Monday, 17 February 2025

Hassan Sadiq (1990)

Agaaz hoo raha hai Karbal ki kahani ka
Logo yeh janaza hai islam ke bani ka

1 Bibi ne kaha baba Karbal me chale aana x2
Manzar mai dikhaaongi Akbar ki jawani ka
Agaaz hoo raha hai Karbal ki kahani ka
Logo yeh janaza hai islam ke bani ka

2 Kat jaaenge bazoo bhi Abbas-e-baawafa ke x2
Teeron se hoga chalni mashkiza wo pani ka
Agaaz hoo raha hai Karbal ki kahani ka
Logo yeh janaza hai islam ke bani ka

3 Bikhrega Karbala me Kasim ke sar ka sehra x2
Khushiya samet lega aalam woh viraani ka
Agaaz ho raha hai Karbal ki kahani ka
Logo yeh janaza hai islam ke bani ka

4 Ta hashr mere maula mushtaq rahoo tera x2
Mil jaae sharaf mujko bas teri gulami ka
Agaaz hoo raha hai Karbal ki kahani ka
Logo yeh janaza hai islam ke bani ka

Agaaz hoo raha hai.... 

(Ya Hussain) x6
Ya rab koyi masuma zindaa me na tanhaa ho
(Ya rab koyi masuma zindaa me na tanhaa ho) x3
Ya rab koyi masuma zindaa me na tanhaa ho (x2)
Paband naho aahi, haye paband naho aahi
Rone pe na pehra ho

Thi jis ko nind ati, shabbir ke sine par (x2)
zindaa dare zindaa, haye zindaa dare zindaa
uske liye kazaa ho

Zindaano se ati thi awaaz ke thak ne ki (x2)
jese ke sakina ko, haye jese ke sakina ko
har zindaan ro raha ho

Takraye na wo kyu kar zindaan ki diwaaro se (x2)
bhayi se aur phuphi se, haye bhayi se aur phuphi se
jisko juda kiya ho

Zindaan me ehmad bhi yaad ayi sakina ki (x2)
dil roro keh raha hai, haye dil roro keh raha hai
ab na ujaala ho

No comments:

Post a Comment