Baba baba kujaee
(Baba baba baba Kujaee) x4
Karbobala ke sehra mein
Gunji Sakina ki ye sada
(Baba baba baba Kujaee) x4
- Baba tamache khati hun mein Kul ghar sadma sehta hai
- Dard yateemi sar pe pari hai, Lachaari taqdeer mein hai
- Pehli baar hai maqtal dekha, Rasta kaise jaanungi
- Pani deta nahin hai koi, Khu(n) ke aansu roti hu
- Lot ke zaair ghar jaate hai(n), Mein kab ghar ko jaaoungi
- Jo hai "qamar" konain ke malik, Ghurbat ke alam mein hai
Khauf se asu behte hai, Aur kaanon se khun behta hai
Daman mein hai aag lagi, Gunji Sakina ki ye sada
(Baba baba baba Kujaee) x4
Karbobala ke sehra mein
Gunji Sakina ki ye sada
(Baba baba baba Kujaee) x2
Hath bandhe haiin phuphiyon ke, Aur bhai bhi zanjeer mein hai
Mujhko bachata nahin koi, Gunji Sakina ki ye sada
(Baba baba baba Kujaee) x4
Karbobala ke sehra mein
Gunji Sakina ki ye sada
(Baba baba baba Kujaee) x2
Be sar ke hai lashe sare, Kaise mein pehchanungi
Baba do awaz koi, Gunji Sakina ki ye sada
(Baba baba baba Kujaee) x4
Karbobala ke sehra mein
Gunji Sakina ki ye sada
(Baba baba baba Kujaee) x2
Seena tumhara yaad ata hai, Farsh-e-zamee(n) pe soti hun
Lene mujhe ajaao abhi, Gunji Sakina ki ye sada
(Baba baba baba Kujaee) x4
Karbobala ke sehra mein
Gunji Sakina ki ye sada
(Baba baba baba Kujaee) x2
Kya guzri thi baba hampar, Sughra ko batlaaungi
Jab bhi ijazat mujhe mile, Gunji Sakina ki ye sada
(Baba baba baba Kujaee) x4
Karbobala ke sehra mein
Gunji Sakina ki ye sada
(Baba baba baba Kujaee) x2
Jo tatheer ke waris hai(n) wo, Ruswai ke gham mein hai
Bechadar phuphiyan hai khari, Gunji Sakina ki ye sada
(Baba baba baba Kujaee) x4
Karbobala ke sehra mein
Elahi mera bhi naam
(Elahi) x3 Elahi mera Bhi Naam Aaye (Imam e Mehdi ke Qafle mein) x2
- (Sadaaye Ghaibat Muje Bulaaye) x2 Imam e Mehdi Ke Qafle main
- Imamaton Ka Safar Liye Ye imam e awwal ka qafla hai
nahi hai aasan ye saath dena ye ahl-e-maqtal ka qafla hai
(jo mard-e-hur ho wo sath aaye) x2 Imam e Mehdi Ke Qafle main - imam e aakhir ke qafle me jo chaahata hai shareek hona
agar ho jaa(n) ki talab to raah e imam me hai ye jaa(n) bhi khona
(lahu se apne diya jalaye) x2 Imam e Mehdi Ke Qafle main - wo jis ne haqq-e-ada-e-zahra ada kiya ho wo aagay aaye
wafa-e-ghazi se jis ne dars-e-wafa liya ho wo aagay aaye
(wohi wafaao(n) ko aazmae) x2 Imam e Mehdi Ke Qafle main - imam e aakhir ke qafle main sahabiyo ke ye dhang honge
kahi(n) Abuzar ki shaan hogi kahin pe Mesum ke rang honge
(sahabiyon se qadam milayei(n)) x2 Imam e Mehdi Ke Qafle main - ye qafla hai hussainiat ka yahan hidayat na ruk sake gi
yahan pe asghar ki kamsini bhi, shakawaton se na jhuk sake gi
(ke teer kha kar bhi muskurayei(n)) x2 Imam e Mehdi Ke Qafle main - ye kis ki aahai(n) hai(n) qafle me ye kis ke aansu(n) rawa hai logo(n)
ye kon rota hai chupke chupke, ye kon maatam kuna hai logo(n)
(ye kon kehta hai haaye haaye) x2 Imam e Mehdi Ke Qafle main - "hilal" aasa(n) nahi ke ham bhi imam e aakhir ke sath honge
jo log honge sarapa momin unhi ke hathon me hath honge
(wahin chalenge safei(n) banaye) x2 Imam e Mehdi Ke Qafle main
(Elahi) x3 Elahi mera Bhi Naam Aaye (Imam e Mehdi ke Qafle mein) x2
(Elahi) x3 Elahi mera Bhi Naam Aaye (Imam e Mehdi ke Qafle mein) x2
(Elahi) x3 Elahi mera Bhi Naam Aaye (Imam e Mehdi ke Qafle mein) x2
(Elahi) x3 Elahi mera Bhi Naam Aaye (Imam e Mehdi ke Qafle mein) x2
(Elahi) x3 Elahi mera Bhi Naam Aaye (Imam e Mehdi ke Qafle mein) x2
(Elahi) x3 Elahi mera Bhi Naam Aaye (Imam e Mehdi ke Qafle mein) x2
(Elahi) x3 Elahi mera Bhi Naam Aaye (Imam e Mehdi ke Qafle mein) x2
(Elahi) x3 Elahi mera Bhi Naam Aaye (Imam e Mehdi ke Qafle mein) x2
Imam-e-Raza (AS)
(Imam reza, Imam reza) x2
Assalamu alaika ya ghareebal ghuraba, Assalamu alaika ya mu'eenadh dhuafa
Assalamu alaika ya ghareebal ghuraba Assalamu alaika ya mu'eenadh dhuafa Assalamu alaika ya shamsas shumus wa aneesannufus ayyuhal madfune bi arze toos
Ya sultanil arab e wal ajam Ya abal hasan ya ali yabna musar ridha Ruhi wa jismi (lakal fida)x3
