. Jiska ghazi so gaye darya kanare tash-e na lag. Kat gaaye bazu jari par, or kya honga gazab. Berida me hogayi hu, jiske marne, ke sabab. Me usi, mazlum-e karbal (x2) ki dukhi hamshir-e hu
  8. Oor kandho par uthakar, laaye jo Akbar ki lash. Dafne kardi jisme jalti, khak-e me Asghar ki lash. Bekafan be ghor-e hai shaah-e bero kar ki lash. Me usi, mazlum-e karbal (x2) ki dukhi hamshir-e hu
  9. Sar nange, muje kyu he phiraya (x2) me wari se tathir-e hu

Dekho ay kufiyo. Me zainab-e dilgir-e hu (x2)

(Karbala Karbala Karbala hey karbala) x2

(Jane wale karbala kay karbala ley chal muje) x4

(Jane wale karbala kay, karbala lay chal muje) x2
Roza e shabbir par dunga dua ley chal muje

(Jane wale karbala kay karbala lay chal muje) x2

(Hay jaha ganje shahida hey jahaa nehre furaat) x2
Jis jaga syed mera pyaasa rahaa ley chal muje

(Jane wale karbala kay karbala lay chal muje) x2

(Jis jagaa jagi thi kismat hur ki wo dekhunga mai) x2
Aasyo par kaise hoti hai ataa ley chal muje

(Jane wale karbala kay karbala lay chal muje) x2

(Is kadar nadaar uza may safar kuch bhi nahi) x2
Dosh par apni dikha kar ay hawaa ley chal muje

(Jane wale karbala kay karbala lay chal muje) x2

(Jis jaga abbas ke bazu kalam ho kar gire) x2
Us jaga mai bhi karu matam zara ley chal muje

(Jane wale karbala kay karbala lay chal muje) x2

(Dil ullaj kar agaya barchi mai akber ka jahan) x2
Dil waha mai bhi karu apna fida ley chal muje

(Jane wale karbala kay karbala lay chal muje) x2

(Jal gaye sham-e ghariban mai jaha khayme tama) x2
Jis jaga nana sa ek jula jala ley chal muje

(Jane wale karbala kay karbala lay chal muje) x2

(Haye wo maktal jaha bali sakina raat me) x2
Dhoond ti phir ti thi sina baap ka ley chal muje

(Jane wale karbala kay karbala lay chal muje) x2

Roza e shabbir par dunga dua ley chal muje

Jaane wale karbala ke karbala le chal mujhe..(4)

Jaane wale karbala ke karbala le chal mujhe..(2)
Roza e shabbir par dunga dua le chal mujhe
Jaane wale karbala ke karbala le chal mujhe..(2)

1. Hai jaha'n ganje shahida, hai jaha'n nehre furaat..(2)
jis jagah sayyed mera pyaasa raha le chal mujhe

2. Jis jagah jaagi thi qismat hurr ki wo dekhunga mai..(2)
aasiyo'n par kaise hoti hai ataa le chal mujhe

3. Is qadar nadaar hu zaade safar kuch bhi nahi..(2)
dosh par apne bitha kar aye hawa le chal mujhe

4. Jis jagah abbas ke baazu qalam hokar gire..(2)
us jagah mai bhi karu matam zara le chal mujhe

5. Dil ulajh kar aagaya barchi mein akbar ka jaha'n..(2)
dil waha'n mai bhi karu apna fida le chal mujhe

6. Jal gaye shaam e ghareeba mein jaha'n khaime tamaam..(2)
jis jagah nanha sa ek jhoola jala le chal mujhe

7. Haaye wo maqtal jaha'n baali sakina raat mein..(2)
dhundhti phirti thi seena baap ka le chal mujhe

8. Sarwar o rehan har majlis mein karte hai dua..(2)
haq wahi'n nauho ka hoga adaa le chal mujhe

Naro zainab naro

Shame gariban (x2)