(Ya ghareebal ghuraba Ya mu'eenadh dhuafa ) x2
- Noor charaghe aal-e-iba (waaqife haal-e-ehle aza) x2
- Rizk tumhare dar se mila (deen tumhare ghar se mila) x2
- Shabbir ka matam jaari hai (Is gham ki ijara dari hai) x2
- Jab dil mein ghamon ne der liye (Tuhi tha maseeha mere liye) x2
- Islam ki shiryano mein abhi (Gardish mein hat khune aale nabi) x2
- Kul ehl-e-haram chadar ke bagher (Beemar bhi hai bistar ke bagher) x2
- Tapti hai zameene karbobala (Bikhra hai janaaza qasim ka) x2
- Ankhon mein lahu ka darya hai (Jari jo "abad" ka girya hai) x2
Warise shahe karbala (Yani shafi-e-roze jaza) x2
Malike arze khake shifa Ruhi wa jismi lakal fida
Assalamu alaika ya ghareebal ghuraba, Assalamu alaika ya mu'eenadh dhuafa
Kya kuchh na ghame sarwar se mila (Sab tera diya rehbar se mila) x2
Quran he sab kuchh tera kaha Ruhi wa jismi lakal fida
Assalamu alaika ya ghareebal ghuraba, Assalamu alaika ya mu'eenadh dhuafa
Ye waqt adu par bhari hai (Is gham ka mukhalif nari hai) x2
Ati he musalsal eik sada Ruhi wa jismi lakal fida
Assalamu alaika ya ghareebal ghuraba Assalamu alaika ya mu'eenadh dhuafa
Roze pe gaya aur phere liye (Ye jaan he meri tere liye) x2
Zeest he meri teri ata Ruhi wa jismi lakal fida
Assalamu alaika ya ghareebal ghuraba Assalamu alaika ya mu'eenadh dhuafa
Seene mein chubhi barchi ki ani (Lau deti hai girya khaiz hasee) x2
Rehna he yahi ta hashr faza Ruhi wa jismi lakal fida
Assalamu alaika ya ghareebal ghuraba Assalamu alaika ya mu'eenadh dhuafa
Ik jhula he asghar ke bagher (Sab laashe pare hein sar ke bagher) x2
Cheekh rahi hai karbobala Ruhi wa jismi lakal fida
Assalamu alaika ya ghareebal ghuraba Assalamu alaika ya mu'eenadh dhuafa
Humshakle nabi bhi mara gaya (Phir khun-e-wafa maktal mein gira) x2
Ati hai sada-e-aaho buka Ruhi wa jismi lakal fida
Assalamu alaika ya ghareebal ghuraba Assalamu alaika ya mu'eenadh dhuafa
Mat puchh jo meine dekha hai (Har ek fidaaai kehta he) x2
Shabbir pe apni jaane fida Ruhi wa jismi lakal fida
Assalamu alaika ya ghareebal ghuraba Assalamu alaika ya mu'eenadh dhuafa
Assalamu alaika ya shamsas shumus wa aneesannufus ayyuhal madfune bi arze toos
Ya sultane arab wal ajamYa abal hasan ya ali yabna musar redha Ruhi wa jismi (lakal fida) x3
Masuma ki hai paak rida
karbal me zalim ne cheeni
karbal which rida zalim ne lutlai
haay pak rida maasuma ki , hai pak rida maasuma di
sun sun ke falak bhi rota tha
sun sun ke falak bhi ronda see
faryad o fugan mazluma ki
masooma di haay paak rida, haay paak rida mazlooma di
(masooma) x2 mazluma haaye mazluma
- khaime sehra me jalte the wehshat aur khauf ka alam tha
bache gir gir ke sambhalte the shabbir ka har su matam tha
(karbal ki hawa tu suwe najaf) x2 aahain leja masooma ki - rukhsat di gari jab aapuhchi baba di wasiyat yaad aayi
zainab ne bhi raanda gala chumya le akhya rab rakha bhai
(dunya ne kabhi bhi bhulra nay) x2 bhai taun wafa masooma di - rukhsat ki ghari jab aapuhnchi baba ki wasiyat yaad aayi
zainab ne barh ke gala chooma aur boli khuda hafiz bhai
(dunya na kabhi bhi bhoolay gi) x2 bhayi se wafa masooma ki - dhur lae tameechay bhi mare kide kan sakeeena ke zakhmi
sajjad ki daikh ke tarpay tan bachi de nalay be rehmi
(abid ne barayi zindaje) x2 turbat choti masooma di - jab khutbay ki talwar chali dil har zalim ka tharraya
darbar me chhaya sanata maula ka lehja yaad aaya
(taa hashr faza me goonjay gi) x2 khutbay ki sada masooma ki - jad khutbay di talwar chali dil har zalim da tharraya
darbar'ch chaaya sanata maula da lehja yaad aaya
(ta hashr faza'ch goonjay gi) x2 khutbay di sada masooma di - zainab se chali ye rasme aza shabbir ka matam nai rukna
zinda hai "kamal" ab naam e wafa ghazi ka alam kabhi nai jhukna
(har momim momina yaad rakhe) x2 bas ye thi dua masooma ki
masooma di haay paak rida, haay paak rida mazlooma di
(masooma) x2 mazluma haaye mazluma
masooma di haay paak rida, haay paak rida mazlooma di