Zainab tanha

Ghore andhera

Mot ka saya

Badal banke sar par chaya

Awaz ayi tabo ki ubri

Kown jale kaymo ki janib

Tayz kadam se chalta aya

Poch ansoo zainab dekhi dekhete kya hai uska baba

Baap ke sine par sar rakhkar bilak bilak kar tarap tarap kar aysa (rowi) x2

(Naro zainab naro, ha mere jigar ke tukre naro) x2

(Me kaise na rowu baba mai ujar gayi baba) x2

Ha mera akber

Ha mera asger

Ha mera gazi

Ha tera dilber

Ha me ujar gayi baba

(Naro zainab naro, ha mere jigar ke tukre naro) x2

(Me kaise na rowu baba mai ujar gayi baba) x2

Ha ik din me

Ha gar ujra

Ha reh bhayi

Ho na beta

Ha me ujar gayi baba

(Naro zainab naro, ha mere jigar ke tukre naro) x2

(Me kaise na rowu baba mai ujar gayi baba) x2

Ha me bekas

Ha me muztal

Ha pardesi

Ha me begar

Ha me ujar gayi baba

(Naro zainab naro, ha mere jigar ke tukre naro) x2

(Me kaise na rowu baba mai ujar gayi baba) x2

Ha gaya gazi

Ha darya par

Ha gir bazoo

Ha kat kat kar

Ha me ujar gayi baba

(Naro zainab naro, ha mere jigar ke tukre naro) x2

(Me kaise na rowu baba mai ujar gayi baba) x2

Sarwar pe

Ha chala khanja

Me hogayi

Ha be chadar

Ha me ujar gayi baba

(Naro zainab naro, ha mere jigar ke tukre naro) x2

(Me kaise na rowu baba mai ujar gayi baba) x2

Hamara hai

Ha aadane

Ha pyaso

Ha lashkar ko

Ha me ujar gayi baba

(Naro zainab naro, ha mere jigar ke tukre naro) x2

(Me kaise na rowu baba mai ujar gayi baba) x2

Ha ik chadar

Me dekha

Ha qasim ka

Ha jab laasha

Ha me ujar gayi baba

(Naro zainab naro, ha mere jigar ke tukre naro) x2

(Me kaise na rowu baba mai ujar gayi baba) x2

Ha zindan me

Ha jaana hai

Ha rasi hai

Ha shaana hai

Ha me ujar gayi baba

(Naro zainab naro, ha mere jigar ke tukre naro) x2

na dil rota na gham hota na aisa kahin matam hota
shabbir agar teri azadari na hoti
mazloom ki duniya may tarafdaari na hoti
shabbir agar teri....

shabbir ka maqsad jo samajh leta zamana
quran ko samjhne mayi ye dushwari na hoti
shabbir agar teri....

kya fayeda aankhon ka reh jaata zara socho
in aankhon may maula ki jo gham-khwari na hoti
shabbir agar teri....

shabbir ke rozay pe kuch roz jo rehte
tumko ko kabhi jannat ki talab-gari na hoti
shabbir agar teri....

do roz bhi jannat may rehna hamay mushkil tha
zehra tere bachon ki jo sardari na hoti
shabbir agar teri....

ghazi tere jaisa jo alamdar na hota
dunya may alam hote alamdari na hoti
shabbir agar teri....

sharminda sakina se agar hota na pani
yeh rasm sabilo ki kabi jaari na hoti
shabbir agar teri....

namoos muhammad ko jo pehchanti dunya
zainab ke khule sar pe ye sang baari na hoti
shabbir agar teri....

jannat may qadam rakhte nahi sarwar-o-rehan
jannat may jo maula ki azadari na hoti
shabbir agar teri....