(masooma) x2 mazluma haaye mazluma
masooma di haay paak rida, haay paak rida mazlooma di
(masooma) x2 mazluma haaye mazluma
masooma di haay paak rida, haay paak rida mazlooma di
(masooma) x2 mazluma haaye mazluma
masooma di haay paak rida, haay paak rida mazlooma di
(masooma) x2 mazluma haaye mazluma
masooma di haay paak rida, haay paak rida mazlooma di
(masooma) x2 mazluma haaye mazluma
masooma di haay paak rida, haay paak rida mazlooma di
(masooma) x2 mazluma haaye mazluma
masooma di haay paak rida, haay paak rida mazlooma di
(masooma) x2 mazluma haaye mazluma
Ya Ali (AS)
(Ya Ali ya ali ya ali madad) x5
(Yaad karo, yaad karo, jang-e-khayber yaad karo) x2
Yaad karo, yaad karo, hashr ka manzar yaad karo
Yaad karo, yaad karo, (naar-e-haider yaad karo) x2
Nara haideri,
ya ali ya ali ya ali madad, maula ali madad
madad madad madad ya hussain
madad ya imam madad ya imam mujahidul hussein
- Ham intezar karte hai (apne imam ka) x2
- Bandhi huwe saro(n) se hai (kafan hai mujahideen) x2
- hogi shuaa-e-noor ki (talwar hath me) x2
gunjayga kerbalai (rajaz kainat me) x2
pani kebadlay khoon (bahega farat me) x2
ayegi alqamah se sada ya ali madad - lashkar barhenge parchame (abbas ke talay) x2
zulm o sitam ke baqi (rahenge na silsilay) x2
naslon se kate jainge (kufar ke galay) x2
hogi hamare sath jo abbas ki madad - gardish me hogi aik ye (aawaz char su) x2
aaya jo ab tabassume (asghar ke ru baru)) x2
gardan se hurmala ki (baras jayega lahu) x2
hogi ama(n) na zulm ki khatir Koyi madad - sab jaa(n) nisar kehte hain (din raat al-ajal) x2
ab ghaib ko huzoor se (mola mere badal) x2
tere zuhoor me hai (sabhi mushkilo ka hal) x2
is aakhri jihad me de aakhri madad - seena figar hai ali (akber ke gham gusar) x2
aankhon me intiqam e (jawan ka lye gubar) x2
maqtal me phir rahe hain (paye deed-e-zulfiqar) x2
har gham gusar chahta hai sarwari madad - abbas e naamdar ke (baazu ka wasta) x2
asghar ka aur akber e (mehroo ka wasta) x2
shabbir tere khoon ki (khushboo ka wasta) x2
har pe "abad" ko chahiye taakhir ki madad (ya ali madad) x2
Izn-e-jihad ke liye, (khayrul anaam ka) x2
Markaz jo hashr tak hai (khuda ke nizaam ka) x2
Maqtal mei unse caalti hai zindagi madad
(Ya Ali madad) x2
ya ali ya ali ya ali madad, maula ali madad
madad madad madad ya hussain
madad ya imam madad ya imam mujahidul hussein
Amaada-e-jihaad hai (sab khuld ke maqeen) x2
hain chashme intizar me (wo zaat-e-haseen) x2
mehfooz hai jo ghaib me sab se bari madad
(ya ali madad) x2
ya ali ya ali ya ali madad, maula ali madad
madad madad madad ya hussain
madad ya imam madad ya imam mujahidul hussein
(ya ali madad) x2
ya ali ya ali ya ali madad, maula ali madad
madad madad madad ya hussain
madad ya imam madad ya imam mujahidul hussein
(ya ali madad) x2
ya ali ya ali ya ali madad, maula ali madad
madad madad madad ya hussain
madad ya imam madad ya imam mujahidul hussein
(ya ali madad) x2
ya ali ya ali ya ali madad, maula ali madad
madad madad madad ya hussain
madad ya imam madad ya imam mujahidul hussein
(ya ali madad) x2
ya ali ya ali ya ali madad, maula ali madad
madad madad madad ya hussain
madad ya imam madad ya imam mujahidul hussein
(ya ali madad) x2
ya ali ya ali ya ali madad, maula ali madad
madad madad madad ya hussain
madad ya imam madad ya imam mujahidul hussein
ya ali ya ali ya ali madad, maula ali madad
madad madad madad ya hussain
madad ya imam madad ya imam (mujahidul hussein) x4
Zahoor kab hoga
(Zahoor Kab Hoga) x4 (khabar to do) x3 mere mola zahoor kab hoga
(khabar to do) x3 mere mola zahoor kab hoga
- andhairi dunya me roshan ye noor kab hoga
- Tarap rahain Hain is hasrat me aaj ham mola
- Tumhi Se Milne ko ham jamkaran tak pohnche
- gayi hai(n) jaisay zade pao(n) ghaibat e sughra
- karay ge aap jo makkay se karbala ka safar
- tumhare naam pe sadqe karain ye sar kaisay
- bulaye jaayenge akber sunane ko
- ama saron se bhi chin jai gi rida ki qasam
- "abad" to aaj hai sarwar ke sogwaro(n) mei