(Ya hussain) ..(5)
Ya hussain. 
Yazid bola, badi fauj mere haath mein hai
Hussain bole, hussain bole.
Hussain bole natijaa, khuda ke hath mein hai
Yazid bola, jo bayyat karo khazaana hai
Hussain... Hussain bole ke nana ko muh dikhaana hai
Yazid bola, mai zalim hu, zulm karta hu
Hussain.. Ya hussain
Hussain bole, mai sayyed hu, sabr kar ta hu

(Ya husain) ..(2)

Woh khaime jal rahe hai, ye shaam e ghareeba'n hai..(3)

Ye ban me bikhri lashein ..(2) 
Ab sham-e ka zindan hai
Woh khaime jal rahe hai, ye shaam e ghareeba'n hai..(2)

1. (Ik do peher me ujda, Ghar aisa fatema ka) ..(2)
(Thee jis jagah pe khayme) ..(2) 
Ab us jagah dhuwa'n hai

Woh khaime jal rahe hai, ye shaam e ghareeba'n hai..(2)

2. (Akbar ne jab azaan di, Ye bekasi kaha'n thi) ..(2)
(Wo subho ki azaan thi) ..(2)
Ye shaam ki azaa'n hai

Woh khaime jal rahe hai, ye shaam e ghareeba'n hai..(2)

3. (Besar koi namaazi, Be dast koi ghazi) ..(2)
(Sine me ek jawaa'n ke) ..(2)
Tooti huwi sinaa hai

Woh khaime jal rahe hai, ye shaam e ghareeba'n hai..(2)

4. (Pehra badal gaya hai, Zainab ye karbala hai) ..(2)
(Zainab ke hath me ab) ..(2)
Abbas ka nishaa'n hai

Woh khaime jal rahe hai, ye shaam e ghareeba'n hai..(2)

5. (Kya dhund thi hai seena? Aa paas aa sakina) ..(2)
(Seene pe sone wali) ..(2)
Baba tera yahaa'n hai

Woh khaime jal rahe hai, ye shaam e ghareeba'n hai..(2)

6. (Rehan ho ke sarwar, hai sayyeda ke naukar) ..(2)
(Ek nauhago hai inka) ..(2)
Ek inka nauhakhwaa'n hai

Woh khaime jal rahe hai, ye shaam e ghareeba'n hai..(2)

Ye ban me bikhri lashein ..(2) 
Ab sham-e ka zindan hai
Woh khaime jal rahe hai, ye shaam e ghareeba'n hai..(2)

Yeh majlis-e husain

He sog jis jagah bhi shahe mashrakain ka
Khud pursa zehra leti he is noor-e ain ka
Rona sawab jispe na rona haraam he
chashme khuda me iska badaa ehteraam hai

Yeh majlis e husain alaihis salaam he
chashme khuda me iska badaa ehteraam hai
chashme khuda me iska badaa ehteraam hai

1. Ye majlise hai hamde khuda naat e mustafa
in majliso me hota hai quran lab kusha
in majliso se milta hai janat ka raasta
in majliso ki hoti hai kuch aise ibtidaa
zakir ke lab pe pehle khudaa ka kalaam hai

2. In majliso me hoti he insaniyat ki baat
zikre gham-e husain he wehdaniyat ki baat
yeh majlise rasool ki haqqaniyat ki baat
radd karti he ye majlise sufyaniyat ki baat
in ke sabab to hurr bhi alaihis salaam hai

3. In majliso ko ajre risalaat kaha gaya
roze azal se rone ka fitrat kaha gaya
dil ki lughat me isko mohabbat kaha gaya
yani ise batool ke sunnat kaha gaya
har rone aankh ko mera salaam hai

4. Ek majlise azaa jo huwi mulke shaam me
zainab ne saff bichayi thi yaad e imam ne
aansu chupe hue the shaheedo ke naam me
matam huwa jo yaade shahe tashnakaam me
tabse gham e husain zamaane me aam hai
   
5. Majlis me zikre bali sakina kiya karo
pani piyo to yaad shahe karbala ki ho
majlis me tazkera ali asghar ka jab suno
ek aah sard bhar ke tadap kar yahi kaho
Asghar bada shaheedo me tera muqaam hai

6. Is majlis e hussain ka sarwar hai nauhakhwaa'n
thakti nahi hai zikr e hussaini mein yu zubaa'n
ghutti mein ashk e ghum ko pilaati rahi hai maa
walid ne di hai kaan mein nauho'n ki wo azaa'n
rehan jisse saare zamane mein naam hai

No comments:

Post a Comment