khuda ke waste ab kijiye karam mola
ye haal hai(n) ke nikalta hai apna dam mola
jabeene dhundti hai aap ke qadam mola

andhairi dunya me roshan ye noor kab hoga

jahan pe aaye ali us makan tak pohnche
samandaron me phire har jahaan tak pohnche
nishani hai jo teri us nishan tak pohnche

usi tareekay se rukhsat ho gaibat e kubra
tumhare deed ki surat yehi hai ab mola
zamana daikhe imamat ka aakhri jalwa

hamara naam bhi ho kash farsare mehzar
chalenge sath tumhare jo moniso yawar
bas aisay waqt ka talib hai ye dil-e-muztar

lutaye shaam-e-gharibaa(n) me apna ghar kaisa
hamare haal hi ki pohnche tum ko khabar kaisay
zahoor hoga tumhara yahan magar kaisay

parenge dast bureeda alam uthane ko
chalenge jhoolay se asghar bhi muskurane ko
magar na jaaye ga ab koyi qaid khaane ko

dua kalejo se uthe ka kerbala ki qasam
adu koyi na bacha ga yaha(n) khuda ki qasam
katenge dast e sitam baazu-e-wafa ki qasam

khuda kare ke yehi kal ho un baharo(n) mei
paye jihad ho maqtal ke sab sawaro(n) mei
lahu "abad" ka bhi shamil ho jaanisaro(n) mei

No comments:
Post a Comment